Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Words Make Sentences

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Words Make Sentences

    jeena to perta hai, bhaagna bhi to buzdili hia

    buzdili

    Comment


    • Re: Words Make Sentences

      apni galtiyaan dosaroon ky sar thoonp dyna bhe buzdili hy..

      galtiyaan.

      Comment


      • Re: Words Make Sentences

        doosroon ki ghaltion ko dekh keh hi seekh lena chahia, hamesha khud ghati ker keh hi seekhna aqalmandi nahi hai

        hamesha

        Comment


        • Re: Words Make Sentences

          hamesha khush rahiey..:)

          khush

          Comment


          • Re: Words Make Sentences

            khushi to insaan keh ander se aati hia, bahir keh to buss factors hota hian,

            bahir

            Comment


            • Re: Words Make Sentences

              ander ka mosam acha ho..to bahir ki perwa kon karay...

              mosam

              Comment


              • Re: Words Make Sentences

                yeh jaise bahir keh mausam badalte hain, wesa hi ander bhi kion nahi hota, kion ek hi mausam aa keh thehar jata hai

                Thehar

                Comment


                • Re: Words Make Sentences

                  apny ander ky mosam ky thehraoo ko change karny k liy..bohat mehnat karni parti hy..

                  mehnat

                  Comment


                  • Re: Words Make Sentences

                    mehnat se ager ander ka mausam change ho sakta to kissi keh ander bhi kahi khizaan na bass jati aa keh, ander keh mausam mehnat s enahi badalte.

                    Khizaan

                    Comment


                    • Re: Words Make Sentences

                      khizaan main bhe khush rehna seekh liya jaiy to..life asaan ho jati hy.

                      asaan

                      Comment


                      • Re: Words Make Sentences

                        Asaani dhhondne se insaan kabhi bhi uss manzil tak nahi ponhachta jiss k woh khawab dekhta hai, or khizaan main khush nahi raha tha, khizaan main uss dukh keh saath hi rehna ki aadat ho jati hia, iss ka yeh matlab nahi keh dukh kam ho gaya hai, buss adat ho jati hia uss keh sath jeena ki.

                        manzil

                        Comment


                        • Re: Words Make Sentences

                          Originally posted by musaddaq View Post
                          Asaani dhhondne se insaan kabhi bhi uss manzil tak nahi ponhachta jiss k woh khawab dekhta hai, or khizaan main khush nahi raha tha, khizaan main uss dukh keh saath hi rehna ki aadat ho jati hia, iss ka yeh matlab nahi keh dukh kam ho gaya hai, buss adat ho jati hia uss keh sath jeena ki.

                          manzil
                          bhai Sentence likhna tha .....ap-ny tou poora mazmoon hi likh dia :khi:

                          @ Topic

                          manzil buhat door hai abhi


                          door

                          Comment


                          • Re: Words Make Sentences

                            dooooooooor reh ker b log dil kai kitna kareeb hota hia ...

                            khushi

                            Comment


                            • Re: Words Make Sentences

                              jab khushioon par dukh ka saya ho jaay to andhayra phayl jata hay

                              andhyra

                              Comment


                              • Re: Words Make Sentences

                                ander andhera bahir mehromi :)

                                Comment

                                Working...
                                X