Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shadi Family Main Ya Out Of Family?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

    Originally posted by Masood
    Allah Tala ney insaan sey yehi kaha hai keh Dua karo dua mein asar bohat asar hai, duaein taqdeer badal deti hain. Isi liye main yeh baat bhi tasleem nahin karta keh kisi key bad'dua kisi ko lagti hai. Agar yun hota to aadhi sey ziyada duniya tabah ho chuki hoti.

    Hamesha duaein hi apney aur doosron key kaam aati hain.
    to main ne kia kaha:tauba

    Comment


    • Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

      Originally posted by tauseeftariq
      slam 2 all PG friends:salam:

      Aj app sub sey woh sawal pochna hai jo humary gher waly
      kisi na kisi mode per hum sey kerty hain :ghug:
      "shadi khaan kerni hai"?:lol
      aur phir hum sochtey hain.... Shadi Family Main Ya Out Of Family?......:cc: :cc:

      app ko kiya drust lagtaa hai jaldi sey batin ..
      humara jawab tu yeh hai ke is baat se koi farq nahi padta...
      its depend on nature ke aap mein nibha ker ne ki kitni aadat hai....
      chahe fly mein ho ya baher ladki bechari ko tu same problemsssss face karne padte hain...:tauba
      humari ammi kehti hain ke ager aap acche hain tu aap ke saath kabhi bura nahi ho sakta...:)
      phir in sub baaton se kya farq padta hai ke shaadi fly mein ho rahi hai ya fly ke baaher....:blush:
      bus insaan ko her haal mein adjust karna aana chahiye...:lpop:
      phir koi problem nahi hoti..:na:

      Comment


      • Last edited by D@y W@lk3r; 19 April 2006, 13:19.
        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

        Comment


        • Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

          Originally posted by Sweet & Sour
          baat man'ney waley din to mei paida nahi huwi thi ...aisa sab kehtey hain :lol


          khair yeh choro aur yeh btaou ... U ne me ko sister kaha hai aur U me ki bajayeh PG ke tapory lerko ki side lai rahey ho ... :hhh:
          dekhin sis... app ke liye brothers....
          key khilaaf tu nahin ja sakty na ..
          woh bhi "bilaa wajaa" :lol :lol :lol
          aur pg ke boys tapori hain
          oh hoo .. app hamry piyary "masood, khalil bhi etc " ko tapori keh rehi hain
          very bad:tauba ...
          :kr:
          Zaid Hammid on Sawat War..
          A must Watch..

          Comment


          • Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

            Originally posted by Masood
            Tauseef bohat achha sawaal hai aur bohat aham...

            Woh dor guzar geya jab waldein jahan shadi kartey woh har haal mein har surat mein nibhaee jati thi. Aaj kal halaat bohat mukhtalif hain. Main ney aisey waldein bhi dekhey hain jo khud apni aulad ka ghar barbad kartey hain.

            Shadi apno mein ho ya begano mein, iski kaamyabi key liye bohat dher sarey facts asar andaz hotey hain... Log kehtey hain keh qurbaniyan deni parti hain, compromise karna parta hai, understanding honi chahiye.... sab fazool hai. Shadi wohi kamyab hoti hai jissey muqadar kamyab karein.

            Woh log bhi hain jo qurbaniyaan bhi detey hain, jo khamoshi ikhtiyaar kiyey rakhtey hain aur compromise ki aakhri had tak himmat nahin haartey, jo apney shareek-e-safar ki aik aik baat mantey hain magar unki shadi bhi toot jati hai.

            Yaad rakhna chahiye keh yeh woh rishta hai jo resham sey nazuk hota hai aur faulad sey mazboot - saal ha saal ki mehnat, muhabbat, shafqat, dosti, bahimi itifaaq aik halki si laghzish sey bikher jata hai aur kabhi badi sey badi baat issey nuqsaan nahin pohancha sakti... doobney waley ka sahara nahin aur bachney waley ko koi maar nahin sakta!

            bottom line yeh hai (meri nazar mein) jab insaan key naseeb mein haarna ho us waqt ussey koi nahin bacha sakta... chahey apney hon ya beganey ....
            Hummm....................:cc: masood bhi app ke baat sey kuch had
            tek tu main agree hon per 100% nahin.........
            yah baat sahi hai ke kabhi kabhi taqdeer na hoo tu sahi faisly bhi
            kamyab nahin hoty........ per agher naa kaam shadiyon ko dekhaa jay
            tu ziydaa ter main galti doono (wife n husband) main sey kisi ke , ya dono
            hoti hai...........

            per ya.......... muqdar ke baat bhi hoti hai
            Zaid Hammid on Sawat War..
            A must Watch..

            Comment


            • Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

              Originally posted by Hala
              jo moor jan ow baba jan wawaiii :D
              oh hoooooooo teacher jee app tu bhut farma bardaar ho
              :lol :thmbup: :thmbup:

              per yeh tu dekhin gey.... akhir app ke bhi koi sooch ho gi
              ? ab bataa bhi dein hum ko......:blush:

              chalin ami abu ke ray bat din un ko kiya pasand hai ?
              family ya out of family?:cc:
              family i think......
              sahi daa?
              Zaid Hammid on Sawat War..
              A must Watch..

