Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Rangela

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Rangela

    Originally posted by handsome
    Hmm Pakistani films ki baat karain to wo to waqay hi acchi nahi hoti is ki sab say badi waja ya hay kay pakistani log usay sport nahi kertay jab kay mazi may pakistani films indian films ka muqabla hota tha per abb wo baat nahi rahi
    or rahi baat Drama ki to may to ya kahi ga kay Pakistani drama Indian Drama say 100000% acchay or haqqeqat per mabni hoty hain ajj bhi PTV ka drama sa bsay best drama mana jata hay or ager hum india ka Star Plus utha ker dyakh lain to uff her drama may ik hi kahani or asi kahaniya j o shaid hi is dunya may hoti ho or asi asi batain kay abss na pochain or in ki Episode uff log mar jatay ahin lakin drama khatam nahi hota jab kay PTV ka Drama 15 episode say ziada ka nahi hota or log usay hamaysha yaad rakhatay hian .

    or app Ary ki baat kerty hain to on kay dramay bhi abb to india jesay hotay ja rahay ain is liya app PTV ka drama daykahin to app janain kay Drama hota kiya hay app ki ankh may anso na ajay to phir kahiya ga
    haaN sahi kaha aapne...indian serials lambi episodes ke chalte baRi boring hoti hai, 20 minute ke serial ko ad k saath 40 minute tak khinchte haiN. 4 saal se out of country hooN nahiN pata ab kaise serials ban rahe haiN, jab India mein thaa to sabhi serials "K" per bani hoti thi "kyonki saas bhi kabhi bahut thi, 'kkkusum', 'kahin kisi roz', 'kahin door',...etc. etc. Aur mostly jitne bhi serials bane sabhi extra marital affairs (shaadi shuda ka outside chakkar) ke buniyad pe, iss pe india mein kaafi hangama bhi huwa k log bhatak jayenge, ab ban ho raha hai. Kerala ka ek Malyali serial ("Main Hoon Naa" ki chhoti laRki ki) 1100 episode ko touch kar gaya, soch sakte haiN kaisa hoga.
    serials really mein kam episode 15-20 ka hi hona chahiye jise log yaad bhi rakh saken.

    Pakistan meiN achhi filmeN na ban.ne ki wajah ye hai ke producer paisa nahin lagana chahta, aur jitna bhi invest karta hai usse jaldi se haasi karna chahta hai. aur jaldi mein pata hai naa kya hota hai...
    Last edited by Spy009; 1 June 2005, 07:49.
    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

    Comment


    • #17
      Re: Rangela

      Originally posted by Aanchal
      abhi chand naam mery zehan main hain woh bata daiti houn :)


      Tanhaiyan
      Dhoop Kinraye
      Hawwa ki Beeti
      Hawwaian
      Dhoowan
      Aagan Terraha
      Thanx
      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

      Comment


      • #18
        Re: Rangela

        Originally posted by Spy009
        haaN sahi kaha aapne...indian serials lambi episodes ke chalte baRi boring hoti hai, 20 minute ke serial ko ad k saath 40 minute tak khinchte haiN. 4 saal se out of country hooN nahiN pata ab kaise serials ban rahe haiN, jab India mein thaa to sabhi serials "K" per bani hoti thi "kyonki saas bhi kabhi bahut thi, 'kkkusum', 'kahin kisi roz', 'kahin door',...etc. etc. Aur mostly jitne bhi serials bane sabhi extra marital affairs (shaadi shuda ka outside chakkar) ke buniyad pe, iss pe india mein kaafi hangama bhi huwa k log bhatak jayenge, ab ban ho raha hai. Kerala ka ek Malyali serial ("Main Hoon Naa" ki chhoti laRki ki) 1100 episode ko touch kar gaya, soch sakte haiN kaisa hoga.
        serials really mein kam episode 15-20 ka hi hona chahiye jise log yaad bhi rakh saken.

        Pakistan meiN achhi filmeN na ban.ne ki wajah ye hai ke producer paisa nahin lagana chahta, aur jitna bhi invest karta hai usse jaldi se haasi karna chahta hai. aur jaldi mein pata hai naa kya hota hai...

        hmmmm kyonki saas bhi kabhi bahut thi, 'kkkusum', 'kahin kisi roz', 'kahin door' ya sab drama to abh itak chal rahay ahi nor kahani bhi bilkul same hay pata nahi kab khatam hongay or ya K walay drama ki story or production ik jesi hi hoti hay

        hmm pakistani films jesi bhi ho per abb to indian films bhi flope horahi hay or to or pakistan may to bohat si films ban bhi hogai hain kun kay abb indian films may wo baat nahi rahi ya ni abb indian films bh iacchi nahi rahi no story phay lay acchi hoti thi films like dilwalay dholanya lay jain gay , kabhi khushi kabhi gam etc
        http://www.genericviagra2015shop.com/

        Comment


        • #19
          Re: Rangela

          Originally posted by Aanchal
          abhi chand naam mery zehan main hain woh bata daiti houn :)


          Tanhaiyan
          Dhoop Kinraye
          Hawwa ki Beeti
          Hawwaian
          Dhoowan
          Aagan Terraha

          Dhowan
          Dhoop Kinaray

          Ya drama thay kiya kehnay in kay Khas ker Dhuwa hay or MArwi drama to app nay dekha hi hoga na........
          http://www.genericviagra2015shop.com/

          Comment


          • #20
            Re: Rangela

            Originally posted by handsome
            Dhowan
            Dhoop Kinaray

            Ya drama thay kiya kehnay in kay Khas ker Dhuwa hay or MArwi drama to app nay dekha hi hoga na........
            or "piyaas" bhi acha tha :)

            comedy main "Aangan Terrha" or "Sona Chandi" best they ...

            aaj kal jo dramaye chal rehaye hain un main mujhaye "Mamta" buhat acha laga ...short stories the is main .....or "Mera Naam Hai Muhabbat" specially is ka song :)
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #21
              Re: Rangela

              Hmmm New ka mughay nahi maloom because May abb itna TV nahi daykhta or ager Drama dekhta bhi hoto Sony ka Drama Jessi Jessa koi nahi dekhta ho ha per kuch din phaylay ik Drama dekha tha Shaid us ka name tha HAwa ki beti jis may Sadia Imam thi or Jail may thi wo bhi accha tha
              http://www.genericviagra2015shop.com/

              Comment

              Working...
              X