Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~General knowledge quiz ~~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~General knowledge quiz ~~

    Originally posted by sumera View Post
    achha ji...itna naaqas ilam:hathora ....tobah
    pehli baat k yeh koi gumnaam ilaaqa nhi hay:zuban: ...Punjaab k Khaas izlah mien say aik hay...:lpop:
    aur aap wahaan hotay to zaroor mashhoor hoota magar kaysay...khud hee jaan lo:D
    mandi baha-u-din waqai hamari wajah say mashhoor nhi hay...kiun k hum shareef loog hien:shh: .....aur shareef mashhoor kahan hootay hien...gumnaam hee rehty hien:lpop:
    magar hamaara sawaal to abhi bhi wahien hay:embarasse
    aap shareef loog hein to hum bhi raah jatay buchon se kulfiyaan nahi cheentay :lpop:

    mandi bahawal din mein ager mein hota to aaj is ka naam sunehray kharoof mein likha jata :blush:
    :thmbup:

    Comment


    • Re: ~~General knowledge quiz ~~

      Originally posted by snobbish View Post
      14 aug 1945:thmbup:

      vo koun sa janwar hai jo ek hi sanass mien pani peta hai ?
      sorry yaar kuch confusion ho gai, yeh 1945 ke start main ho ga shayad, confirm ker le...ke waqei Aug 1945 tha???cuz, is ke kuch der baad japan ne surrender ker diya tha aur allies aur Japan ke dermeyaan aik new pact sign hua tha

      us parinday ka nahi pata...shutermurg to nahi?
      Last edited by Mr. Sialkoty; 20 April 2007, 09:34.
      :thmbup:

      Comment


      • Re: ~~General knowledge quiz ~~

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        sorry yaar kuch confusion ho gai, yeh 1945 ke start main march mein ho ga shayad, cuz, is ke kuch der baad japan ne surrender ker diya tha aur allies aur Japan ke dermeyaan aik new pact sign hua tha

        us parinday ka nahi pata...shutermurg to nahi?

        yaar hua ye 1945 mien hi tha aor month b august ka tha ....ye oil war thi jo ke japan aor USA ke darmiyaan thi jis ka japan ne badla peral harrbor par attack kar ke liya tha

        vo janwar Camel hai ....vo ek hi sanass mien pani peta hai

        iss liye hadiss mien hai hazarat muhamaad (p.b.u.h) ne farmaya ke tum ounath ki tarha ek hi sanass mien pani na piya karo aor pani ko 2 ya 3 sanas mien piya karo

        Comment


        • Re: ~~General knowledge quiz ~~

          Originally posted by snobbish View Post
          yaar hua ye 1945 mien hi tha aor month b august ka tha ....ye oil war thi jo ke japan aor USA ke darmiyaan thi jis ka japan ne badla peral harrbor par attack kar ke liya tha

          vo janwar Camel hai ....vo ek hi sanass mien pani peta hai

          iss liye hadiss mien hai hazarat muhamaad (p.b.u.h) ne farmaya ke tum ounath ki tarha ek hi sanass mien pani na piya karo aor pani ko 2 ya 3 sanas mien piya karo [/size][/font]
          meri jaan murgi ke anday yeh larai tail ke liye nahi thi...aur pearl harbour per japan ne attack is liye kia tha ke wahan american beeray japan pe attack kerne ke liye kharay thay.

          tu ne janwar poocha tha aur mein parinda samja, ager janwar samja hota to mujay pata tha ke wo camel he ho ga...sorry misunderstanding ho gai :tauba
          :thmbup:

          Comment


          • Re: ~~General knowledge quiz ~~

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            meri jaan murgi ke anday yeh larai tail ke liye nahi thi...aur pearl harbour per japan ne attack is liye kia tha ke wahan american beeray japan pe attack kerne ke liye kharay thay.

            tu ne janwar poocha tha aur mein parinda samja, ager janwar samja hota to mujay pata tha ke wo camel he ho ga...sorry misunderstanding ho gai :tauba
            yaar vo tail ki hi waja thi ......politics thi japan apna badla lena chata tha iss liye uss ne secreat plan ke zarie attack kiya pearl harrbor par aor bhuat se log maree ge ........japan ne tail dena band kar diya tha japan ko .......aor japan ki tecnology USA se behtar hai iss liye kuch ye b USA bardasat nahi karta

            Comment


            • Re: ~~General knowledge quiz ~~

              Originally posted by snobbish View Post
              yaar vo tail ki hi waja thi ......politics thi japan apna badla lena chata tha iss liye uss ne secreat plan ke zarie attack kiya pearl harrbor par aor bhuat se log maree ge ........japan ne tail dena band kar diya tha japan ko .......aor japan ki tecnology USA se behtar hai iss liye kuch ye b USA bardasat nahi karta
              bari gul keeti ya :kr: japan ne tail dena bund ker diya tha japan ko :kr: pagal to nahi ho gaya tu.

              abay...japan ki larai china se start hui, china mein do group thay, aur communist group se japan se larai ka aagaz hua, phir yeh aisa ke aur bhi bohat se countries ko fatah kerta gaya, like malaysia, thailand, indonesia, chootay mootay kuch jazeeray, singapore, is sub area pe japan ne kabza ker liya, aur wahan pe moojood kuch british, aur dutch troops ko phainti lagai...khair japan Exis mein tha, jis mein germany aur italy bhi shamil thay,
              :thmbup:

              Comment


              • Re: ~~General knowledge quiz ~~

                2nd world war ki roots 1st world war mein thein, kuch matters disputed aur unsettled reh gaye thay...tu kisi din sialkot aa sara samja doon ga pyar se :blush:
                :thmbup:

