Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

    mera mood bus theek hi hai

    tabiat nahi theek :(

    Comment

    • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

      Originally posted by Gul-e-Lala View Post
      esi liye esi baten ker rahe hain jin ka sir pair nahi hai. now go and have a nap werna sawal gandam jawab chana wali baat kerte rahen ge
      Gandam ho ya chana hain to dono hi achhi ghaza na - aap btaein aap ko kya khana hai? merey account sey khaa lein kya yaad karein gi kis sakhi sey pala parra tha kanjoos boss :p
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

        Originally posted by sheem View Post
        mera mood bus theek hi hai

        tabiat nahi theek :(
        tabiyat kaisey theek ho gi sheemo - South Africa sey KUT jo khaii hai :p
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

          Originally posted by Masood View Post
          Gandam ho ya chana hain to dono hi achhi ghaza na - aap btaein aap ko kya khana hai? merey account sey khaa lein kya yaad karein gi kis sakhi sey pala parra tha kanjoos boss :p
          aap k saath waquii koi prob hai. yahan aap k soney ki baat ho rahi thi khaney ki na :tauba
          "All I have learned from Life is that I know nothing."

          Comment

          • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

            Originally posted by Gul-e-Lala View Post
            aap k saath waquii koi prob hai. yahan aap k soney ki baat ho rahi thi khaney ki na :tauba
            Bhook ka ehsaas ho raha hai to socha akeley mujhey hazzam nahin ho ga - aur aap bhi ghar mein bethi bore ho rahi hain to chalo main khila deta hoon aap to apni jaib halki nahin karo gi ...
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

              Originally posted by Masood View Post
              Bhook ka ehsaas ho raha hai to socha akeley mujhey hazzam nahin ho ga - aur aap bhi ghar mein bethi bore ho rahi hain to chalo main khila deta hoon aap to apni jaib halki nahin karo gi ...
              ji hamain gundum chaney k liye jaib halki kerne ki zaroorat nahin hai kyun k ye dono cheezen gher mein mojood hain :khi: aur ham ney apne pay package mein KHANAY ki offer nahi rakhi :khi::khi:
              "All I have learned from Life is that I know nothing."

              Comment

              • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

                Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                ji hamain gundum chaney k liye jaib halki kerne ki zaroorat nahin hai kyun k ye dono cheezen gher mein mojood hain :khi: aur ham ney apne pay package mein KHANAY ki offer nahi rakhi :khi::khi:
                aap kaisey apney employee per phir grift rakh sakti hain jissey KHAANEY ki offer nahin kartin, ham kahin aur jobbaan kar letey hain
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

                  Originally posted by Masood View Post
                  aap kaisey apney employee per phir grift rakh sakti hain jissey KHAANEY ki offer nahin kartin, ham kahin aur jobbaan kar letey hain
                  ham LALACH deney per yaqeen nahi rakhte. waise bhi khana den gey tou la-mahala employees ko neend aaye gi aur kaam ka harj ho ga. so no KHANA
                  "All I have learned from Life is that I know nothing."

                  Comment

                  • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

                    Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                    ham LALACH deney per yaqeen nahi rakhte. waise bhi khana den gey tou la-mahala employees ko neend aaye gi aur kaam ka harj ho ga. so no KHANA
                    :tauba har baat ka jawab garr ker rakha hota hai - arey madam aap seedha seedha kaho keh bhooki ho azlon ko - na khud khati ho na doosron ko khilati ho - ab ham bhook harrtaal karein gey
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

                      Originally posted by Masood View Post
                      :tauba har baat ka jawab garr ker rakha hota hai - arey madam aap seedha seedha kaho keh bhooki ho azlon ko - na khud khati ho na doosron ko khilati ho - ab ham bhook harrtaal karein gey
                      yun he sahi aur shok say bhook herrtal kerye acha hai aap ki salary say lunch money deduct ker len gey ham. company ka faida he ho ga.
                      "All I have learned from Life is that I know nothing."

                      Comment

                      • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

                        Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                        yun he sahi aur shok say bhook herrtal kerye acha hai aap ki salary say lunch money deduct ker len gey ham. company ka faida he ho ga.
                        aap to paki paki capatalist hain - kahin Karl Marx ko to nahin parhti rahi?
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

                          Originally posted by Masood View Post
                          aap to paki paki capatalist hain - kahin Karl Marx ko to nahin parhti rahi?
                          Karl Marx tou hamarey khyalat ki publicity k liye pehley es dunya mein aa gaye thay. actually unhon ney jo likha woh hamarey he khayalat hain
                          "All I have learned from Life is that I know nothing."

                          Comment

                          • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

                            Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                            Karl Marx tou hamarey khyalat ki publicity k liye pehley es dunya mein aa gaye thay. actually unhon ney jo likha woh hamarey he khayalat hain

                            Mujhey to yaqin tha keh is larki mein koi budhi rooh hai - aaj yaqin ho geya hai - lagta hai aap pehley bank ki advisory committee mein shamil thin
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

                              Originally posted by Masood View Post
                              Mujhey to yaqin tha keh is larki mein koi budhi rooh hai - aaj yaqin ho geya hai - lagta hai aap pehley bank ki advisory committee mein shamil thin
                              bilkul pakka yaqeen ker lijiye k Sadyun purani rooh hai hamare ander. aur ham Finances ko bhot achi tarah control ker sakte hain es liye Banks bhi akser ham say mashwara lete rehte hain
                              "All I have learned from Life is that I know nothing."

                              Comment

                              • Re: *~*~*Current Mood, Post Here*~*~*

                                Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                                bilkul pakka yaqeen ker lijiye k Sadyun purani rooh hai hamare ander. aur ham Finances ko bhot achi tarah control ker sakte hain es liye Banks bhi akser ham say mashwara lete rehte hain

                                to aap key ander rooh bhi hai - main ney to suna hai keh siraf paisa dorrta hai capataliston key badan mein :mm: chalein aap ko "thora" sa to mukhtalif hona tha na - aur finances hamein bhi aatey hain aisi baat nahin kabhi muqabla kar key dekh lena :p

                                Working...
                                X