Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Yaad Aaya

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Yaad aaya

    cute si bachi sey yaad aaya yeh to aap ki picture mein bhi bohat hi cute si bachi hai, yehi to nahin thi`?
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: Yaad aaya

      cuit say yaad aya aik larki tum cute hoo kia?

      Comment


      • Re: Yaad aaya

        Cute say yaad aya ky bachy kitny cute & sweet hoty hain naa aur paiary bhe

        Comment


        • Re: Yaad aaya

          bacho sey yaad aaya keh bachey to farishtey hotey hain, bohat mashooooooom bashhhh :)
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: Yaad aaya

            piari say yad aya sub mugh ko bohat piari kahty hain main kitnee piari hoon na ;)

            Comment


            • Re: Yaad aaya

              aap sey yaad aaya keh ham bhalla kya kah saktey hain :eye:
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Yaad aaya

                paire say yaad aya kay innocent_maheen & aik_larki waqie main bohat parie bataan kartee han

                Comment


                • Re: Yaad aaya

                  AOA,


                  Batanoon se yaad aya k hum b bohat achi batain karte hain:)


                  Sohail Abbasi.
                  Apna haq ada karo.

                  Comment


                  • Re: Yaad aaya

                    Achii baton say yaad aaya ky jo acha hota ha vo batain bhe achii kerta hai .yaha sab he achy hain to batain bhe sab achii achii kerty hain ..:)

                    Comment


                    • Re: Yaad aaya

                      AOA,


                      Achi bataoon se yaad aya k ye b bohat achi baat ki aap nain aik shair jise hum ache nain lagte:)


                      Ache hain ya bore hain khud aone liye hain

                      Hum khud ko nain daikhte oroon ki nazar se:)


                      Sohail Abbasi.
                      Apna haq ada karo.

                      Comment


                      • Re: Yaad aaya

                        auron ki nazar sey dekhney sey yaad aaya keh khud ko auron ki nazar sey dekhney ki bjaey, auron ko apni nazron sey dekhna chahiye. Kyun keh pehla kaam nahin hosakta, doosra mumkin hai :)
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: Yaad aaya

                          Aap ki baat se yaad aaya, jo meri mama kehti hain" koi bhi kam ager kerna chaho to na-mumkin nahi hota" .
                          sigpic

                          Comment


                          • Re: Yaad aaya

                            Possoble sy yaad aaya ky her kaam possible hota hai.Kuch kaam mushkil zaroor hota hain mager na mumkin nahe ..

                            Comment


                            • Re: Yaad aaya

                              Kabhi kabar na mumkin kaam bhi mumkin ho jatey hain, zoq-e-yaqin pedah hona chahiye :)
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: Yaad aaya

                                mushkil say yadd aya mugh k paper bohat mushkil ay thy magar mainnay sary aram say kar liy kiun k mugh ko aty thy:D

                                Comment

                                Working...
                                X