Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

offline hone k bad kiya karoo ge???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: offline hone k bad kiya karoo ge???

    Originally posted by Masood View Post
    makari ki hansi yeh jo aap munh band ker key aur phir us per hath rakh kar ander hi ander muskraa deti ho :comfort:
    aap ney humain makaar kaha :a stick::a stick::a stick:
    "All I have learned from Life is that I know nothing."

    Comment

    • Re: offline hone k bad kiya karoo ge???

      Originally posted by Gul-e-Lala View Post

      tauba astaghfaar main ney kab kaha hai keh aap makaar ho main ney to aap ki hansi ko kaha hai - khisyani hansi ko - aur yeh tashadud na kiya karein - mujhey bhi tashdeed lagani aati hai
      Last edited by Masood; 11 February 2007, 16:23.
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • Re: offline hone k bad kiya karoo ge???

        Originally posted by Masood View Post
        tauba astaghfaar main ney kab kaha hai keh aap makaar ho main ney to aap ki hansi ko kaha hai - khisyani hansi ko - aur yeh tashadud na kiya karein - mujhey bhi tashdeed lagani aati hai
        dekhen maana k hamari urdu bhot achi nahi hai lakin es ka ye matlab nahin k aap humain mushkil lingo use karen. Tashdeed tou Aaraab mein aati hai ab es jumle mein es ka kiya matlab?
        aur khaberdar jo hamari hansi ko makaar kaha :a stick:
        "All I have learned from Life is that I know nothing."

        Comment

        • Re: offline hone k bad kiya karoo ge???

          Originally posted by Gul-e-Lala View Post
          dekhen maana k hamari urdu bhot achi nahi hai lakin es ka ye matlab nahin k aap humain mushkil lingo use karen. Tashdeed tou Aaraab mein aati hai ab es jumle mein es ka kiya matlab?
          aur khaberdar jo hamari hansi ko makaar kaha :a stick:
          to phir aap hamari shukar'guzar hoiyey keh aap ko khail khail mein urdu seekhaa rahey hain - dekhein tifl-e-maktab (aqli tor per) Lafz tashadud tashdeed sey nikla hai, tashdeed aerab hai magar tashdeed ka matlab zarb lagana bhi hai - chunkeh jis lafz per tashdeed (aerab) lagai jati hai ussey zarb lagai jati hai - to is tahra tashdeed zarb laganey ko bhi kehtey hain - aaj key liye aap key liye itna hi sabaq kafi hai :comfort: Mazeed aap sey yaad nahin hoga :p
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • Re: offline hone k bad kiya karoo ge???

            Originally posted by Masood View Post
            to phir aap hamari shukar'guzar hoiyey keh aap ko khail khail mein urdu seekhaa rahey hain - dekhein tifl-e-maktab (aqli tor per) Lafz tashadud tashdeed sey nikla hai, tashdeed aerab hai magar tashdeed ka matlab zarb lagana bhi hai - chunkeh jis lafz per tashdeed (aerab) lagai jati hai ussey zarb lagai jati hai - to is tahra tashdeed zarb laganey ko bhi kehtey hain - aaj key liye aap key liye itna hi sabaq kafi hai :comfort: Mazeed aap sey yaad nahin hoga :p
            information ka shukriya aur last sentence k liye lijiye aik tashdeed hazir hai :a stick:
            "All I have learned from Life is that I know nothing."

            Comment

            • Re: offline hone k bad kiya karoo ge???

              Originally posted by Gul-e-Lala View Post
              information ka shukriya aur last sentence k liye lijiye aik tashdeed hazir hai :a stick:
              lagi lagi lagi lagi lagta hai keh last sentence wali TASHDEED bohat pur'tashadad tor per lagi hai
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • Re: offline hone k bad kiya karoo ge???

                Originally posted by Masood View Post
                lagi lagi lagi lagi lagta hai keh last sentence wali TASHDEED bohat pur'tashadad tor per lagi hai
                :na:
                "All I have learned from Life is that I know nothing."

                Comment

                • Re: offline hone k bad kiya karoo ge???

                  Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                  :na:
                  Chalein aap ka aaj ka quota poora huwa - ab aap ko bakhsh diya :tasali:
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • Re: offline hone k bad kiya karoo ge???

                    Originally posted by Masood View Post
                    Chalein aap ka aaj ka quota poora huwa - ab aap ko bakhsh diya :tasali:
                    :shh:
                    "All I have learned from Life is that I know nothing."

                    Comment

                    • Re: offline hone k bad kiya karoo ge???

                      dinner karongi
                      sigpic

                      Comment

                      • Re: offline hone k bad kiya karoo ge???

                        Lunch karoon gi

                        Comment

                        • Re: offline hone k bad kiya karoo ge???

                          soo jaoon ga

                          Comment

                          • Re: offline hone k bad kiya karoo ge???

                            kuch pata nhii.....

                            Comment

                            • Re: offline hone k bad kiya karoo ge???

                              kaam
                              Finding truth - Finding love
                              These diamonds sparkle from lights above

                              Lorraine Venner

                              Comment

                              • Re: offline hone k bad kiya karoo ge???

                                so jaoon gi
                                Visit My Early PS Work
                                You Are Welcome To Comment

                                Comment

                                Working...
                                X