              Comment


              • Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

                Originally posted by Masood
                ahan ab samjhaaaa - woh gana aap ney to nahin bnaya tha:

                sada chirryaan da chamba aey babul wey assan udd jana
                saadi lambi uddaree aey assan murr naee aana

                :)
                :kr: :kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr:
                Zaid Hammid on Sawat War..
                A must Watch..

                Comment


                • Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

                  Originally posted by Me Here
                  Main ne IS SE KOI FARQ NAHI PERTA hai ko vote diya

                  it depends ager widin family munasib rishta ho to family main thik hai otherwise out of family main ker leni chahiye koi harj nahi hai
                  Widin family main ager shadian hooti rahiin to INHERITANCE main diseases bhi tranfer honey k chances hoote hain

                  humin in zaat/paat k chakkar se nikalna chahiye....or shadi k waqt hamari demand honi chahiye ik ISLAMIC FAMILY n IK ACCHA/ACCHI MUSLIM
                  BUSSSSSSSS:shh:

                  oh hooo..... hamari behnaa no 1 bhi aye howi hain.... ajj ..

                  ya app ke baat tekh hai........... agher family main na ho tu......... it means ka app bhi family ko prefer kerti hain.........???

                  sahi baat hai ke achi islami sooch rekhnain wali ya walaa honaa chahiye...:lol
                  Zaid Hammid on Sawat War..
                  A must Watch..

                  Comment


                  • Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

                    Originally posted by tauseeftariq
                    :kr: :kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr:
                    is mein itna khilkhilaa kar hansney ki kya baat hai?
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

                      Originally posted by ummid
                      humara jawab tu yeh hai ke is baat se koi farq nahi padta...
                      its depend on nature ke aap mein nibha ker ne ki kitni aadat hai....
                      chahe fly mein ho ya baher ladki bechari ko tu same problemsssss face karne padte hain...:tauba
                      humari ammi kehti hain ke ager aap acche hain tu aap ke saath kabhi bura nahi ho sakta...:)
                      phir in sub baaton se kya farq padta hai ke shaadi fly mein ho rahi hai ya fly ke baaher....:blush:
                      bus insaan ko her haal mein adjust karna aana chahiye...:lpop:
                      phir koi problem nahi hoti..:na:
                      Wah Sister jee app tu badi badi batin kernin lagin
                      bhut achy khiylaat hain app key......:thmbup: :thmbup: :thmbup: :thmbup:
                      per family main adjust kernaa asaan hotaa hai
                      app us gher sey aur un loogon ke mizag sey ziyda achi
                      tarah waqif hoty hain...........
                      thats what i think......
                      Zaid Hammid on Sawat War..
                      A must Watch..

                      Comment


                      • Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

                        Originally posted by tauseeftariq
                        Hummm....................:cc: masood bhi app ke baat sey kuch had
                        tek tu main agree hon per 100% nahin.........
                        yah baat sahi hai ke kabhi kabhi taqdeer na hoo tu sahi faisly bhi
                        kamyab nahin hoty........ per agher naa kaam shadiyon ko dekhaa jay
                        tu ziydaa ter main galti doono (wife n husband) main sey kisi ke , ya dono
                        hoti hai...........

                        per ya.......... muqdar ke baat bhi hoti hai
                        Ji Tauseef aap drust kah rahey hain bohat sari ghaltiyaan insaan ki apni bhi hoti hain - magar jab kismat ko manzoor na ho to siraf aik bahana chahiye hota hai - sab khatam ho jata hai :(
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

                          ALLAH APP DONO ko hamishaa khush rakhy :dua (Aameen)
                          per app ko tu family main ko vote denaa chahiya thaa
                          kiyon ke agher app ko dobara choice di jay tu phir bhi
                          app fmaily he slect kerty........

                          aur akhir main app nain Bhabhi ke tareef main bhi apni
                          tareef bhi nikaal li......:lol bhut chalk ho jee :thmbup:
                          Zaid Hammid on Sawat War..
                          A must Watch..

                          Comment


                          • Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

                            Originally posted by Masood
                            is mein itna khilkhilaa kar hansney ki kya baat hai?
                            zaraa taswar ke anksh sey miss s&S ko ek chidya ban ker yeh
                            song gaty howey dekhin........ app ko bhi hansi a jay gee.........:lol :lol
                            Zaid Hammid on Sawat War..
                            A must Watch..

                            Comment


                            • Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

                              Originally posted by tauseeftariq
                              zaraa taswar ke anksh sey miss s&S ko ek chidya ban ker yeh
                              song gaty howey dekhin........ app ko bhi hansi a jay gee.........:lol :lol
                              achha to yeh baat hai - woh to hai hi aik chidiya agar yaqin nahin aata to dikha doon ga kabhi uska saboot :p
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

                                Originally posted by Masood
                                Ji Tauseef aap drust kah rahey hain bohat sari ghaltiyaan insaan ki apni bhi hoti hain - magar jab kismat ko manzoor na ho to siraf aik bahana chahiye hota hai - sab khatam ho jata hai :(
                                chalin app qismat ke qail hain...... tu app ke ray apni jaga per sahi ho sakti hai

                                but iqbal nain khaa hai naa ke

                                AMAAl sey banti hi zingai janat bhi jahanum bhi
                                yeh khaki apni fitrat main na noori hai na naari hai.....
                                Zaid Hammid on Sawat War..
                                A must Watch..

                                Comment

                                Working...
                                X