Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aiye pher say kahani banaye

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: aiye pher say kahani banaye

    Originally posted by ummid
    burai ko khatam karte karte ek ummid mer gay tu kya howa...
    Allah ka wada hai sachai ki jeet ka...
    hazaron ummidein paida hogi burai ko khatam karne ke liye...
    Is aakhri dialogue ke baad Alif Laila ka drama khatam hua :khi:
    :thmbup:

    Comment


    • #62
      Re: aiye pher say kahani banaye

      Originally posted by munda_sialkoty
      Is aakhri dialogue ke baad Alif Laila ka drama khatam hua :khi:
      THE END
      moral of story..
      "ummid kabhi nahi marti"

      Comment


      • #63
        Re: aiye pher say kahani banaye

        Per ya story asa khatam nahi hosakti
        Umeeed kes chiz ki thi!!!!!!!:tauba
        ok i got it !!!:wk
        yaqeenan ya umeeed Anday ka karobar ki ha! Munday na abhi tak Anday ka karobar ki kamiyabi ki umeed nahi chori, So Aik bar phir Hawa na Rukh badala anday dobara agay Aur phr Anday karobar dobara chal para!!!!:khi:
        Garam Andeey!!!

        Comment


        • #64
          Re: aiye pher say kahani banaye

          aik din woh garam andon ki aawaz lagata huwa aik gali sey guzra. Wahan per kisi ghar mein sey kisi ko yeh aawaz jaani pehchani lagi - us ney bahir nikal ker dekha to.................
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #65
            Re: aiye pher say kahani banaye

            dekha tu ussay pata chala kah ya garam andey awaz laganay wala tu Garam andaay bech raha ha (hahahaa)

            Comment


            • #66
              Re: aiye pher say kahani banaye

              to unhon ney itney badey inkishaaf key baad us sey andey khareed liye :lol
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #67
                Re: aiye pher say kahani banaye

                usay yeh awaaz zara bhi achi nahi lagti the ...woha nday wala har waqat us ki khirki kay bahir say yehi awaazian lagata rehta .....pher aik din
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • #68
                  Re: aiye pher say kahani banaye

                  phir aik din usney apney abba sey kah ker khirrki niklwaa kar eentein chun dein :lol :lol
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #69
                    Re: aiye pher say kahani banaye

                    or is taraha anday wala bhi sadmay say nidhal hoo kar behosh hoo gia :lol ...
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment


                    • #70
                      Re: aiye pher say kahani banaye

                      Originally posted by Aanchal
                      or is taraha anday wala bhi sadmay say nidhal hoo kar behosh hoo gia :lol ...
                      phir woh kai din tak behosh pada raha:shh: aur Ekta kapoor ki story formula:thmbup: ke hisab se jub bechara garam anday baichne wala kaafi din tak gher nahi aaya tu ko us ke padhe likhe bewaqoof gher walon ne :tauba use mara howa sumjh liya....

                      Comment


                      • #71
                        Re: aiye pher say kahani banaye

                        lekin aik din achanak, wo mashrik se ru-nama hua, wo musalsal yahi aawaz laga raha tha

                        Garam Aaandayyyyyyyyyy
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #72
                          Re: aiye pher say kahani banaye

                          Originally posted by munda_sialkoty
                          lekin aik din achanak, wo mashrik se ru-nama hua, wo musalsal yahi aawaz laga raha tha

                          Garam Aaandayyyyyyyyyy
                          lakeen us ke Anday tu thanday the...:khi:

                          Comment


                          • #73
                            Re: aiye pher say kahani banaye

                            us per wo gooya hua...bibi ji aap aanday khareed ke ovan mein garam ker lein, aakhir wo kis liye rakha he ghar mein
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #74
                              Re: aiye pher say kahani banaye

                              Originally posted by munda_sialkoty
                              us per wo gooya hua...bibi ji aap aanday khareed ke ovan mein garam ker lein, aakhir wo kis liye rakha he ghar mein
                              bibi ji ka ovan kharab tha...

                              Comment


                              • #75
                                Re: aiye pher say kahani banaye

                                lekin der-hakeekat bibi ji ki niyat hi kharaab thi, ovan ka to sirf bahana tha
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X