Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

    Ummid ko naseehat

    positive baatein kia karo :fuming:
    :thmbup:

    Comment

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Ummid ko naseehat

      positive baatein kia karo :fuming:
      munde ko be positive yaar b positive :khi:

      Comment

      • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

        positive baatein...

        Comment

        • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

          ummideeeeeeeeeeeeeeeeee ...ooh ummideeeeeeeeeeeee.....bara beba putar eay .............zid na karya kar eni :khi:

            Originally posted by snobbish View Post

            Hum zid nahi karte... per jo irada ker le usey zaror pura karte hain :alhamd: .. warna be-maqsad zindagi jeene ka koi faydah hi nahi...

              Originally posted by ummid View Post

              :masha

              zindagi dosroon ke liye jeoo tu zindagi ka muqsaad nikaal hi ata hai aor jene ka b maza ata hai :)

                aap doono kitni pyaari baatein kerte hein
                :thmbup:

                Comment

                • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

                  Originally posted by snobbish View Post
                  :masha

                  zindagi dosroon ke liye jeoo tu zindagi ka muqsaad nikaal hi ata hai aor jene ka b maza ata hai :)
                  zindagi dosro ke liye us waqt jee jaati hai jub aap apni zindagi ka haq ada ker chuke ho'n..... warna rait mein gara khamba kisi kaam ka nahi hota....

                  Comment

                  • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

                    Originally posted by ummid View Post
                    zindagi dosro ke liye us waqt jee jaati hai jub aap apni zindagi ka haq ada ker chuke ho'n..... warna rait mein gara khamba kisi kaam ka nahi hota....
                    mien ye nahi manta hoon

                    zindagi ka tu haq adaa ho hi nahi sakta hai ...kiya hum Allah ki nimootaan ka silla de sakte hain ...bilkul nahi zindagi b ek nemaat hai hum ko zindagi dosroon ke liye jeena chayee aor dosroon ko b ye batana chaye ....kyun ke hum log khud ke liye tu karte hi hain lakien jo dosroon ke liye karne mien maza hai vo kisi mien ne ....

                    Comment

                    • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

                      Originally posted by snobbish View Post
                      mien ye nahi manta hoon

                      zindagi ka tu haq adaa ho hi nahi sakta hai ...kiya hum Allah ki nimootaan ka silla de sakte hain ...bilkul nahi zindagi b ek nemaat hai hum ko zindagi dosroon ke liye jeena chayee aor dosroon ko b ye batana chaye ....kyun ke hum log khud ke liye tu karte hi hain lakien jo dosroon ke liye karne mien maza hai vo kisi mien ne ....
                      apne liye jeena khud garzi nahi hoti snonb... Islam deen hai... is mein paihle khish.. phir darwesh ki baat aati hai... ager science mein aap maslow ka heracy daikhe tu us mein sub se paihle basic need aati hai.. aur end mein self actualization.... self actulaization woh maqam hai jahana insaan khud ko jaan leta hai.. aur phir yahan se dosro ki khidmat ka jazba shoro hota hai.. ab yeh aap per munhasir hota hai ke aap kitne kum waqt mein self actulization ko pohanchte hain.. hum yeh nahi kaih rahe ke dosro ke liye jeena nahi chahiye... per dosro ke liye sahara usi waqt bana jaa sakta hai jub aap khud mazboot ho... hope you get me..

                      Comment

                      • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

                        Originally posted by ummid View Post
                        apne liye jeena khud garzi nahi hoti snonb... Islam deen hai... is mein paihle khish.. phir darwesh ki baat aati hai... ager science mein aap maslow ka heracy daikhe tu us mein sub se paihle basic need aati hai.. aur end mein self actualization.... self actulaization woh maqam hai jahana insaan khud ko jaan leta hai.. aur phir yahan se dosro ki khidmat ka jazba shoro hota hai.. ab yeh aap per munhasir hota hai ke aap kitne kum waqt mein self actulization ko pohanchte hain.. hum yeh nahi kaih rahe ke dosro ke liye jeena nahi chahiye... per dosro ke liye sahara usi waqt bana jaa sakta hai jub aap khud mazboot ho... hope you get me..

                        Khud ke liye jeena khud garzi nahi par agar sirf aor sirf apne liye life guzari jae ye tu khud garzi hai na ....mien bus ye janta hoon ke aj kal log aftra tafri mien dosroon ke bare mien soochna baand kar dete hain .....aor apne liye jeete hain ...ye zindagi bhuat bari nemmat hai aor hum cha kar b iss ka haq nahi ada kar sakte hain insan khud ko kabi nahi jan sakt ahai log us ko ye moqa dete hai ke jaan sakee ...dosroon ke liye sharrha bannye ke liye mazboot hona koi maani nahi rakta kisi ke liye tu 2 piyaar bahree bhool hi kafi hote hain ...aor kisi ko ek ummid deakhna b ..........zaroori nahi ke hum mazboot hi hoon tub hi dosroon ka shara bane.....app jese soocti ho vo b ghlat nahi par jo mien keh raha hoon us mien b dum hai

