Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~ Song Antaksheri~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: apnay piyaar k liye song (gaoo)boliye!!!

    @ topic

    .......................
    ...................
    ........................
    ..............:donno:

    Comment


    • Re: ur favourite song!!!??????

      :salam:

      Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
      Tum dena saath mera o humnawaaz
      Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
      Tum dena saath mera o humnawaaz

      Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
      Tum dena saath mera o humnawaaz
      Tum dena saath mera o humnawaaz

      Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath
      Tum magar andheron mein na chhodna mera haath
      Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath
      Tum magar andheron mein na chhodna mera haath

      Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
      Tum dena saath mera o humnawaaz
      Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
      Tum dena saath mera o humnawaaz

      Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein
      Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein
      Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein
      Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein

      Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
      Tum dena saath mera o humnawaaz
      Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
      Tum dena saath mera o humnawaaz

      Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin
      Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin
      Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin
      Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin

      Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
      Tum dena saath mera o humnawaaz
      Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
      Tum dena saath mera o humnawaaz
      Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
      Tum dena saath mera o humnawaaz
      Tum dena saath mera o humnawaaz

      Comment


      • Re: songs ...Antaakshiri

        ratiya kari kari ratiya
        ratiya andhiyari ratiya
        raat humari toh
        chand ki saheli hain
        kitne dino ke baad
        aayi woh akeli hain
        chuppi ki birah hain
        jhingur ka baje saath

        raat humari toh
        chand ki saheli hain
        kitne dino ke baad
        aayi woh akeli hain
        samjho ki baati bhi koi bujha de aaj
        andhere se jee bhar ke karni hain baatein aaj
        andhera rootha hain
        andhera baitha hain
        gumsum sa kone main baitha hain
        raat humari toh
        chand ki saheli hain
        kitne dino ke baad
        aayi woh akeli hain
        samjho ki baati bhi koi bujha de aaj
        andhere se jee bhar ke karni hain baatein aaj

        (andhera Pagal hain
        kitna ghanera hain
        chubhta hain, dasta hain
        phir bhi woh mera hain) - 2
        uski hi godi main
        sir rakhke sona hain
        uski hi baahon main
        chupke se rona hain
        ankhon se kajal ban
        behta andhera aaj
        raat humari toh
        chand ki saheli hain
        kitne dino ke baad
        aayi woh akeli hain
        samjho ki baati bhi koi bujha de aaj
        andhere se jee bhar ke karni hain baatein aaj
        andhera rootha hain
        andhera baitha hain
        gumsum sa, kone main baitha hain

        Comment


        • Re: songs ...Antaakshiri

          na jao sayyan chora k bayyan
          qasam tumhari mein rou parongi :kr::kr::kr::kr:

          Comment


          • Re: songs ...Antaakshiri

            Nice Songs..
            YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

            Comment


            • Re: songs ...Antaakshiri

              Originally posted by Salauddien Mengal View Post
              Nice Songs..
              :tauba :tauba :tauba :tauba
              sigpic

              Comment


              • Re: songs ...Antaakshiri

                yeh mehfil jo aaj sajii haii
                is mehfil main hai koi humsaa
                humsa hoo tu smaney ayee
                humsa hoo tu saamney ayee

                Comment


                • Re: songs ...Antaakshiri

                  yaad teri aati hy
                  mujhy tarpati hy

                  sari raina jagy nayna

                  Comment


                  • Re: songs ...Antaakshiri

                    aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri
                    de de dil jaaye na jaan yeh
                    hain kasam hain meri
                    aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri
                    tu meri jannat hain tu hi meri chahat hain
                    tu meri bechaini tu hi meri raahat hain
                    tu hi manzil meri
                    aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri

                    Comment


                    • Re: songs ...Antaakshiri

                      yaad to aa'in gay
                      bethay din aur
                      bethy lamhay
                      bhool na pain gay
                      yaad to aain gay

                      Comment


                      • Re: songs ...Antaakshiri

                        yeh adaa yeh naazyeh andaz app ka
                        dheerey dheerey pyar ka bahan ban gaya

                        Comment


                        • Re: songs ...Antaakshiri

                          Ankhain band kar ky...jo aik chehra nazar aya
                          wo tumhe hoo oo sanam..
                          jisse payaar karty he dil ko mery karar aya
                          wo tumhe hoo oo sanam

                          tum he janay jana meray payyar ka sapna
                          dil ny mery mana..dilbar tujhay apna
                          meray yaar pay...hy mujh ko bara he naaz

                          meri chahtoon pe tum na karna kabhi aitraaz

                          Comment


                          • Re: songs ...Antaakshiri

                            zindagi ek safar hai suhana
                            yahan kal kya hoo kis ney jana

                            Comment


                            • Re: songs ...Antaakshiri

                              aatay jatay joo milta hy
                              tum sa lagta hy
                              hum to pagal hoo jaingay
                              asa lagta hy
                              hoo tery payaar main
                              teray intizaar main

                              Comment


                              • Re: songs ...Antaakshiri

                                naa kajare kee dhaar, naa motiyon ke haar
                                naa koee kiyaa singaar, fir bhee kitanee sundar ho
                                man mein pyaar bharaa, aaur tan mein pyaar bharaa
                                jeewan mein pyaar bharaa, tum to mere piryawar ho

                                Comment

                                Working...
                                X