Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Abhi Abhi Mery Dil Main Khayaal Aya hay

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: abhi abhi mery dil main khayaal aya hai .....

    Abhi abhi mairay dil mai'n khayaal aaya hay kay mazeed Biryaani khaau'n kay nahi.:lol
    :roseENIGMA:rose

    Comment


    • Re: abhi abhi mery dil main khayaal aya hai .....

      Abhi abhi mary dil may khiyal aya hay bas karo hayaa kiya sub ki taraf say khani hay:P:P

      Comment


      • Re: abhi abhi mery dil main khayaal aya hai .....

        AOA,

        Abi abi mere dil main khaiyaal aya hai k aj sab khush rahain.:)


        Sohail Abbasi.
        Apna haq ada karo.

        Comment


        • Re: abhi abhi mery dil main khayaal aya hai .....

          Abhe abhe mery dil main khyayal aaya ha ky Mia apne sare eide ki icecream khao to kitna maza aay :)

          Comment


          • Re: abhi abhi mery dil main khayaal aya hai .....

            AOA,

            Abi abi mere dil main khaiyaal aya hai k aj khain b khilain b:)


            Sohail Abbasi.
            Apna haq ada karo.

            Comment


            • Re: abhi abhi mery dil main khayaal aya hai .....

              Abhe abhe mery dil main khayal aya hai ky eid ka din kitna busy guzarta hai aur jaldi bhe .

              Comment


              • Re: abhi abhi mery dil main khayaal aya hai .....

                AOA,

                Abi abi mere dil main khaiyaal aya hai k kahain muje halka halka bokhar to nain ho chala:cc:


                Sohail Abbasi.
                Apna haq ada karo.

                Comment


                • Re: abhi abhi mery dil main khayaal aya hai .....

                  Abhe abhe mery dil main khayal aaya ha ky aap check ker lain aur phir medicine kha lain :)

                  Comment


                  • Re: abhi abhi mery dil main khayaal aya hai .....

                    AOA,

                    Abi abi mere dil main khaiyaal aya hai k ji ab issi tara karna parre ga:)


                    Sohail Abbasi.
                    Apna haq ada karo.

                    Comment


                    • Re: abhi abhi mery dil main khayaal aya hai .....

                      W.salaam
                      Abhi abhi mairay dil mai'n khayaal aaya hay kay khan ji ko bukhaar hay kay nahi?Unho'n nay abhi tak bataya kiyu'n nahi?:cc:
                      :roseENIGMA:rose

                      Comment


                      • Re: abhi abhi mery dil main khayaal aya hai .....

                        AOA,

                        Abi abi mere dil main khaiyaal aya hai k sar main dard ho raha hai ji bas:)


                        Sohail Abbasi.
                        Apna haq ada karo.

                        Comment


                        • Re: abhi abhi mery dil main khayaal aya hai .....

                          W.salaam
                          Abhi abhi mairay dil main khayaal aaya hay kay khan ji kay sir main dard kiyun ho raha hay ab woh kiya karain gay?:cc:
                          :roseENIGMA:rose

                          Comment


                          • Re: abhi abhi mery dil main khayaal aya hai .....

                            AOA,

                            Abi abi mere dil main khaiyaal aya hai k goli khayi hai araam a jaye ga:insha:


                            Sohail Abbasi.
                            Apna haq ada karo.

                            Comment


                            • Re: abhi abhi mery dil main khayaal aya hai .....

                              W.salaam
                              Abhi abhi mairay dil main khayaal aaya hay kay:insha: Aaraam aa jaa'aiy ga but sir dard main rest kiyun nahi kartay?goli kownsi khaali?:tauba
                              Last edited by hayaa_n; 4 November 2005, 16:07.
                              :roseENIGMA:rose

                              Comment


                              • Re: abhi abhi mery dil main khayaal aya hai .....

                                AOA,

                                Abi abi mere dil main khaiyaal aya hai k ponstan forte:) araam karna hamre naseeb main kahan:)


                                Sohail Abbasi.
                                Apna haq ada karo.

                                Comment

                                Working...
                                X