Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Yaad Aaya

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Yaad Aaya

    niche se yaad aya k ghar mai niche sare sorhe hain

    Comment


    • Re: Yaad Aaya

      soney sey yaad aaya keh aap ko neend nahin aati?
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: Yaad Aaya

        Neend say yaad aya ky mujhy to nahe aa rahe neend :(

        Comment


        • Re: Yaad Aaya

          neend sey yaad aaya ke neend aur maut mein kya farq hai?
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: Yaad Aaya

            aapki bat say yad aya ky neend aa jay to phir uth jaty hain aur mout any k baad uth'ty nahe .

            Comment


            • Re: Yaad Aaya

              hmmm not true Komal - maut key baad hi to asal aankh khulti hai...
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Yaad Aaya

                umm sahe keh rahy hain aap .but aap mera matlab nahe samjhy na
                mera matlab tha ky mout k baad is dunya ma aankh nahe khulte

                Comment


                • Re: Yaad Aaya

                  ji nahi aap ko pata hai jub hum sootay hai tu goyaa hum aik terha se mer chookay hotay hai or jub subha uth tay hai tu pher se zinda hotay hai or humari memory pher se reconnect hojaty hai
                  Last edited by arusa; 12 May 2006, 00:47.

                  Comment


                  • Re: Yaad Aaya

                    aaap ki baat se yaad aaaya ke yeh aik ajeeb baat hay :) isi lye mian kahon ke mian roz jeeta aur roz marta hon :p
                    Allah

                    Comment


                    • Re: Yaad Aaya

                      roz jeene marne se yaad aya ke kisi ki judai bhi insan ko roz jeene or marne par majbur karti he na.

                      Comment


                      • Re: Yaad Aaya

                        judai sey yaad aaya keh meri khala ko bohat mushkil hai aur unki mushkil siraf unka mashhhhhhhhhhhhhhhhoooom bhateeja hi samajh sakta hai keh dono khala-bhanjhey per aik jaisey din hain :lol
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: Yaad Aaya

                          aik jese din se yaad aya ke aj kal to sare din aik jese hi lagte hen wohi subho se shaam karna or raat se subho karna.

                          Comment


                          • Re: Yaad Aaya

                            subah shaam sey yaad aaya keh aap saheeh kah rahi ho kuchh aisi hi soorat-e-haal hamari bhi ho chuk hai
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: Yaad Aaya

                              soorat-e-haal se yaad aya ke aj kal to garmi ki soora-e-haal bhi bari kharab he garmi me bahir jao to apni soorat kharab ho jati he haal bhi:D

                              Comment


                              • Re: Yaad Aaya

                                garmi sey yaad aya keh yehan per bhi garmi ki aamad hai magar saey mein thandak ka ehsaas hota hai - me abhi aik blanket liyey betha hoon :D
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X