Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Words Make Sentences

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Words Make Sentences

    aap k brain mien agar koi khalal hay to aap mahir-e-nafsiyaat say rajoo keejiay..shukriya.....wazaart-e-seht....baani-e-hospital-e-mareezaaan:hehe: :hehe:


    Mahir-e-nafsiyaat

    Comment


    • Re: Words Make Sentences

      Mahir-e-nafsiyat agar brain ka khalal door kar sakta to sub se pehle aap ke brain ka khala door karwaya jata jabhi aap sub ke brain ko apne brain se compare kar k mahir-e-nifiyat se milne ka mashwara deti hain

      Mashwara

      Comment


      • Re: Words Make Sentences

        achha mashwara bhi qeemti sarmaaya hota hay jo har kisi say nhi milta

        qeemti

        Comment


        • Re: Words Make Sentences

          ilm ( Knowledge ) ek qeemti shey hai jis ka koi mool ( price ) nahi

          mool ( price )

          Comment


          • Re: Words Make Sentences

            loog nah jaanay kioon jazboon ka mool lagaatay hien

            jazbay

            Comment


            • Re: Words Make Sentences

              Jazbay se zyada hosh se kaam lena chahye

              kaam

              Comment


              • Re: Words Make Sentences

                kaam to boht hien magar karnay ko jee nhi chah raha


                jee(Dil)

                Comment


                • Re: Words Make Sentences

                  Nikamma kiya is dil ne
                  is dil ne kiya hai nikamma


                  kiya

                  Comment


                  • Re: Words Make Sentences

                    koi to achha kaam kiya hota tum nay...shaheedoon mien naam yunhee nhi likh diya jaata:hehe: :hehe:


                    shaheed

                    Comment


                    • Re: Words Make Sentences

                      Allah ne qismat me likha to shaheedon ka rutba b naseeb ho jayega

                      Qismat

                      Comment


                      • Re: Words Make Sentences

                        Qismat agar Allah nay banai hay to us nay hamien bhi qismat bananay ka ikhtiyaar diya hay


                        ikhtiyaar

                        Comment


                        • Re: Words Make Sentences

                          Har cheez agar apne ikhtiyaar me hota to insaan kabhi be bus nahi hota

                          Insaan

                          Comment


                          • Re: Words Make Sentences

                            agar har cheez insaan k bas mien hoti to duniya kab ki fana ho chuki hoti issi liay Allah nay zyada ikhtiyaar apnay aur thora sa insaan k haath mien diya hay


                            Duniya

                            Comment


                            • Re: Words Make Sentences

                              Duniya Allah Talah ki milkiyat hai

                              Milkiyat

                              Comment


                              • Re: Words Make Sentences

                                meri khushiyaan meri malkiyat hien jinhien mujhay saari duniya mien baantna hay:)

                                khushiyaan

                                Comment

                                Working...
                                X