Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aalam-e-Kul kaa Bhala Sochain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aalam-e-Kul kaa Bhala Sochain

    :)
    Attached Files

  • #2
    Re: Aalam-e-Kul kaa Bhala Sochain

    hmm, very nice one The Mask ji .... be happy:rose
    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

    :pr:

    Comment


    • #3
      Re: Aalam-e-Kul kaa Bhala Sochain

      Khurram bhai MashAllah bohat acha likha hay :) bohat hassas mozo per baat ki hay aapne :) thanx for sharing :rose
      Allah

      Comment


      • #4
        Re: Aalam-e-Kul kaa Bhala Sochain

        Originally posted by Hala
        hmm, very nice one The Mask ji .... be happy:rose
        Shukriya Hala Ji :)

        Comment


        • #5
          Re: Aalam-e-Kul kaa Bhala Sochain

          Originally posted by Yaaram
          Khurram bhai MashAllah bohat acha likha hay :) bohat hassas mozo per baat ki hay aapne :) thanx for sharing :rose
          Bohat Bohat Shukriya :)

          Comment


          • #6
            Re: Aalam-e-Kul kaa Bhala Sochain

            bohot hi acha likha hai....very nice sharing..:)
            sigpic


            Comment


            • #7
              Re: Aalam-e-Kul kaa Bhala Sochain

              Khurram aap ney bilkul drust kaha hai aur bohat khoobsurat alfaz mein kaha hai.... Very nice sharing :)
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: Aalam-e-Kul kaa Bhala Sochain

                Originally posted by Wafa
                bohot hi acha likha hai....very nice sharing..:)
                Hmm bohat sa shukriya :)

                Comment


                • #9
                  Re: Aalam-e-Kul kaa Bhala Sochain

                  Originally posted by Masood
                  Khurram aap ney bilkul drust kaha hai aur bohat khoobsurat alfaz mein kaha hai.... Very nice sharing :)
                  shukriya :)

                  Comment


                  • #10
                    Re: Aalam-e-Kul kaa Bhala Sochain

                    Assalaam-0-Alaikom:rose

                    aap nay jo kuch is mazmoon ky shro main kaha hai ...woh bilkul mairay dil ki batain hain..... jis baat ki tamheed bandhtay hoye yeh sab kha hai...woh debatable hai...
                    For New Designers
                    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                    Comment


                    • #11
                      Re: Aalam-e-Kul kaa Bhala Sochain

                      Jazak Allah Khuram bhaeeeeeeeeeeeee...

                      Comment


                      • #12
                        Re: Aalam-e-Kul kaa Bhala Sochain

                        Originally posted by Rida
                        Assalaam-0-Alaikom:rose

                        aap nay jo kuch is mazmoon ky shro main kaha hai ...woh bilkul mairay dil ki batain hain..... jis baat ki tamheed bandhtay hoye yeh sab kha hai...woh debatable hai...
                        hmmmm fer App dil ki aisi batain share ker lia kerian Rida :)

                        Comment


                        • #13
                          Re: Aalam-e-Kul kaa Bhala Sochain

                          Originally posted by a man of letters
                          Jazak Allah Khuram bhaeeeeeeeeeeeee...
                          shukriya :)

                          Comment


                          • #14
                            Re: Aalam-e-Kul kaa Bhala Sochain

                            :jazak: :rose kaafi acha likha hai aap ne.... :)

                            Comment


                            • #15
                              Re: Aalam-e-Kul kaa Bhala Sochain

                              Originally posted by TheMask
                              :)
                              MashaALLAH bhai aap ny buaht hee acha mazmoon shaare kia hy...

                              yeh shaid hamara almiaya hay k hum apny aap ko muslim to kehty hain mager hum main takreeban muslim wali baat koi nahi hay
                              ALLAH tala fermaty hain k tum islam main pory k pory dakhal hujaoo.
                              lakin abi tak hum siraf os muslim k name sy hee wakif hain....aur apny aap ko janat ka waris samajNy lagy hian....
                              Hum main sy to berdashat hee khatam hu gai hay...
                              hum to yehan shuker karty hian k koi hum sy Panga ly aur hum os sy larai shoro ker dain....her wakat moka kee talash main rehty hian k kab kisi ka AIB samny aay aur hum osy beyEzat kery...hum educated hu ker b galian nikalty hain ...agr koi b choti see ghalti ker hee day aur sath main sory b bhol dy tab b etni berdashat nahi hay hamary pass hum to os kee Maan aur behan aik ker daity hain....
                              Behasiayat insaan humain yeh sochna chahee k jaisy aap ko Ezat hay aisy hee sab insaan kee huti hain kisi kee ezat e nafas nahi uchalni chyee...
                              Taif k Moka her Kafroon ny NABI AKRAM HAZRAT MUHAMMAD SAW ko jo takleefain dain os per to ALLAH TALA zamin o asmaan Hila dainy k liy keh rahy thy mager uNoon ny pher b moaf ker dia...
                              Hum On kee Oswa khusna kee batian to kerty hian mager amal nahi kersty..
                              ALLAH hum sab ko doseroon kee ezat kerny kee himat dy amen

                              Comment

                              Working...