Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aik lamha se hamdardi keejiye

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: aik lamha se hamdardi keejiye

    oh mery khuda mery yaar aik lamha k lamha ba lamha ziyadti aur wo bhi aik hi saal main :pagal: chchchchchch....akhir kon log hain ye jinheen na zamany ka lehaz hy aur na lamhy ka aur jin k badkirdari main lamha ba lamha izafa hota jaraha hy aur ye izafa is qadar shadeed hy k koi bhi aik lamha mehfooz naheen....:zuban:
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #17
      Re: aik lamha se hamdardi keejiye

      Originally posted by ummid
      phir bhi sirf mobile ke liye gun wagaira ka istemal karna sahi tu nahi..jitne rupiyon mein gun aur bicke aati hogi utne mein hi yeh koi accha kaam shoro ker sakte hain.....:) Allah aise logon ko hidayat de(aameen)
      Aameein :dua

      waise jo itni baat sooch le wo ghalt kaam kerne ka hi kyoon soochay ga.
      :thmbup:

      Comment

      • #18
        Re: aik lamha se hamdardi keejiye

        Originally posted by aabi2cool
        oh mery khuda mery yaar aik lamha k lamha ba lamha ziyadti aur wo bhi aik hi saal main :pagal: chchchchchch....akhir kon log hain ye jinheen na zamany ka lehaz hy aur na lamhy ka aur jin k badkirdari main lamha ba lamha izafa hota jaraha hy aur ye izafa is qadar shadeed hy k koi bhi aik lamha mehfooz naheen....:zuban:
        Mujay to lagta he ke zaroor yeh aik lamha ko jaantay hoon ge...jo lamha be lamha aik lamha per hi waar kerte hein :comfort:

        Yaar jo bhi hein ghalat loog hein...haram kama rahay hein. Allah hi inhein hadayat de
        :thmbup:

        Comment

        • #19
          Re: aik lamha se hamdardi keejiye

          Originally posted by munda_sialkoty

          bilkul saheeh farmaya aap ny haji sanaullah sahib:khi:
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #20
            Re: aik lamha se hamdardi keejiye

            Chaly koi baat nahi Allah or day ga hosla rakhy or aik or mobile lay ker aa jaye phir chupa ker rakhiye ga Munda-silkotay say unhi ki nazer lagti hay shaid her baar:P

            Comment

            • #21
              Re: aik lamha se hamdardi keejiye

              Originally posted by aabi2cool
              bilkul saheeh farmaya aap ny haji sanaullah sahib:khi:
              Haji Sanaullah sahib...itni thoori si umer mein mujay itna mushkil insaan bana raha he :slap:
              :thmbup:

              Comment

              • #22
                Re: aik lamha se hamdardi keejiye

                Originally posted by Rabi
                Chaly koi baat nahi Allah or day ga hosla rakhy or aik or mobile lay ker aa jaye phir chupa ker rakhiye ga Munda-silkotay say unhi ki nazer lagti hay shaid her baar:P
                ager meri nazar kisi lo lag sakti to sub se pehlay meri nazar apne aap ko hi lagti :lpop:

                ub aap koi aur comment de sakti hein :lpop:
                :thmbup:

                Comment

                • #23
                  Re: aik lamha se hamdardi keejiye

                  ik saal me 3 mobile :O

                  mera tu ik bhi mobile nahi gaya ALLAH ka shuker hai ;;)

                  ladke ho k choron se darte ho :p
                  Sab Hi Apni Gharz Say Milte Hain Faraz..
                  Maza Tu Jab Hai K Koi Be-Sabab Mila Kare.
                  :wk

                  Comment

                  • #24
                    Re: aik lamha se hamdardi keejiye

                    Originally posted by munda_sialkoty
                    Haji Sanaullah sahib...itni thoori si umer mein mujay itna mushkil insaan bana raha he :slap:
                    shukar karo tumhara shumar insaanon main kiya hy bus issy ghanimat jano:shh:
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    Working...
                    X