Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shadi Family Main Ya Out Of Family?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

    Originally posted by Hala
    humary sweet ko kuch be mat bolyeee ajj kuch hony wala hai ap ki saat :p so take care :khi:

    U btaou Chanda ...kya kiya jeyeh in ke sath :mm:

    in ka baycott ker dain 1 week ke liyeh :lol
    sigpic

    Comment


    • #77
      Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

      Originally posted by Masood
      Tauseef bohat achha sawaal hai aur bohat aham...

      Woh dor guzar geya jab waldein jahan shadi kartey woh har haal mein har surat mein nibhaee jati thi. Aaj kal halaat bohat mukhtalif hain. Main ney aisey waldein bhi dekhey hain jo khud apni aulad ka ghar barbad kartey hain.

      Shadi apno mein ho ya begano mein, iski kaamyabi key liye bohat dher sarey facts asar andaz hotey hain... Log kehtey hain keh qurbaniyan deni parti hain, compromise karna parta hai, understanding honi chahiye.... sab fazool hai. Shadi wohi kamyab hoti hai jissey muqadar kamyab karein.

      Woh log bhi hain jo qurbaniyaan bhi detey hain, jo khamoshi ikhtiyaar kiyey rakhtey hain aur compromise ki aakhri had tak himmat nahin haartey, jo apney shareek-e-safar ki aik aik baat mantey hain magar unki shadi bhi toot jati hai.

      Yaad rakhna chahiye keh yeh woh rishta hai jo resham sey nazuk hota hai aur faulad sey mazboot - saal ha saal ki mehnat, muhabbat, shafqat, dosti, bahimi itifaaq aik halki si laghzish sey bikher jata hai aur kabhi badi sey badi baat issey nuqsaan nahin pohancha sakti... doobney waley ka sahara nahin aur bachney waley ko koi maar nahin sakta!

      bottom line yeh hai (meri nazar mein) jab insaan key naseeb mein haarna ho us waqt ussey koi nahin bacha sakta... chahey apney hon ya beganey ....
      hmmmmm sahi kaha masood bhayia

      jo tera naseeb tha mil gia jo mila nahi wo tera na tha
      tera dil jo yewh rumz samjh gia to koi kami na rolaye gi

      infact Qismat ka bohat bara hath hai lkain phir bhi apni bhalaye ke lie dua kerte rehna chahye kion keh dua se Taqdeer bhi badal jati hai

      Comment


      • #78
        Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

        Originally posted by Masood
        bachooo main karta hi parri likhi baat hoon, yah saima hi ajeeb ajeeb batein karti hai :p
        ager miss ajeeb ajeeb baat na keti to aap ny b kab pari likhi nahi kerni the:khi:

        Comment


        • #79
          Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

          Originally posted by cutelibra
          hmmmmm sahi kaha masood bhayia

          jo tera naseeb tha mil gia jo mila nahi wo tera na tha
          tera dil jo yewh rumz samjh gia to koi kami na rolaye gi

          infact Qismat ka bohat bara hath hai lkain phir bhi apni bhalaye ke lie dua kerte rehna chahye kion keh dua se Taqdeer bhi badal jati hai
          Allah Tala ney insaan sey yehi kaha hai keh Dua karo dua mein asar bohat asar hai, duaein taqdeer badal deti hain. Isi liye main yeh baat bhi tasleem nahin karta keh kisi key bad'dua kisi ko lagti hai. Agar yun hota to aadhi sey ziyada duniya tabah ho chuki hoti.

          Hamesha duaein hi apney aur doosron key kaam aati hain.
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #80
            Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

            Originally posted by Masood
            mujhey kabhi samajh nahin aati keh yeh auratein danda/bailana kyun uthaa leti hain :mm:


            is liyeh ke kisi aur chiz se aap logo ka ilaj nahi ho sakta
            sigpic

            Comment


            • #81
              Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

              Originally posted by Khalil
              ager miss ajeeb ajeeb baat na keti to aap ny b kab pari likhi nahi kerni the:khi:
              to zahir hai bhayya jaisi miss waisey miss key sawaal miss ki batein to waisey hi hamarey jawab
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #82
                Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

                Originally posted by Masood
                he he he bas kehney ki batei hain, badi jaldi larkiyaan aik doosrey key khilaf ho jati hain, halki si sazish ki baat hai :khi:

                dekah khol diya na apni pol apney moun se ......... ke hum logo ke beech sazishein aap log kerwatey ho :hathora
                sigpic

                Comment


                • #83
                  Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

                  Originally posted by Masood
                  lo ji ab agar har baat mein bongi ho gi to ham Pegham ki bjaey iska naam bongi.com na rakh dein :P

                  good idea ........... :lol
                  sigpic

                  Comment


                  • #84
                    Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

                    Originally posted by Sweet & Sour
                    is liyeh ke kisi aur chiz se aap logo ka ilaj nahi ho sakta
                    kyun nahin ho sakta? duniya mein sab sey meethi zuban muhabbat ki hai :)
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #85
                      Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

                      Originally posted by Masood
                      ahan to aap yeh inkishaaf karna chah rahi hain keh larkiyan jo karti hain us mein muslehat hoti hai? :bhago:

                      koi shaq :mm:
                      sigpic

                      Comment


                      • #86
                        Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

                        Originally posted by Masood
                        har koi merey jaisa................................. khuda karey na hi ho (yeh to maan letey hain ham )

                        lo PG per ek aur rondoo ka izafa ho gaya :tauba
                        sigpic

                        Comment


                        • #87
                          Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

                          Originally posted by Khalil
                          ager miss ajeeb ajeeb baat na keti to aap ny b kab pari likhi nahi kerni the:khi:

                          :kr: :kr: :kr: :kr: :kr:
                          sigpic

                          Comment


                          • #88
                            Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

                            Originally posted by Sweet & Sour
                            dekah khol diya na apni pol apney moun se ......... ke hum logo ke beech sazishein aap log kerwatey ho :hathora
                            :lol :lol :lol chalein hamari is chhoti si ghaflat ney ap ko khush kar diya
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #89
                              Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

                              Originally posted by Sweet & Sour
                              koi shaq :mm:
                              shak to aap ko khud hai jo apni thoddi per kharish kar rahi hain yun :mm:
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #90
                                Re: Shadi Family Main Ya Out Of Family?

                                Originally posted by Masood
                                kyun nahin ho sakta? duniya mein sab sey meethi zuban muhabbat ki hai :)

                                haan magar aap ne wo bhi suna ho ga" laton ke bhoot baton se nahi mantey "
                                wese hi " bailan ke bhoot mohabbat se nahi mantey " :kr:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...