Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Meray Mutaabiq

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Meray Mutaabiq

    Zandgi Kia Hay Gam Ka Darya Hay
    :36_3_21[1]::36_3_21[1]::36_3_21[1]:

    Comment


    • #47
      Re: Meray Mutaabiq

      Zindagee Sarasar Imtehan Hai...
      Shahsigpic

      Comment


      • #48
        Re: Meray Mutaabiq

        insaan aik band kitab ki tarah hai jab wo bolta hai to us ki achahiya aur buraiya saamne aati hai
        Attached Files

        Comment


        • #49
          Re: Meray Mutaabiq

          zindagii gar ham ne sirf apne liye ji to kia jii...dusroN ke liye jiyeN to vohii asl maqsad-e-Hayaat hai :)

          jeena to hai usii kaa jis ne yeh raaz jaanaa
          hai kaam aadmii kaa auroN ke kaam aanaa
          Last edited by SherAli; 25 September 2008, 15:06.

          Fall view from inside my car
          near my work place :)

          Comment


          • #50
            Re: Meray Mutaabiq

            jo daar gaya wo mar gaya :p
            u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

            :pr:

            Comment


            • #51
              Re: Meray Mutaabiq

              haath utaaho to Ghareeb kii Hifaazat ke liye...sar jhukaao to inkisaarii ke liye aur muNh kholo to sach kahne ke liye :)

              Fall view from inside my car
              near my work place :)

              Comment


              • #52
                Re: Meray Mutaabiq

                Kisi K Baray Main Kuchh Nahi Kaha Ja Sakta
                Shahsigpic

                Comment


                • #53
                  Re: Meray Mutaabiq

                  Marnay Walay Mar Jatay Hein Lekin Un Se Qaim Rishtay Nahi Martay
                  Agar Aisa Hota To Un K Marnay Ka Dukh Nahi Hota......
                  Shahsigpic

                  Comment


                  • #54
                    Re: Meray Mutaabiq

                    zindagi ek khubsurat kitaab hai ...magar kaam log osy pherti hai
                    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                    :pr:

                    Comment


                    • #55
                      Re: Meray Mutaabiq

                      Originally posted by *Hala* View Post
                      zindagi ek khubsurat kitaab hai ...magar kaam log osy pherti hai
                      Her Kisi K Liye Zindagi Khoobsoorat Nahi Hoti...
                      Shahsigpic

                      Comment


                      • #56
                        Re: Meray Mutaabiq

                        Originally posted by Shahdil View Post
                        Her Kisi K Liye Zindagi Khoobsoorat Nahi Hoti...
                        agar insaan dekhni ki koshish kari ..to sab ki lye hoti hai :eye:
                        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                        :pr:

                        Comment


                        • #57
                          Re: Meray Mutaabiq

                          Originally posted by *Hala* View Post
                          agar insaan dekhni ki koshish kari ..to sab ki lye hoti hai :eye:
                          Kabhi Kabhi Yeh Dekhnay Kee Fursat Bhee Zindagee Kahaa'n Deti Hai
                          Shahsigpic

                          Comment


                          • #58
                            Re: Meray Mutaabiq

                            Her kisi ko such kahnay ka huq hai aur ussay yay huq her jagah hasil hona chahyay kisi ko bura lagay ya bhala. Such ka rasta naheen rokna chahyay.
                            Subhan Allah

                            Comment


                            • #59
                              Re: Meray Mutaabiq

                              mere mutaabiq har kisi ko ek adad biwi ya ek adad shauhar milnaa chaahiye 372-haha:kr::dance2:

                              Fall view from inside my car
                              near my work place :)

                              Comment


                              • #60
                                Re: Meray Mutaabiq

                                Meray mutabiq jis ko such ka rasta pasand na aay to rasta roknay k bajaay apna rasta badal lay.
                                Subhan Allah

                                Comment

                                Working...
                                X