Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap ko koon sa palto janwar acha lagta hai ???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • aap ko koon sa palto janwar acha lagta hai ???

    assalamalikum

    aap loogo ka apna pet animal koon sa hai ? :D:

    agar han to koon sa?

    agar nahi to bhi koon sa janwar palna pasand karain gay ????






    ummm mujhay to murghee kay choozye achay lagtay hain :D: or chirya
    par qaid karna acha nahi lagta bas azaad hi rehaian ......
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: aap ko koon sa palto janwar acha lagta hai ???

    Originally posted by Aanchal
    apna pet animal
    aap ney English wala PET kaha main samjha Urdu wala PET .... :D :D :D


    Merey paas is waqt machhliyaan (fishes) hain jo mujhey bohat achhi lagti hai - inhein dekh kar zindagi ka ehsaas hota hai.

    Lekin jo janwar mujhey pasand hai woh BILLI hai - miyaaaaaoun - bohat pasand hai - magar hai nahin :( - Lekin rakhoon ga kabhi yeh bhi :D
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: aap ko koon sa palto janwar acha lagta hai ???

      mujeh to billi pasand hay
      :)
      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

      Comment


      • #4
        Re: aap ko koon sa palto janwar acha lagta hai ???

        Mujhay Janwar bus door say dekhnay main achay lagtay hian Warna mujhay un say buhat dar lagta hia ghar rakhna tu bilkul bhi passand nahin hai [-(
        Zindagi Thak Gaye ..!!

        Comment


        • #5
          Re: aap ko koon sa palto janwar acha lagta hai ???

          Khargoosh kitnay pyaray hotay hai nna
          http://www.genericviagra2015shop.com/

          Comment


          • #6
            Re: aap ko koon sa palto janwar acha lagta hai ???

            Originally posted by handsome
            Khargoosh kitnay pyaray hotay hai nna
            acha nai baat batai humaye aap nay
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #7
              Re: aap ko koon sa palto janwar acha lagta hai ???

              mujhe janwar mei kabotar paalna acha lagta hai :)

              Comment


              • #8
                Re: aap ko koon sa palto janwar acha lagta hai ???

                bilyan to hamare pas hen or dogy bhi rakha tha lekin jo sab se zeada janwar mujhe pasand he n i wish ke me rakhun wo horse he.my most fav animal kabhi mumkin hua to rakhun gi.

                Comment


                • #9
                  Re: aap ko koon sa palto janwar acha lagta hai ???

                  w.salam
                  mujhko mano pasand hai
                  mano billlllllllllli:):)
                  & mere pas tab se hai jab main 3 yrs ki thi:)

                  Comment


                  • #10
                    Re: aap ko koon sa palto janwar acha lagta hai ???

                    Originally posted by ~khawahish~
                    Mujhay Janwar bus door say dekhnay main achay lagtay hian Warna mujhay un say buhat dar lagta hia ghar rakhna tu bilkul bhi passand nahin hai [-(
                    Kaee janwar aisey hain jin ko gharon mein rakhney ki muman'at ki gaee hai, malsan Kutta. Kuttey hifazat key liye rakhna - yani aisi jaggah par rakhna jo ghar mein na ho drust hai magar ghar key ander rakhna jaiz nahin. Hamarey kaee gharon mein kutta shokiyaa pala jata hai. Yeh baat ghalat hai aur aisey logon ko btana chahiye keh kutta gharon mein nahin rakhna chahiye.
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #11
                      Re: aap ko koon sa palto janwar acha lagta hai ???

                      mujhey battakh aur murghi ke choosey pasand hain

                      Comment


                      • #12
                        Re: aap ko koon sa palto janwar acha lagta hai ???

                        Mujhy sab sy zada fishes pasand hain.mery pas main aquarium main itny sare machliaa hain.. aur unko dekhny mai really bohat maza ata hai
                        aur bille bhe hai. aur love birds & pegions bhe hain jab vo subha subha saath mil ker bolty hain shoor machaty hain itna acha lagta hai:)

                        Comment


                        • #13
                          Re: aap ko koon sa palto janwar acha lagta hai ???

                          :d:
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment


                          • #14
                            Re: aap ko koon sa palto janwar acha lagta hai ???

                            hume tu humare "mithu miyan" pasand the...:)
                            per hum ne unhe udda diya...
                            school mein ek sabaq padh tha parindo ki azadi per persion mein...
                            tub dil bauhat dukha aur use udda diya...
                            abhi humare pass fish tank mein rang bi rangi bauhat saari machliyan hai...:)
                            unhe tu nahi udda sakte na..:cc:

                            Comment


                            • #15
                              Re: aap ko koon sa palto janwar acha lagta hai ???

                              Originally posted by Aanchal
                              assalamalikum

                              aap loogo ka apna net animal koon sa hai ? :D:
                              Mujay Jhumroo Kuker, Esha Bakri, Umeed Shairni, Shy Batakh, aur Hala choozi achi lagtay hein :lol
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X