                        Comment

                        • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

                          Originally posted by snobbish View Post
                          Khud ke liye jeena khud garzi nahi par agar sirf aor sirf apne liye life guzari jae ye tu khud garzi hai na ....mien bus ye janta hoon ke aj kal log aftra tafri mien dosroon ke bare mien soochna baand kar dete hain .....aor apne liye jeete hain ...ye zindagi bhuat bari nemmat hai aor hum cha kar b iss ka haq nahi ada kar sakte hain insan khud ko kabi nahi jan sakt ahai log us ko ye moqa dete hai ke jaan sakee ...dosroon ke liye sharrha bannye ke liye mazboot hona koi maani nahi rakta kisi ke liye tu 2 piyaar bahree bhool hi kafi hote hain ...aor kisi ko ek ummid deakhna b ..........zaroori nahi ke hum mazboot hi hoon tub hi dosroon ka shara bane.....app jese soocti ho vo b ghlat nahi par jo mien keh raha hoon us mien b dum hai
                          I do agree with you.. per kya yeh sahi hai ke jis ka apna gher na ho woh dosro ko chat ke sahare ka wada kare???? humare baba kaihte hain... paihle is qabil bano ke kisi ki madad ker sako.. tumhare pass 100 rupe ho tu 50 kisi ko de sakte ho.. ya 100 bhi.. lakeen ager tumhare pass 100 rupe nahi tu tum 50 tu kya 1 rupiya bhi kisi ko nahi de paoge.... tu paihle khud ko is qabil bana lo ke apni hi zameen per qadam jama ker khare ho sako.. phir logo ko sahara do..koi hurj nahi... per tum khud jum ker nahi khare aur dosre ko sahara doge tu khud bhi giroge aur usey bhi giraoge.... :)
                          Last edited by ummid; 7 April 2007, 13:56.

                          Comment

                          • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

                            Originally posted by ummid View Post
                            I do agree with you.. per kya yeh sahi hai ke jis ka apna gher na ho woh dosro ko chat ke sahare ka wada kare???? humare baba kaihte hain... paihle is qabil bano ke kisi ki madad ker sako.. tumhare pass 100 rupe ho tu 50 kisi ko de sakte ho.. ya 100 bhi.. lakeen ager tumhare pass 100 rupe nahi tu tum 50 tu kya 1 rupiya bhi kisi ko nahi de paoge.... tu paihle khud ko is qabil bana lo ke apni hi zameen per qadam jama ker khare ho sako.. phir logo ko sahara do..koi hurj nahi... per tum khud jum ker nahi khare aur dosre ko sahara doge tu khud bhi giroge aur usey bhi giraoge.... :)
                            App ke baba ne bhuat aachi baat ki app ko ......100 % theek

                            paar mera imaan hai ke iss dunyia mien koi b bhooka piyeet nahi soota hai Allah suban'otallah tu ek pathar mien band kiree ko b khookaak deta hai lakien jub khud ko iss kabil bana rae ho tu kisi dosre ko kabhi maat bhoolo ....jub app university jati ho tu bhuat se student hain balke ho sakta app ke dost b hoon jo itne strong nahi tu kiya app apne us dost ki help nahi karo gi kuch haad taak .....koi b iuss dunyia mien perfect nahi hota perfect banana parta hai bus apne app ko qabil banate bante app agar dosroo ka b kuch kiyaal rakho tu life maza kuch aor hi hai .....

                            Comment

                            • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

                              Originally posted by snobbish View Post
                              App ke baba ne bhuat aachi baat ki app ko ......100 % theek

                              paar mera imaan hai ke iss dunyia mien koi b bhooka piyeet nahi soota hai Allah suban'otallah tu ek pathar mien band kiree ko b khookaak deta hai lakien jub khud ko iss kabil bana rae ho tu kisi dosre ko kabhi maat bhoolo ....jub app university jati ho tu bhuat se student hain balke ho sakta app ke dost b hoon jo itne strong nahi tu kiya app apne us dost ki help nahi karo gi kuch haad taak .....koi b iuss dunyia mien perfect nahi hota perfect banana parta hai bus apne app ko qabil banate bante app agar dosroo ka b kuch kiyaal rakho tu life maza kuch aor hi hai .....
                              aap ne sahi kaha... per hum unhe usi subject mein madad kareinge jin mein hum khud mahir hain... for eg: statistic... hume bauaht accche se aata hai:thmbup: ... tu hum apni frnd ko isi subject mein help kareinge.. where as I am poor in Industrial psychology... tu yahan hum kisi ki kya madad kareinge... jub ke hume khud yeh mazmoon nahi aata...:tauba .. baat saari yeh hai ke aap dosro ki madad karo.. per us waqt jub aap khud is qabil ho.. franklin ne kaha tha.. ke "when you are good to others.. you are best to your sekf...." hume paihle khud ko best karna perta hai.. taa keh hum dosro ke saath best na sahi good tu ban sake...:)

                              Comment

                              • Re: apnay say oper walye banday ko Naseehat karain :p

                                app ki innihi khoobsoorat baatoon se muj ko ek baat yaad aah gai mien ke ek book mien parri thi ...

                                ek andmi tha vo hair fashion ki dukaan par giya uss ne boola ke meri daari bana do issi dooran vo apass mien baatien karne lag ge batoon baatoon mien dukhaan daar ne bola ke mien nahi manta ke Allah iss dunyia mien hain agar Allah hote iss dunyia mien tu log bhooke na marte gareeb na hote un ko har khusi milti ...admi kuch nahi bola aor chala giya rastee mien vo abi ja hi raha hota hai ke uss ko ek admi milta hai jiss ke ye bare barre baal aor gandi mandi barri barri darri .....vo admi wapis us hair fashion wale admi ke pass jata hai aor bolta hai ke mien nahi manta ke iss dunyia mien baal aor daari katne wale hain vo hair fashion wala bola mien hoon na sb jee app kesi batien kar rae ho .......admi bola agar tum ho tu vo bahir lambe lambe baloon wala aor gandi gandi daari wala kyun hai ........uss hajaam wale ne jawab diya ke vo iss liye kyun ke vo mere pass ata hi nahi hai ......admi ne iss par jawab diya ke bus yei baat hai ke vo log Allah ke pass ate hi nahi hain us se mangte hi nahi iss liye vo ese hain

                                muje ye misaal bhuat aachi lagi aor shaandaar b .......

                                Comment

                                Working...
                                X