Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Palm Reading

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Palm Reading

    Yehan kis kis ko haathon ki lakeerein parhna aata hai ??:mm:

  • #2
    Re: Palm Reading

    Originally posted by mahek
    Yehan kis kis ko haathon ki lakeerein parhna aata hai ??:mm:
    sry ji :budhu: nahi pata...
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment


    • #3
      Re: Palm Reading

      Me palms perh leta hoon

      Ager in per kuch likha ho to
      :thmbup:

      Comment


      • #4
        Re: Palm Reading

        ahoo G
        munda_sialkoty
        ko aata hay hath dekhna..

        Comment


        • #5
          Re: Palm Reading

          Originally posted by Khalil
          ahoo G
          munda_sialkoty
          ko aata hay hath dekhna..
          Aur sub se bari baat mein ainak ke bagair bhi haath dekh sakta hoon.:lpop:
          :thmbup:

          Comment


          • #6
            Re: Palm Reading


            LEAH...... PARHNA TO AATA HO GA.....
            LEKIN KEHTAY HAIN DIKHANA NAHI CHAHIYE....
            HUNNN TAWADI MARJEEE AE JEE......

            CHIPKOOOOOOOOOOOO

            Comment


            • #7
              Re: Palm Reading

              Originally posted by munda_sialkoty
              Aur sub se bari baat mein ainak ke bagair bhi haath dekh sakta hoon.:lpop:
              aahoo g saano pata hay jo tumhary Munh per perta hay osy mehsoos krety hu:slap: :a stick:

              Comment


              • #8
                Re: Palm Reading

                Mujhy to nahe aate ..:embarasse

                Comment


                • #9
                  Re: Palm Reading

                  Originally posted by mahek
                  Yehan kis kis ko haathon ki lakeerein parhna aata hai ??:mm:
                  aik poem aap ke liye mahek ji ...humari bazam se..is nazam ko shakeel bhai ne compose bhi kia hai...
                  Aaj hum aap ko dedicate karte hain....:phool:

                  Hath ki lakeroon main,

                  Kiya talash karte ho?

                  In fuzol batoon main

                  Kis liyen ulajhte ho,

                  Jin ko milna hota hai,

                  Bin lakeer dekhe hi,

                  Zindagee ki rahoon per,

                  Sath sath chalta hai,

                  Phir kab woh bichartay hain,

                  Jo nahi muqadar main,

                  Kab woh humay milta hai,

                  Kab woh sath chalta hai,

                  Hath ki lakiroon main

                  Kiya talash karte ho?????

                  Comment


                  • #10
                    Re: Palm Reading

                    Originally posted by ummid
                    aik poem aap ke liye mahek ji ...humari bazam se..is nazam ko shakeel bhai ne compose bhi kia hai...
                    Aaj hum aap ko dedicate karte hain....:phool:

                    Hath ki lakeroon main,

                    Kiya talash karte ho?

                    In fuzol batoon main

                    Kis liyen ulajhte ho,

                    Jin ko milna hota hai,

                    Bin lakeer dekhe hi,

                    Zindagee ki rahoon per,

                    Sath sath chalta hai,

                    Phir kab woh bichartay hain,

                    Jo nahi muqadar main,

                    Kab woh humay milta hai,

                    Kab woh sath chalta hai,

                    Hath ki lakiroon main

                    Kiya talash karte ho?????
                    waah bahot umda bahot khoob surat nazam

                    Comment


                    • #11
                      Re: Palm Reading

                      aray ye to wohi bat ho gai
                      " sawal gundum jawab channa"
                      asal topic to gol ho gia
                      When you are in light, everything will follow you..... But when you enter dark, even your own shadow will not follow you. That is Life!

                      Comment


                      • #12
                        Re: Palm Reading

                        Originally posted by Khalil
                        aahoo g saano pata hay jo tumhary Munh per perta hay osy mehsoos krety hu:slap: :a stick:
                        Nahi :blush:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #13
                          Re: Palm Reading

                          Originally posted by mahek
                          waah bahot umda bahot khoob surat nazam
                          suhkriya......:phool:
                          aap ko pasand aai na...:wk
                          ab ayenda palm reading karwane ki koi zarorat nahi hai......:na:

                          Comment


                          • #14
                            Re: Palm Reading

                            Originally posted by ummid
                            suhkriya......:phool:
                            aap ko pasand aai na...:wk
                            ab ayenda palm reading karwane ki koi zarorat nahi hai......:na:
                            Bilkul sahi kaha...yeh Palm Reading aur is se relaed baatein sirf jahloon wali he :thmbup:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #15
                              Re: Palm Reading

                              Originally posted by munda_sialkoty
                              Bilkul sahi kaha...yeh Palm Reading aur is se relaed baatein sirf jahloon wali he :thmbup:
                              hum ne kabhi galat kaha hai.....:blush: (Kidding)

                              Comment

                              Working...
                              X