Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Yaad Aaya

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Yaad Aaya

    Insaan say yaad aaya ky kiya insaan pehly bander tha ? :p

    Comment


    • Re: Yaad Aaya

      bandar se yaad aya PG ka larko ko dekh kar lagta ha kah insaan abb bhi bandar ha

      Comment


      • Re: Yaad Aaya

        insaan sey yaad aeya keh insaan faanii hey

        Comment


        • Re: Yaad Aaya

          kuch yaad nahi araha.

          Comment


          • Re: Yaad Aaya

            Originally posted by Khalil
            kuch yaad nahi araha.
            to phir yahaan keya karney aaey they ?

            Comment


            • Re: Yaad Aaya

              yaad kerny k liy aya tha mager nahi yaad araha hay

              Comment


              • Re: Yaad Aaya

                Originally posted by Khalil
                yaad kerny k liy aya tha mager nahi yaad araha hay
                jab yaad aaey gaa , tab aa jaana

                Comment


                • Re: Yaad Aaya

                  aa jana sey yaad keh pata nahin aaney waley kahan chaley gaey
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: Yaad Aaya

                    Aaney se yaad aaya ke jisse aana ho ga wo aa jae ge
                    sigpic


                    Comment


                    • Re: Yaad Aaya

                      BIlkul theek kehti hain Wafa, aur jo mojood hain woh bohat achhey hain.
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Yaad Aaya

                        mojood sey yad aaya key merii mojood na hony ka buhat faaeda uthhaty hein aap

                        Comment


                        • Re: Yaad Aaya

                          Faeday say yaad aaya ky hamain apni zaat sy dosron ko faida pohchana chahyye

                          Comment


                          • Re: Yaad Aaya

                            zaat sy yaad aaya key azeem to sirf Allah Taala ki zaat hy :dua

                            Comment


                            • Re: Yaad Aaya

                              Allah say yaad aaya ky humay her mushkil aur museebat mai sirf Allah sy he madad mangne chahiye

                              Comment


                              • Re: Yaad Aaya

                                madad sy yaad aaya ky ghareeboon kii madad karnii chaahiy

                                Comment

                                Working...
                                X