Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

main aksar yaad karta hon..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: main aksar yaad karta hon..

    main aksar sochta hoon un k bary main jinhon sy dukh mela
    sigpic

    Comment


    • Re: main aksar yaad karta hon..

      MAin aksar sochti hun k sab log mery jesy nahi hoty.................
      kuch achy b hoty hain

      Comment


      • Re: main aksar yaad karta hon..

        main aksar sochta hoon k waqat k saath her insan ke kadar mehsoos hoti hai
        sigpic

        Comment


        • Re: main aksar yaad karta hon..

          main aksar yaad krti hun k beety din achy thay ..................bs or kia kahun?

          Comment


          • Re: main aksar yaad karta hon..

            main aksar yaad krta hoon k abi b kush nehi begta hai sab thek ho sakta hai
            sigpic

            Comment


            • Re: main aksar yaad karta hon..

              Main aksar yaad krti hun k bachpan k din he achy thay na koi gham na preshani na he rok tok.............

              Comment


              • Re: main aksar yaad karta hon..

                k insan jald bazi main gulti keu kr deta hai....
                sigpic

                Comment


                • Re: main aksar yaad karta hon..

                  k wohi din achy hoty hain jb insaan sar uthaa kr jeeta hay................

                  Comment


                  • Re: main aksar yaad karta hon..

                    k insan ager sachy dil sy koi kam krta hai too wo kam kabi sir jukany ka bayes nehi benta ..... sirf soch main fariq hota hai aur kush nehi
                    sigpic

                    Comment


                    • Re: main aksar yaad karta hon..

                      Main aksar yaad krti hun k main apni soch badalny walun main say nahi thi......magar phir b ....................

                      Comment


                      • Re: main aksar yaad karta hon..

                        main aksar sochta hoon k jo log apni soch bedlny ke taqat nehi rekhty wo zaroor any waly achy waqat ko kho bethty hain
                        sigpic

                        Comment


                        • Re: main aksar yaad karta hon..

                          main aksar yaad krti hun k soch k sath sath insaan b badal jata hay.........
                          mujhy badalna passand nahi .................or main badal b gai hun

                          Comment


                          • Re: main aksar yaad karta hon..

                            main aksar sochta hoon k log apni gulat soch ke traf keu hud ko ly jatay hain jis sy un ko maslah ho sakta hai lekin pher b wohi krty hain
                            sigpic

                            Comment


                            • Re: main aksar yaad karta hon..

                              main aksar sochti hun k ..............kuch v nai

                              Comment


                              • Re: main aksar yaad karta hon..

                                meee v kujj naiiiiiii..
                                sigpic
                                Dill Nasheen ho
                                ...
                                Dill kasheen ho ...

                                Comment

                                Working...
                                X