Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Udasi~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~*~Udasi~*~

    Assalamo allaikum dosto

    Kabhi kabhi aisa hota ha kay bohat zaida khushi main bhi humari aankhoon main aansoo aajatay hain...baytahasha khushiyan humay udas kar daiiti hain...Loogon ki bheer main kabhi kabhi hum khud ko bohat tanha mehsoos kartay hain....
    insan aisa kyun aur kub feel karta hai??
    kiya aap jantay hain??

    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: ~*~Udasi~*~

    Originally posted by Masood
    Assalamo allaikum dosto

    Kabhi kabhi aisa hota ha kay bohat zaida khushi main bhi humari aankhoon main aansoo aajatay hain

    Wa Alaikum Aslam

    Is ka jawaab yeh he ke mere saath aisa nahi hota :)

    Originally posted by Masood
    baytahasha khushiyan humay udas kar daiiti hain...Loogon ki bheer main kabhi kabhi hum khud ko bohat tanha mehsoos kartay hain....
    insan aisa kyun aur kub feel karta hai??
    kiya aap jantay hain??
    Originally posted by Masood
    Originally posted by Masood
    Is ka jawaab he Over-Expectations.

    So minimize your expection as to avoid a possible heart burn :)
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: ~*~Udasi~*~

      Originally posted by munda_sialkoty
      [/size][/size][/font]

      Wa Alaikum Aslam

      Is ka jawaab yeh he ke mere saath aisa nahi hota :)

      [font=verdana, arial, helvetica][size=3][size=2]
      Is ka jawaab he Over-Expectations.

      So minimize your expection as to avoid a possible heart burn :)
      Aamir aik baat to btao, What ARE over-expectations????????
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #4

        thori buhut aqal U mei bhi hai ...........well said anywayz :thmbup:
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: ~*~Udasi~*~

          Originally posted by Sweet & Sour
          thori buhut aqal U mei bhi hai ...........well said anywayz :thmbup:
          Saima same question goes to you - what ARE Over-Expectations??
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #6
            Re: ~*~Udasi~*~

            Originally posted by Masood
            Saima same question goes to you - what ARE Over-Expectations??

            may be I wouldnt be that good in explaining it like Aamir ........ all whtI know is that what ever you get in life, be sitisfied with it ...it you are not then you can never be and start complainting about things and then of ur life ........... then you'll never eb able to come out of it. Always ignore all wht you got and always wish for more and wht you cant get.
            Last edited by 'SamRazi'; 25 April 2006, 20:35.
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: ~*~Udasi~*~

              Originally posted by Sweet & Sour
              may be I wouldnt be that good in explaining it like Aamir ........ all whtI know is that what ever you get in life, be sitisfied with it ...it you are not then you can never be and start complainting about things and then of ur life ........... then you'll never eb able to come out of it. Always ignore all wht you got and always wish for more and wht you cant get.
              Jab insaan ki zindagi mein kuchh aaey aur woh ussey bachaney hat-ul-imkaan koshish karey - magar nakaam rahey. Aur ussey phir aik aur khushi miley magar woh bhi na rahey - to kya woh pedah hi bad'qismat huwa hai? Kya ussey apni zindagi ko yun samajh lena chahiye keh "Allah ney tumhein siraf tootney key liye bnaya hai bardasht karta ja - jab tak maut na tumhein aa ley" - aisey insaan ko aik khushi mili to kya woh us ki umeed na rakhey?
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #8
                Re: ~*~Udasi~*~

                Originally posted by Masood
                Aamir aik baat to btao, What ARE over-expectations????????
                well...aik shair parha tha shayad matric mein ya Fsc. mein

                Kuljuk nahi kurjak he yeh, yaan din ko de aur raat le
                Kia khoob sooda nakd he, is haath de us haath le

                Aaj kul is shair ki istalahaat, aur is ke maani tabdeel ho gai he...Now you don't get for what you pay. When you extend some curtesy, loyality, sincerity or goodwill to anyone you shouldn't expect it to be reciprocated to you in the same way. Do good with others but don't expect the very same in return. If you do, then might earn a pain...To me over-expectations are something very same to just expectations...so minimize it...better for you :lpop:
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: ~*~Udasi~*~

                  Originally posted by Sweet & Sour
                  thori buhut aqal U mei bhi hai ...........well said anywayz :thmbup:
                  Yeh kesi tareef he
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: ~*~Udasi~*~

                    mery sath aisa kiun nahi huta..???
                    Mujy to Udasi main b khushi milti hain....aisa kiun huta hay...??

                    Comment

                    • #11
                      Re: ~*~Udasi~*~

                      Originally posted by Masood
                      Jab insaan ki zindagi mein kuchh aaey aur woh ussey bachaney hat-ul-imkaan koshish karey - magar nakaam rahey. Aur ussey phir aik aur khushi miley magar woh bhi na rahey - to kya woh pedah hi bad'qismat huwa hai? Kya ussey apni zindagi ko yun samajh lena chahiye keh "Allah ney tumhein siraf tootney key liye bnaya hai bardasht karta ja - jab tak maut na tumhein aa ley" - aisey insaan ko aik khushi mili to kya woh us ki umeed na rakhey?
                      In other words...expectations ager rakhni hein to dil bohat bara rakho...ager koi aap ke myaar pe pura nahi utarta, to aap ke ander itna hoosla hona chahiye ke usay bardaashat ker sako...Aik Truck ke peechay likha perha tha

                      Ya paas ker...ya bardaasht ker :khi:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: ~*~Udasi~*~

                        Originally posted by Khalil
                        mery sath aisa kiun nahi huta..???
                        Mujy to Udasi main b khushi milti hain....aisa kiun huta hay...??
                        Kisi mahar-e-Falkiyaat ne bhi kia khoob kaha he

                        Akal na ovay te moojan e moojan,
                        Akal howay te soocha e soochan :lpop:

                        Boota philospher buanany ki kooshish na ker :na:
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: ~*~Udasi~*~

                          Originally posted by munda_sialkoty
                          Kisi mahar-e-Falkiyaat ne bhi kia khoob kaha he

                          Akal na ovay te moojan e moojan,
                          Akal howay te soocha e soochan :lpop:

                          Boota philospher buanany ki kooshish na ker :na:
                          koi jawab khas nahi

                          Comment

                          • #14
                            Re: ~*~Udasi~*~

                            Originally posted by Khalil
                            koi jawab khas nahi
                            Jesa moun waise chpair :slap:
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: ~*~Udasi~*~

                              Originally posted by munda_sialkoty
                              Jesa moun waise chpair :slap:
                              yeh munh aur masoor kee dall

                              Comment

                              Working...
                              X