Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~ik Pardy Ke Baat ~!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: ~~ik Pardy Ke Baat ~!

    Originally posted by aabi2cool
    ge haan is liye k parday ki baat parday se bahir aakar phir beparda hojati hy
    jab baat ghar sey nikley to shehar mein phailtey huwey der nahin lagti na isi liye jo pardah hai ussey bepardah nahin hona chahiye :p
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #47
      Re: ~~ik Pardy Ke Baat ~!

      Originally posted by munda_sialkoty
      Dark colour thunda hota he ya garam
      hmmm germyon ke hisab se andhera karney mein positively.. thanda hota hai..
      sardiyon ke hisab se sun-light ander aaye to light garam lagta hai...
      rom decoration ke baat ho rahi hai pehn-ney ki nahen..
      germyon mein shaam achi lagti hai? ya doopehar???

      :lpop:

      dark kolor in summer not to wear but for curtains means ... evening kinda concept..
      well i always prefer dark curtains... like right now .. in my room u ll see.. offwhite color paint with dark mehroon curtains.. with offwhite frill on the top... where as in winter... i choose... light dark woteva... :lpop:
      Visit My Early PS Work
      You Are Welcome To Comment

      Comment


      • #48
        Re: ~~ik Pardy Ke Baat ~!

        Originally posted by munda_sialkoty
        Pehlay aap mujay bata dein ke Royal Blue koon sa colour hota he phir mein usay apni zubaan mein bata doon ga :lol :lol
        u ke avt mein moon ke gird jo hala hai royal blue se milta julta hai ...

        :wk
        Visit My Early PS Work
        You Are Welcome To Comment

        Comment


        • #49
          Re: ~~ik Pardy Ke Baat ~!

          Originally posted by Masood
          jab baat ghar sey nikley to shehar mein phailtey huwey der nahin lagti na isi liye jo pardah hai ussey bepardah nahin hona chahiye :p
          je han bilkul.. ab dekheen na k aap aik aik kar k hikmat ki sari bateen beyparda kar rahy hain .:lpop:
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #50
            Re: ~~ik Pardy Ke Baat ~!

            Originally posted by aabi2cool
            je han bilkul.. ab dekheen na k aap aik aik kar k hikmat ki sari bateen beyparda kar rahy hain .:lpop:
            haan na main kacha hakeem hoon na - abhi chhilley mein hoon na isi liye :p
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #51
              Re: ~~ik Pardy Ke Baat ~!

              Originally posted by Masood
              haan na main kacha hakeem hoon na - abhi chhilley mein hoon na isi liye :p
              main ny kab kaha k aap thy aap to hain balk kafi wafar miqdar main pay jaty hain aap yahaan>:lpop:
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment


              • #52
                Re: ~~ik Pardy Ke Baat ~!

                Originally posted by Masood
                ..... aur zara ghaur to karo larkiyon ney kis tarha mashwrey dey dey ker dey dey ker apney aap ko interior settings ka mahir gardan diya hai :lol
                :lol:lol:lol:lol:lol:lol Bilkul theek kaha
                Life is more strict than a teacher
                A teacher teaches a lesson
                and takes an exam.
                But life takes an exam
                and then teaches a lesson

                Comment


                • #53
                  Re: ~~ik Pardy Ke Baat ~!

                  Originally posted by ASAD
                  :lol:lol:lol:lol:lol:lol Bilkul theek kaha
                  :fuming:

                  saari girls apney qeeemti mashwarey wapas ley rahi hein :hathora
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #54
                    Re: ~~ik Pardy Ke Baat ~!

                    Originally posted by barg.e.gul
                    :fuming:

                    saari girls apney qeeemti mashwarey wapas ley rahi hein :hathora
                    ye larkiuon k mashwary keemti kab se hony lagy yani k aap ka matlab hy k tamam larkiyan apny apny mashwaroon ki keemat layti hain agar ye baat hy to ly lain apny mashwary wapis hum apny bhai asad kiliye mashwara muft k aylan karty hain :zuban:
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment


                    • #55
                      Re: ~~ik Pardy Ke Baat ~!

                      Baat Perday Ki Hay Tu Perday Lagain Hi Na Taa Kay Koi Perda Rahy Hi Na Our Aap Ko Bhi Mushkil Na Ho,,,,,

                      Comment


                      • #56
                        Re: ~~ik Pardy Ke Baat ~!

                        Originally posted by simra
                        Baat Perday Ki Hay Tu Perday Lagain Hi Na Taa Kay Koi Perda Rahy Hi Na Our Aap Ko Bhi Mushkil Na Ho,,,,,
                        sach kaha hai -asad yaar yeh to aap ney socha hi nahin :p
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #57
                          Re: ~~ik Pardy Ke Baat ~!

                          Originally posted by simra
                          Baat Perday Ki Hay Tu Perday Lagain Hi Na Taa Kay Koi Perda Rahy Hi Na Our Aap Ko Bhi Mushkil Na Ho,,,,,
                          Parda naa lagya to phir be mushkel ho ge .. .:tasali: phir mera room beparda ho jaya gaa....
                          Life is more strict than a teacher
                          A teacher teaches a lesson
                          and takes an exam.
                          But life takes an exam
                          and then teaches a lesson

                          Comment


                          • #58
                            Re: ~~ik Pardy Ke Baat ~!

                            Originally posted by ASAD
                            Parda naa lagya to phir be mushkel ho ge .. .:tasali: phir mera room beparda ho jaya gaa....
                            :tauba ya abhi tak iss parday se parda gira nahi kah app ko kon se colour ka parda lagana ha!!!!:mm: :budhu:

                            Comment


                            • #59
                              Re: ~~ik Pardy Ke Baat ~!

                              Yaaar asad Pardey k paisay mujh sey lai laina,,, Preshan na ho yaar... Main hoon na,,

                              Comment

                              Working...
                              X