Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

    Originally posted by ummid View Post
    arre.. aap tu serios hogye.. sorry...:)
    aur humari painting... hum ne koi bhi complete nahi ki... saari hi adhori chor di.... phir kabhi us taraf rokh nahi kiya... ab Adobe mein designing karte hain woh tu shaid aap daikh hi chuke honge...:)
    nahi nahi not serious as such, or yeh painting kya univ ki walls pe kerti ho jo adhori hian,
    @topic: kaam adhore nahi kerta, puura kiya karo

    Comment


    • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

      Originally posted by musaddaq View Post
      nahi nahi not serious as such, or yeh painting kya univ ki walls pe kerti ho jo adhori hian,
      @topic: kaam adhore nahi kerta, puura kiya karo
      nahi.. uni ki wals per bhi karein thi.. per woh saare doston ne mil ker....woh complete bhi hoi:khi: .. per jo personal banayi thi woh adhori chor di... dil nahi kiya ke puri karein...:)
      "hazaro rang bikhraye the tasweerein banai thi..
      magar dil ka waqraq phir bhi hai sada kya kiya jaye.."

      @ topic : kuch kaamo ka mukamil hona aur takleef dah hota hai behter yahi hai ke unhe adhora chor diya jaye...:)

      Comment


      • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

        have to dc mussadaq bhai.. :insha: phir baat hogi...
        tab tak khush rahiye...
        Allah ki aman mein...
        Allah haafiz..:)

        Comment


        • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

          Originally posted by ummid View Post
          nahi.. uni ki wals per bhi karein thi.. per woh saare doston ne mil ker....woh complete bhi hoi:khi: .. per jo personal banayi thi woh adhori chor di... dil nahi kiya ke puri karein...:)
          "hazaro rang bikhraye the tasweerein banai thi..
          magar dil ka waqraq phir bhi hai sada kya kiya jaye.."

          @ topic : kuch kaamo ka mukamil hona aur takleef dah hota hai behter yahi hai ke unhe adhora chor diya jaye...:)
          yeah u r right, keh kuch kaamon ka mukamil hona takleefdeh hota hai,lakin yeh pata bhi ho magar phir bhi ager woh poora na hoon to ek hasrat or takleef musalsal reh jati hia,
          or jo paintings college/univ ki walls pe banai hain woh to poori hoon gi hi woh rivals or teachers ki jo ho gin:zuban: .

          @topic: tasweerain poori ker lo

          Comment


          • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

            Originally posted by musaddaq View Post
            yeah u r right, keh kuch kaamon ka mukamil hona takleefdeh hota hai,lakin yeh pata bhi ho magar phir bhi ager woh poora na hoon to ek hasrat or takleef musalsal reh jati hia,
            or jo paintings college/univ ki walls pe banai hain woh to poori hoon gi hi woh rivals or teachers ki jo ho gin:zuban: .

            @topic: tasweerain poori ker lo
            Rivals tu koi the hi nahi.. teachers bhi frndzz hi the humare.. haan apne principal ka khoob mazaq urate the hum log...:khi: woh the hi waise... college canteen mein bhi un ke khilag posters lagate hoye hum logon ko zara bhi sharam nahi aati thi...

            @ topic... hume aisi naseehatein na kijye jinhe hum follow na kare....:na:

            Comment


            • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

              Ummid khush rehiay:thmbup:
              KOI TO HO :dua

              Comment


              • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

                Originally posted by moomo View Post
                Ummid khush rehiay:thmbup:

                suba suba auth kar nashta kiya karo ......

                Comment


                • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

                  ap lunch time pe kia keroo
                  KOI TO HO :dua

                  Comment


                  • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

                    Originally posted by snobbish View Post
                    suba suba auth kar nashta kiya karo ......
                    aap aa gaye snoby bhai..:blush:

                    Comment


                    • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

                      ummid incomplete paintings poori kero

                      Comment


                      • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

                        nahi... jo chor diya.. woh chor diya.. hum palat ker nahi daikhte..:)

                        Comment


                        • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

                          Originally posted by ummid View Post
                          nahi... jo chor diya.. woh chor diya.. hum palat ker nahi daikhte..:)
                          aisa nahi kehta, waqt bohat zalim hia, bohat kuchh palat keh ekhna parta hai,:)

                          Comment


                          • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

                            Originally posted by ummid View Post
                            aap aa gaye snoby bhai..:blush:

                            jee mien aah giya

                            Comment


                            • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

                              Originally posted by musaddaq View Post
                              aisa nahi kehta, waqt bohat zalim hia, bohat kuchh palat keh ekhna parta hai,:)

                              lagta hai waqat ne tuj ko murga banya hai gantoon tak iss liye itni shakayaat hai tuj ko waqat se:khi:


                              forget yr past concentrate on yr present & experiment on yr future

                              Comment


                              • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

                                Originally posted by musaddaq View Post
                                aisa nahi kehta, waqt bohat zalim hia, bohat kuchh palat keh ekhna parta hai,:)
                                sorry bhai... jo choot gaya woh choot gaya...:)

                                Comment

                                Working...
                                X