Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

munda_sialkoty as super man

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: munda_sialkoty as super man

    Originally posted by Aik Lamha
    aur kia....

    dukh meiN barabar ka shareek...
    Tujay teri baradari walay keeray makooron mein barabar ka shareek nahi kertay, tu kisi ke dukh mein barabar ka shareek kese ho sakta he...waise bhi tu jitna bareek he, teri koi bhi barabari nahi ker sakta :pagal:
    :thmbup:

    Comment


    • Re: munda_sialkoty as super man

      Originally posted by munda_sialkoty
      Yeh teri khush fehmi ho sakti he ke mujay ghalat fehmi hay ke tujay khush fehmi he ke mujay ghalat fehmi he :slap:
      ye teri ghalat fehmi hi hay kay Yeh meri khush fehmi ho sakti he ke tujay ghalat fehmi hay ke mujay khush fehmi he ke tujay ghalat fehmi he :slap:

      Comment


      • Re: munda_sialkoty as super man

        Originally posted by munda_sialkoty
        Aur yeh Black Polish
        Allama Iqbal sey ma'azrat k saath

        tu agar polish nahin banta na bun... joota tou bun

        Comment


        • Re: munda_sialkoty as super man

          Originally posted by munda_sialkoty
          Haan aakhir kaar aik lahma ne apne kabeelay yaani jooton ke dibay mein jagah bana hi li
          koshish tou ki thi tu nay per meiN sialkot aya nai... :lpop:

          Comment


          • Re: munda_sialkoty as super man

            Originally posted by munda_sialkoty
            Yeh baat kuch hazam nahi hui :lpop:

            joootouN ka hazma hota hi nahin hay :lpop:

            Comment


            • Re: munda_sialkoty as super man

              Originally posted by munda_sialkoty
              Yeh mujay kia pehnay ga...lagta he aap ne kabi Aik Lamha ko dekha nahi...aap ne Buchpan mein Shaikh Chili ki kahaniyaan perhi to hoon gi na...aur us kahani ke baahir aik bohat hi bareek aur thoori (chin) per lambi daari wala hadiyoon ka dhaancha bhi dekha ho ga...us dhanchay ko 500 baar zoom out ker ke jo pic banti he wo exactly Aik Lamha ki he...yeh inna bareek he ke kai baar ghalti se apne chootay bhaiyoon ko bhi chub jata he :kr:Kuch din pehlay yeh mujay karachi bula raha tha...is ke chubnay ke der se mein karachi nahi gaya...ager yakeen nahi aata to Aik Lamha se khud pooch lein :blush:
              meri itni si baat ka itna bara jawab...

              ye dekh ker me ko ahsas horaha hay kay meiN nay u per kitna kamiyab hamla kiya hay :lpop:

              Comment


              • Re: munda_sialkoty as super man

                Originally posted by munda_sialkoty
                :khi: Yeh jo masood bhai hein, yeh her larki ki khabar rakhtay hein :khi:
                bilkul aap ki tarah......:lpop:

                Comment


                • Re: munda_sialkoty as super man

                  Originally posted by munda_sialkoty
                  aur hadiyoon ke dhanchay ko bhi serdi nahi lagti...aur tu apne aap ko serdi lagnay ka bekaar dhoong na racha...hamari lab mein aik dhancha bagair kuch pehnay puri puri serdiyaan guzaar deta tha, lekin majaal he ke usay aik centimeter bhi serdi lagi ho :lpop:
                  kaash tu zara apnay tasmay khol ker dekh ... meiN nay sardi nahiN.. garmi likha hay.. ..
                  .
                  .
                  jis sehat aur jussay ka tu malik hay.. uss per tu iss baat per bhi ber haq hay kay Nusrat Feteh Ali Khan ko bhi dhancha bol day.. akhir kaar tera jo bhi dhancha hoga.. wo uss se tou mota hi hoga.. :lpop:

                  Comment


                  • Re: munda_sialkoty as super man

                    Originally posted by munda_sialkoty
                    Usay kyoon Us ki jagah mein moaafi maangta hoon tuj se



                    :chair:

                    :slap:

                    Sorry :slap:
                    kia tareeeqa hay muafi mangnay ka..

                    ja maaaf kiya :a stick: :a stick: :a stick:

                    Comment


                    • Re: munda_sialkoty as super man

                      Originally posted by munda_sialkoty
                      Tujay teri baradari walay keeray makooron mein barabar ka shareek nahi kertay, tu kisi ke dukh mein barabar ka shareek kese ho sakta he...waise bhi tu jitna bareek he, teri koi bhi barabari nahi ker sakta :pagal:
                      mein keh raha hoooN na.. tu mujh jaisay normal, handsome insanouN ko keera makora, bareek, kamzor , chota samajhnay meiN haq bajanib hay...

                      ye tera qasoor nai hay... .tujh baycharay ko tou khudn ahin pata hota k tera jism ka konsa hissa kahaN hay...

                      me ko tou ye bhi pata hay kay jab tu kisi tarah pent pehen leita hay.. tou uss ka belt ko hook kernay k liye aik mechanic ata hay.. . jo teri tond k neechay lait ker ye kaam kerta hay.. :lpop:


                      Tu agar kabhi shalwar pehennay ka irada kerlay tou aik 1100 CC ki mountain bike chahiye hoti hay.. jis per beith ker teri shalwar k naifay meiN izarbund dala ja sakay.... :lpop:

                      tu mujhay bareeek keh bhi lay tou iss se kia farq parta hay.. ye tou meray liye aizaaz hay... :lpop:

                      Comment


                      • Re: munda_sialkoty as super man

                        Originally posted by munda_sialkoty
                        Tu aur mazak ker raha tha
                        Kia teri sehat is baat ki ijazat deti he ke tu mazak bhi ker sakay :lpop:

                        Meri hi sehat tou mazaq ki ijazat deiti hay... k agar mazaq biger jaye tou meiN apnay phurteelay jism ki waja se bhag tou sakta hoooN...

                        tu baychara tou ye bhi nahin ker sakta.... issliye teri sehat hay jo mazaq ki ijazat nahin deiti :lpop:

                        Comment


                        • Re: munda_sialkoty as super man

                          Originally posted by Aik Lamha
                          ye teri ghalat fehmi hi hay kay Yeh meri khush fehmi ho sakti he ke tujay ghalat fehmi hay ke mujay khush fehmi he ke tujay ghalat fehmi he :slap:
                          Ager mein is ka jawaab doon to tere mein aur mere mein kia farak reh jaye ga :slap:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • Re: munda_sialkoty as super man

                            Originally posted by Aik Lamha
                            Allama Iqbal sey ma'azrat k saath

                            tu agar polish nahin banta na bun... joota tou bun
                            Quaid-e-Azam ne bhi kia khoob kaha tha tuj pe

                            Aye doost, madhoosh, bulke behoosh, tera hoosh kahan he
                            Hadiyaan hi hadiyaan baki hein, tera goosht kahan he :lpop:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • Re: munda_sialkoty as super man

                              Originally posted by Aik Lamha
                              koshish tou ki thi tu nay per meiN sialkot aya nai... :lpop:
                              Acha hua...Aids Sialkot mein nahi aaya :dua
                              :thmbup:

                              Comment


                              • Re: munda_sialkoty as super man

                                Originally posted by Aik Lamha
                                joootouN ka hazma hota hi nahin hay :lpop:
                                Ager tu mujay yeh na batata to mujay kabi bhi pata nahi chalna tha :lpop:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X