Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Yaad Aaya

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Yaad aaya

    pasand say yaad aaya ky tumhare pasand to apny jese tom & jerry hai:lol

    Comment


    • Re: Yaad aaya

      AOA,


      Apne jahse se yaad aya k hum doosroon ko apne jahsa samaj k bahz o kat dohkha kha jate hain:)

      Sohail Abbasi.
      Apna haq ada karo.

      Comment


      • Re: Yaad aaya

        dhoke se yaad aya ke akher insan dhoke se kese bach sakta he? :cc:

        Comment


        • Re: Yaad aaya

          nahin bach sakta. Jinki firtat hi dhoka khana ho woh khatey rahein ge :)
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: Yaad aaya

            Fitrat sey yaad aya key insaani fitrat bhi bohot ajeeb o ghareeb hoti hai
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • Re: Yaad aaya

              haan ji aik BHAOO hoti hai kabhi kabhi aur kabhi kabhi aik FARISHTA
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Yaad aaya

                Farishte se behter hai insaan banna
                Magar is main parti hai mehnat ziada
                Allah

                Comment


                • Re: Yaad aaya

                  mehnat se yaad aya ke bina mehnat ke to kuch nai milta na dunia me.

                  Comment


                  • Re: Yaad aaya

                    Jee han sahi kaha hai aapne.............wese bhi humain kam hi khushyan milti hain
                    Allah

                    Comment


                    • Re: Yaad aaya

                      khushiyan milne se yaad aya ke milti to sabhi ko hen par kuch log qadar nai karte.

                      Comment


                      • Re: Yaad aaya

                        Kadar karne se yaad aaya ke humain apne se baron balke sab ki kadar karni chahye
                        Allah

                        Comment


                        • Re: Yaad aaya

                          baron say yaad aaya ky humany apny baron ki izzat kerne chahiyay aur unki baat mane chahiyay

                          Comment


                          • Re: Yaad aaya

                            baat se yaad aaya ke kisi se baat karte waqt shaesta lehja rakhne chahye
                            Allah

                            Comment


                            • Re: Yaad aaya

                              Shaista sey yaad aya key ye to meyri aik aunty ka naam hai :D
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment


                              • Re: Yaad aaya

                                Naam se yaad aaya ke hum aksar apna naam keu chupate hain
                                Allah

                                Comment

                                Working...
                                X