Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Yaad Aaya

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Yaad aaya

    AOA,


    Ye baat haqbajanab hai:)


    Sohail Abbasi.
    Apna haq ada karo.

    Comment


    • Re: Yaad aaya

      haqbajanib se yaad aya ke kuch log haq bajanib ho kar bhi haq se mehroom kiun rehte hen?

      Comment


      • Re: Yaad aaya

        AOA,


        Mahroom se yaad aya k wo Allah pak ki rahmat se mahroom hote hain:)


        Sohail Abbasi.
        Apna haq ada karo.

        Comment


        • Re: Yaad aaya

          Rehmat say yaad aaya ky mehmaan Allah ki rehmat hoty hain :)

          Comment


          • Re: Yaad aaya

            AOA,


            Hone se yaad aya k hone se koch b ho sakta hai:)


            Sohail Abbasi.
            Apna haq ada karo.

            Comment


            • Re: Yaad aaya

              kuch bhi honay se yaad aaya k Kisi waqt bhi kuch ho sakta hey museebat bata ker nhi aati.

              Comment


              • Re: Yaad aaya

                AOA,


                Moseebat se yaad aya k har kaam Allah ki marzi se hota hai na:)


                Sohail Abbasi.
                Apna haq ada karo.

                Comment


                • Re: Yaad aaya

                  marzi say yad aya k mara har kam apnay bhai ki marzi k mutabiq hota hay

                  Comment


                  • Re: Yaad aaya

                    bhai ki marzi sey yaad aaya keh aap koi kaam khud apni marzi sey nahin kartin kya???
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: Yaad aaya

                      Apni marzi se yad aaya k doosron per apni marzi masallat karna achi bat nhi hey.

                      Comment


                      • Re: Yaad aaya

                        AOA,


                        Mosallat karne se yaad aya k mahngayi kion mosallat ki jati hai?


                        Sohail Abbasi.
                        Apna haq ada karo.

                        Comment


                        • Re: Yaad aaya

                          mahngaee sey yaad aaya keh isko sasta karney ka aik hi tareeqa hai iska naam hi mehngaee rakh do - na ko ley ga na bahrey gi :P
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: Yaad aaya

                            Mehngayi bohat barh gaya hai is se yaad aaya
                            Allah

                            Comment


                            • Re: Yaad aaya

                              itni mehngai me ghareeb log kia karte hon ge na bechare :(

                              Comment


                              • Re: Yaad aaya

                                mahangae say yaad aaya ky haan waqii wo to din ba din barhre he jaa rahe hai na

                                Comment

                                Working...
                                X