Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kia mard ko ghar kay kaam karnay chaye ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: kia mard ko ghar kay kaam karnay chaye ?

    Originally posted by Hala
    jab ghoor say padhaaa taa tu per kia howaa u kooo :lol

    haa app Bahioo ka kia kia jayee .... sirf kanny mein help karti hoon :a stick: ... wisy mery nazar say jo kooi teacher ka khidmat kari oska number cut ki jayeee
    Asi liye hum kahbi app ke khidmat nahin kerty,,,,,,,:kr:

    yeh bhi shukhar kerin key khanin ke chezin banain main
    help ker dety hain......:lol
    warna hum jasy masrof log itna time nahin nikal sakty
    :khi:
    Last edited by tauseeftariq; 25 April 2006, 21:36.
    Zaid Hammid on Sawat War..
    A must Watch..

    Comment


    • #17
      Re: kia mard ko ghar kay kaam karnay chaye ?

      Originally posted by tauseeftariq
      Asi liye hum kahbi app ke khidmat nahin kerty,,,,,,,:kr:

      yeh bhi shukhar kerin key khanin ke chezin banain main
      help ker dety hain......:lol
      warna hum jasy marof log itna time nahin nikal sakty
      :khi:
      Oooh zama Khudai ...itnaa jaldi apny baat say hatt gai ... U ny khood kahaa taa
      Originally posted by tauseeftariq
      teacher ke khidmat ker key tu ..... achy numbers milty hain....
      Hum kyoun shukara kari .... app ki khanay ki liyee ..... or kia app ki marofiat sirf khany mein hogi :khi:
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment


      • #18
        Re: kia mard ko ghar kay kaam karnay chaye ?

        Originally posted by Hala
        Oooh zama Khudai ...itnaa jaldi apny baat say hatt gai ... U ny khood kahaa taa


        Hum kyoun shukara kari .... app ki khanay ki liyee ..... or kia app ki marofiat sirf khany mein hogi :khi:
        hehee teacher jee lagtaa hai ziyda pahaa padhaa ker app zaraa :budhu: :budhu: :budhu:
        ,mujhy pataa hai ke teacher ke khadmat sey number miltay hain...

        main mantaa bhi hoon Per per per app aisa nahin so as liya hum app
        ke khidmat nahin kerty
        samjhin teacer jee..........

        jee nahin kahanain ke liye khawteen ziyda maroof hain
        ..... humari shohrat , marofiat aur masroofiat ke kai aur wajoo hat hain:khi: :khi:
        Zaid Hammid on Sawat War..
        A must Watch..

        Comment


        • #19
          Re: kia mard ko ghar kay kaam karnay chaye ?

          g q nahi karlo tu iss main koi bori bat nahi !

          I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


          Comment


          • #20
            Re: kia mard ko ghar kay kaam karnay chaye ?

            agher home main koi horat tu then nahi karne chiyen

            I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


            Comment


            • #21
              Re: kia mard ko ghar kay kaam karnay chaye ?

              Originally posted by tauseeftariq View Post
              girls chahti hain ke boys kaam kerin aur woh mazy sey
              star plus dekin
              :khi: :khi:
              nahi ye such nahi hai wo tu chati hain k un k sirtag rest kare and wo sara kaam kare.:na: :)

              I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


              Comment


              • #22
                Re: kia mard ko ghar kay kaam karnay chaye ?

                kerna chiye ghar ka kam....or wese yeh Hamre NABEE SAW kie piyare sunat bhi ha :rose
                Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                Comment


                • #23
                  Re: kia mard ko ghar kay kaam karnay chaye ?

                  Originally posted by Khalil View Post
                  ager ger main koi aurat na hu to mujy hee kaam kerna perhta hay..:P
                  oey khalil tum ny aaj tak ger ka koi kaam nahi kia:wk

                  Comment


                  • #24
                    Re: kia mard ko ghar kay kaam karnay chaye ?

                    kar lo tuu koi borhi bat nahi
                    na karoo tooo ................... theek hi hai.


                    Comment


                    • #25
                      Re: kia mard ko ghar kay kaam karnay chaye ?

                      waisya ghar k kam say kia murad hai appki :mm:

                      Comment


                      • #26
                        Re: kia mard ko ghar kay kaam karnay chaye ?

                        Ji haan zaroor karna chahyee ghar ka kaam is say aapas main mohabat barthi hai.

                        Comment


                        • #27
                          Re: kia mard ko ghar kay kaam karnay chaye ?

                          Jee Bilkul Mada kerni Chahiey
                          sigpic

                          Comment


                          • #28
                            Re: kia mard ko ghar kay kaam karnay chaye ?

                            Assalam o alikum
                            aur yeh k merdoon ko zarror kaam kerna chyee

                            Comment


                            • #29
                              Re: kia mard ko ghar kay kaam karnay chaye ?

                              jee bilkull.
                              YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                              Comment


                              • #30
                                Re: kia mard ko ghar kay kaam karnay chaye ?

                                Ji haan...tab jab iski zaroorat ho, jaise ghar mein kam members ho, kaam zyadah ho, ya waise log jo abroad rah rahey hon, unhen to kaam karna hi padta hai,

                                Ji nahin waha...agar apne watan mein aur saarey log ghar mein hon, to kaam karney ki kya zaroorat, bater baaji karo, filmey dekho, gappen hanko, ghoom phir ke aao aur khana khao
                                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                                Comment

                                Working...
                                X