                Comment


                • Re: ~~General knowledge quiz ~~

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  bari gul keeti ya :kr: japan ne tail dena bund ker diya tha japan ko :kr: pagal to nahi ho gaya tu.

                  abay...japan ki larai china se start hui, china mein do group thay, aur communist group se japan se larai ka aagaz hua, phir yeh aisa ke aur bhi bohat se countries ko fatah kerta gaya, like malaysia, thailand, indonesia, chootay mootay kuch jazeeray, singapore, is sub area pe japan ne kabza ker liya, aur wahan pe moojood kuch british, aur dutch troops ko phainti lagai...khair japan Exis mein tha, jis mein germany aur italy bhi shamil thay,
                  :tauba
                  abe japan ne USA ko tail dena band kar diya tha jis par USA ne kholle aam war ka elan kar diya ...
                  abye singapore thailand aor ye choute moot jazere ka inn se kiya talooq .....vo tu ek sperate matter tha jis mien germany b nahi shamil tha kyun germany ka pada russia aor italy ke saath tha......perral harrbor par hamal japan ne secreat maaters ke toor par kiya tah aor vo tail ki supply ko rookh dene ki waja thi aor nagasaqi aor herosima par atom bomb ka hamla b tha

                  sialkot aya ya tu meri taraf aya tu tuj ko history ke saath map ki sear karwa doon ga jis se tere b point clear ho jien ge aor mere b :lol

                  Comment


                  • Re: ~~General knowledge quiz ~~

                    ye bataoo ke x-rays ko kis naam se sub se pehle bola giya aor iss ka invt karne wale ka naam kiya hai ?

                    Comment


                    • Re: ~~General knowledge quiz ~~

                      Originally posted by snobbish View Post
                      ye bataoo ke x-rays ko kis naam se sub se pehle bola giya aor iss ka invt karne wale ka naam kiya hai ?

                      i m not really sure but.........



                      Robert Ledley ny ejaad kia tha


                      CAT-Scans k naam se jana jata tha....

                      Comment


                      • Re: ~~General knowledge quiz ~~

                        Originally posted by ahsaas View Post
                        i m not really sure but.........



                        Robert Ledley ny ejaad kia tha


                        CAT-Scans k naam se jana jata tha....

                        these are called "unknown rays"
                        and are type of electromegnatic radiation
                        invented by wihelm rontgen

                        Comment


                        • Re: ~~General knowledge quiz ~~

                          okay ...but ap ny thora clear nain kia tha k just x-ray or x-ray tube etc ..:)

                          Comment


                          • Re: ~~General knowledge quiz ~~

                            Originally posted by ahsaas View Post
                            okay ...but ap ny thora clear nain kia tha k just x-ray or x-ray tube etc ..:)
                            X-RAYS jub invent hoi tu inventor ko kuch b nahi maloom tha ke kiya hai ....iss liye iss ne inn ko unknown rays kha par baad mien inn ko rays ko x-rays ka naam diya giya



                            okay ye bataoo

                            neutron kis ne invent kiya
                            alexander flemming ne kiya invent kiya aor is ke saath koun tha

                            Comment


                            • Re: ~~General knowledge quiz ~~

                              Originally posted by snobbish View Post
                              :tauba
                              abe japan ne USA ko tail dena band kar diya tha jis par USA ne kholle aam war ka elan kar diya ...
                              abye singapore thailand aor ye choute moot jazere ka inn se kiya talooq .....vo tu ek sperate matter tha jis mien germany b nahi shamil tha kyun germany ka pada russia aor italy ke saath tha......perral harrbor par hamal japan ne secreat maaters ke toor par kiya tah aor vo tail ki supply ko rookh dene ki waja thi aor nagasaqi aor herosima par atom bomb ka hamla b tha

                              sialkot aya ya tu meri taraf aya tu tuj ko history ke saath map ki sear karwa doon ga jis se tere b point clear ho jien ge aor mere b :lol
                              meri jaan murgi ke anday tu sub kuch mixup ker raha he...jese khawaab mein sub kuch mix up nahi ho jata bilkul waisay :khi:

                              Abay gadhay, Germany aur Italy aapis mein Ally thay, aur japan in ka teesra doost tha...is liye in teeno ko axis ka naam diya gaya...axis samajta he na teen hotay hein X, Y, Z (Three dimensions)...is liye inhein Axis ka naam diya gaya.

                              Start mein Germany ki russia se koi larai nahi thi bulke August 1939 mein doono mulkon ke dermeyaan Non-Aggression Pact sign hua aur jub Germany ne poland pe hamla kia tu doosri taraf se russia ne bhi poland pe hamla kia aur eventually dono countries aamnay saamnay aa milay aur phir in dono ke dermeyaan poland ki takseem pe moahida hua jis mein poland ka 60 percent hisa russia ko mila aur 40% industrial area germany ke kabzay mein diya gaya.

                              Yaar mein jo keh raha hoon maan jaya kar, ziada tang na kia kar...tujay nahi pata is liye pup ker ke beth ja :tauba
                              :thmbup:

                              Comment


                              • Re: ~~General knowledge quiz ~~

                                Originally posted by snobbish View Post
                                X-RAYS jub invent hoi tu inventor ko kuch b nahi maloom tha ke kiya hai ....iss liye iss ne inn ko unknown rays kha par baad mien inn ko rays ko x-rays ka naam diya giya



                                okay ye bataoo

                                neutron kis ne invent kiya
                                alexander flemming ne kiya invent kiya aor is ke saath koun tha
                                alexadner flemming ne to accidently penciline aijaad

                                aur percy ne neutron aijaad kia, pura naam zehan mein nahi aa raha
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X