Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

online aaane se pehle aap kya kere they????

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: online aaane se pehle aap kya kere they????

    drama dekh rhi thi

    Comment

      Originally posted by miss sng View Post
      drama dekh rhi thi
      Kaun sa?
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • Re: online aaane se pehle aap kya kere they????

        ham online aney say pehley cooking shooking ker rahe thay
        "All I have learned from Life is that I know nothing."

          online aane se pehle dinner kar rahe the...
          sigpic

            Originally posted by Gul-e-Lala View Post

            Apney hathon sey? chalein Khuda khaney walon ki khair karey :p
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • Re: online aaane se pehle aap kya kere they????

              Originally posted by Wafa View Post
              online aane se pehle dinner kar rahe the...
              yeh sari larkiyaan khaney key peechey hi kyun tooti parri hain :p
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • Re: online aaane se pehle aap kya kere they????

                Originally posted by Masood View Post
                Apney hathon sey? chalein Khuda khaney walon ki khair karey :p
                ji apney hathon say. yaqeen manen humain Doosron k HATHON say cooking KERNI nahi aati :lol han aap ki dua baja hai. ham khud bhi yehi dua kerte hain k khaney waley theek he rahen khaney k baad :lol
                "All I have learned from Life is that I know nothing."

                Comment

                • Re: online aaane se pehle aap kya kere they????

                  Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                  ji apney hathon say. yaqeen manen humain Doosron k HATHON say cooking KERNI nahi aati :lol han aap ki dua baja hai. ham khud bhi yehi dua kerte hain k khaney waley theek he rahen khaney k baad :lol

                  to main ney kab kaha keh aap doosron key haath sey cooking karti hain, doosron key haath hi WELEY nahin hain :p waisey khati bhi kya apney hi hathon sey hain
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • Re: online aaane se pehle aap kya kere they????

                    mai online anay se pehlay so rhai thi...........kesi ko koi problem ha tu do roti aur kha lay:zuban:

                    Comment

                    • Re: online aaane se pehle aap kya kere they????

                      Originally posted by Masood View Post
                      to main ney kab kaha keh aap doosron key haath sey cooking karti hain, doosron key haath hi WELEY nahin hain :p waisey khati bhi kya apney hi hathon sey hain
                      nahi khatey bhi apney he hathon say hain kyun k Khatey huwey bhi Doosron k hath WELEY nahi hote na
                      "All I have learned from Life is that I know nothing."

                      Comment

                      • Re: online aaane se pehle aap kya kere they????

                        Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                        nahi khatey bhi apney he hathon say hain kyun k Khatey huwey bhi Doosron k hath WELEY nahi hote na
                        oho to yun kahein na aap apney sarey kaam apney WELEY hathon sey karney ki aadi hain .. :wk
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • Re: online aaane se pehle aap kya kere they????

                          Originally posted by Masood View Post
                          oho to yun kahein na aap apney sarey kaam apney WELEY hathon sey karney ki aadi hain .. :wk
                          ji wohi wohi es liye k humain lagta hai k ager ham ney khana khaney k liye Doosron per depend kiya tou un k hath apney monh ki taraf he jayen gey na. "andha bantey rewrryan, apnun ko he day" :eye:
                          "All I have learned from Life is that I know nothing."

                          Comment

                          • Re: online aaane se pehle aap kya kere they????

                            Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                            ji wohi wohi es liye k humain lagta hai k ager ham ney khana khaney k liye Doosron per depend kiya tou un k hath apney monh ki taraf he jayen gey na. "andha bantey rewrryan, apnun ko he day" :eye:
                            wah wah kya zarb-ul-misaal di hai :thmbup: waisey kuchh hath doosron ko detey hain khud nahin letey :)
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • Re: online aaane se pehle aap kya kere they????

                              Originally posted by Masood View Post
                              yeh sari larkiyaan khaney key peechey hi kyun tooti parri hain :p
                              larkiyo ke khane ko nazar to na lagae.......:p jitna bhi khae smart rehte hai......:eye:
                              sigpic

                              Comment

                              • Re: online aaane se pehle aap kya kere they????

                                Originally posted by Masood View Post
                                wah wah kya zarb-ul-misaal di hai :thmbup: waisey kuchh hath doosron ko detey hain khud nahin letey :)
                                thankoo :) bus ji kabhi gharoor nahi kiya :lol
                                han ye baat tou sahi hai k kuch hath detey hain lete nahi :) waise abhi jab ham bhi khaney ki table per kisi ko kuch day rahe hote hain aur kisi ko kuch esi chaker mein hamara khana wahin reh jata hai :lol

                                Working...
                                X