Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~Aik kahani..~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~Aik kahani..~

    Originally posted by <<Muqadas>> View Post
    subha ko Anchal ki ankhi kurkuryan ki kurkur say khuli
    phir wo dressing table per gai aur apnay aap ko dekh ker behoosh ho ke gir gai
    :thmbup:

    Comment


    • Re: ~Aik kahani..~

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      phir wo dressing table per gai aur apnay aap ko dekh ker behoosh ho ke gir gai
      jessay hee uski aankh khuli to saamnay munda sialkoty apna perha munh lay jk khara thay...wo ussay dekh k dehshat se phr behosh ho gaey...............
      sigpic

      Comment


      • Re: ~Aik kahani..~

        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
        jessay hee uski aankh khuli to saamnay munda sialkoty apna perha munh lay jk khara thay...wo ussay dekh k dehshat se phr behosh ho gaey...............

        Tum apni kahani ke saath haajmoola bhi diya karo ta ke hazam ho sakay 372-haha
        :thmbup:

        Comment


        • Re: ~Aik kahani..~

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Tum apni kahani ke saath haajmoola bhi diya karo ta ke hazam ho sakay 372-haha
          pher Esha ne muday ko hajmoola deya aur pher munday ko kahani hazam ho gai...372-haha
          sigpic

          Comment


          • Re: ~Aik kahani..~

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Tum apni kahani ke saath haajmoola bhi diya karo ta ke hazam ho sakay 372-haha
            u k haazmay pe hajmoola koi nahin asar karty ...:kr:
            sigpic

            Comment


            • Re: ~Aik kahani..~

              Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
              u k haazmay pe hajmoola koi nahin asar karty ...:kr:
              app ko kesy peta:mm:
              sigpic

              Comment


              • Re: ~Aik kahani..~

                Originally posted by nomi sialkoti View Post
                app ko kesy peta:mm:
                aap nay hee to dassa tha372-haha
                sigpic

                Comment


                • Re: ~Aik kahani..~

                  Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                  jessay hee uski aankh khuli to saamnay munda sialkoty apna perha munh lay jk khara thay...wo ussay dekh k dehshat se phr behosh ho gaey...............
                  aanchal ko hosh aya to us nay kaha subha subha kis ka moun deekh lia ab din kesa guzray ga 372-haha
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • Re: ~Aik kahani..~

                    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                    aap nay hee to dassa tha372-haha
                    mery jesy shreef admi pe ilzam na lagyo:embarasse
                    sigpic

                    Comment


                    • Re: ~Aik kahani..~

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      aanchal ko hosh aya to us nay kaha subha subha kis ka moun deekh lia ab din kesa guzray ga 372-haha
                      abi aanchal yeh sooch rehi thee ka us ko phone aaya ka us ke 10 lakh ke latri nekli hai..aur yeh sun k wo behoot khush hui aur pher soch k kesi achy aadmi ka mooh subha subha dekha tha esleya etni beri khushi meli....:dance:
                      sigpic

                      Comment


                      • Re: ~Aik kahani..~

                        Originally posted by nomi sialkoti View Post
                        abi aanchal yeh sooch rehi thee ka us ko phone aaya ka us ke 10 lakh ke latri nekli hai..aur yeh sun k wo behoot khush hui aur pher soch k kesi achy aadmi ka mooh subha subha dekha tha esleya etni beri khushi meli....:dance:
                        wo khushi thori dair kay leye the kaiokay wo fraud tha :lol ab aanchal ko pher mazeed ghussa aya kay usay choray gee nahi jis ka moun subha subha deekha tha 372-shed
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment


                        • Re: ~Aik kahani..~

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          wo khushi thori dair kay leye the kaiokay wo fraud tha :lol ab aanchal ko pher mazeed ghussa aya kay usay choray gee nahi jis ka moun subha subha deekha tha 372-shed
                          bechari aanchal k saath her koi mazaq kerta hai lakin beri himit wali hai aanchal us ne be kabi kesi pe gusa nehi keya ager kabi karti hai too thori dair k leya pher jab munda samne aata hai too us ka gussa thanda ho jata hai ye sooch k k us ka koi kasoor nehi hai meri kismit he harab hai372-haha
                          sigpic

                          Comment


                          • Re: ~Aik kahani..~

                            app log itni lambi lambi kahani kyun likh rahe hein....kahani agay berhane k lie perhna par raha he :(

                            Comment


                            • Re: ~Aik kahani..~

                              aor achaank aaj kahanai phr say shrooh hoti ha ..aor shehzada yaani main namoodaar hota ha ..:p haath main telwaar liyee

                              Comment


                              • Re: ~Aik kahani..~

                                Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                                aor achaank aaj kahanai phr say shrooh hoti ha ..aor shehzada yaani main namoodaar hota ha ..:p haath main telwaar liyee
                                aur gana gata he...
                                "har ghari tyar kamran he hum jaise ho halat shadman he hum....mulk o milat k nigheban he hum...pakistani fauj k jawan he hum"

                                Comment

                                Working...
                                X