Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Yaad Aaya

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Yaad Aaya

    khushyo say yaad aya ky humay dosron ki khushyon main dhondne chahye khushyan.. :)

    Comment


    • Re: Yaad Aaya

      Dhoondhe se yaad aaya......ke burayi dhoondhi nahi parti :)
      Last edited by Yaaram; 28 April 2006, 20:23.
      Allah

      Comment


      • Re: Yaad Aaya

        Burae say yaad aaya ky humay dosron ky aib'on aur buraiyon ki perda poshi kerne chahye :)

        wow mai ny sahe lafz use kera hai na sahe jaga ..

        Comment


        • Re: Yaad Aaya

          Parda se yaad aaya ke jo doosron ke aibon per parda dalta hay Allah us ke aiboN per parda dalte hain :)
          Allah

          Comment


          • Re: Yaad Aaya

            Umer say yaad aaya ky umer merey ek munny se sweet sy cuz ka naam hai

            Comment


            • Re: Yaad Aaya

              Allah sey yaad aaya - keh bardasht jo Allah kartey hain woh insaan to kar hi nahin saktey
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Yaad Aaya

                insan se yaad aya ke insan kitna bebas hota he taqdeer ke hathon.

                Comment


                • Re: Yaad Aaya

                  taqdeer sey yaad aaya keh taqdeer mein kuchh maqdoor hai jo badla nahin jaa sakta
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: Yaad Aaya

                    badalne se yaad aya ke insan kis mor par badal jaey kuch nahi kaha ja sakta.

                    Comment


                    • Re: Yaad Aaya

                      dabalney sey yaad aaya keh waqt kis bedardi sey badal jata hai
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Yaad Aaya

                        waqt se yaad aya ke waqt kia kuch sikha deta he.

                        Comment


                        • Re: Yaad Aaya

                          Seekhney sey yaad aaya keh Khala har umer mein seekha jaa sakta hai :p
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: Yaad Aaya

                            umer se yaad aya ke uncle ab aap ki umer to Allah Allah karne ki he na:wk

                            Comment


                            • Re: Yaad Aaya

                              Allah sey yaad aya keh shayid ab Allah hi sey lu lagani parrey gi :p
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: Yaad Aaya

                                lo lagane se yaad aya ke ye aik acha fesla ho ga:khi:

                                Comment

                                Working...
                                X