Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Yaad Aaya

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Yaad Aaya

    Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
    bahar se yaad aaya k kuch log zindagi mein bahar ki manind hotay hain :)
    kuchh logon sey yaad aaya keh aisey log kahan hain? aur jab chley jatey hain to khizan kyun chhaa jati hai?
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: Yaad Aaya

      Khizan se yaad aya kah khizan ka mousam bhi pyara hota ha
      Last edited by fari; 3 September 2006, 16:52.

      Comment


      • Re: Yaad Aaya

        Haan ji aur aaj kal yeh mausam shuru ho raha hai yahan per...
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: Yaad Aaya

          yahan se yaad aya yaahan per tu khooooob sari barishen hoti ja rhai hain :)

          Comment


          • Re: Yaad Aaya

            baarishon se yaad aaya k baarish sirf gharon ka logon ka nuksan nahin karty bulkey mann angan bhi sailaab zada kar dety hai:)
            sigpic

            Comment


            • Re: Yaad Aaya

              aangan se yaad aya ke is month ka lafz angan he poetry me

              Comment


              • Re: Yaad Aaya

                poetry se yaad aya kah ya poetry itni muskil kiun hoti ha

                Comment


                • Re: Yaad Aaya

                  poetry se phir yaad aaya k ye dil ki aawaz hotee hay:)
                  sigpic

                  Comment


                  • Re: Yaad Aaya

                    dil ki awaz se yaad aya yani jo poetry nahi kartay unki dil ki awaz hi nahi hoti:D

                    Comment


                    • Re: Yaad Aaya

                      Originally posted by fari View Post
                      dil ki awaz se yaad aya yani jo poetry nahi kartay unki dil ki awaz hi nahi hoti:D
                      dil ki aawaz se yaad aya k dil ki awaz her ek ki hoty hai kuch lafzon mein piro detay hain aur kuch bads ehsasat apnay tak rakhtay hain :lpop:unhein lafzon mein nahin dhaaltay ,chanda:)
                      sigpic

                      Comment


                      • Re: Yaad Aaya

                        chanda se yaad aya jab ap chanda kahti hain tu bohat acha lagta ha:)

                        Comment


                        • Re: Yaad Aaya

                          Originally posted by fari View Post
                          chanda se yaad aya jab ap chanda kahti hain tu bohat acha lagta ha:)
                          chanda sey yaad aaya keh unhon ney yeh chanda kehna KISI sey seekha hai :p
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: Yaad Aaya

                            kisi se yaad aya ya kisi kon hay Uncle?

                            Comment


                            • Re: Yaad Aaya

                              Originally posted by fari View Post
                              kisi se yaad aya ya kisi kon hay Uncle?

                              uncle sey yaad aaya keh achhi batein uncles hi seekhatey hain :lol
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: Yaad Aaya

                                Originally posted by Masood View Post
                                chanda sey yaad aaya keh unhon ney yeh chanda kehna KISI sey seekha hai :p
                                Wo kisi hum se ziyada Achha kehtay hain Chanda:)
                                Last edited by Eshaa Chaudhry; 3 September 2006, 23:35.
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X