Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

World Capitals

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: World Capitals

    Originally posted by innocent_maheen
    is bary main mugh ko kuch nahi maloom :(
    google zindabaad :wink

    ham koon say tees maar khan hain ..ham bhi search kar kay post kartay hain :D ....lekan information to mill jati hai na jaisaye bhi millaye :eye:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #17
      Re: World Capitals

      han yah to hay ;):)

      Comment


      • #18
        Re: World Capitals

        Originally posted by Aanchal
        Mongolia......Ulaanbaatar :lol



        India?
        India ka to New Delhi hai, yeh batayen ke New Delhi se pehle India ka Capital kahan tha.
        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

        Comment


        • #19
          Re: World Capitals

          Originally posted by Spy009
          India ka to New Delhi hai, yeh batayen ke New Delhi se pehle India ka Capital kahan tha.
          it's only guess Mumbai?
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #20
            Re: World Capitals

            hmm good

            abb dubai

            Comment


            • #21
              Re: World Capitals

              koi naya mulk wajood me aya hai. kab aur kahan aur kaisay.
              jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
              yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

              Comment


              • #22
                Re: World Capitals

                Originally posted by Aanchal
                it's only guess Mumbai?
                Calcutta (Kolkata) Delhi was shifted in 1896
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment


                • #23
                  Re: World Capitals

                  Originally posted by innocent_maheen
                  hmm good

                  abb dubai

                  Dubai

                  Yeh alag country nahin hai,
                  Actually United Arab Emirates (UAE) 1971 mein 7 states ko milakar wajood mein aaya
                  1. Abu Dhabi, Dubai, Ajman, Fujairah, Ras al Khaima, Umm al Qaiwain and Sharjah. In sabhi 7 subon ko highly degree ki azadi hai, In saaton states mein alag Amir hote hain,
                  Dubai globally well known ki wajah hai international market, and Media and every thing is controlled from here.
                  Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                  Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                  Comment


                  • #24
                    Re: World Capitals

                    Next country


                    Micronesia -
                    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                    Comment


                    • #25
                      Re: World Capitals

                      Originally posted by Aanchal
                      marakish ka casablanacha hai acha ? :cc:


                      Marakesh, Morocco ka hi ek bara shahar hai



                      (waise yeh acha :cc: ka capital kya hai)
                      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                      Comment


                      • #26
                        Re: World Capitals

                        Originally posted by Spy009
                        Next country


                        Micronesia -

                        Is name ki koi country duniya key naqshey mein mojood nahin spy :)
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #27
                          Re: World Capitals

                          Originally posted by Spy009
                          ha ha ha ha ha....:D: :D: :D:

                          Morocco ka Rabat...absolutely wrong answer

                          Morocco ka capital Casabalanca

                          Aap ka jawab drust nahin hai Spy - Marrocco ka capital city Rabat hi hai.
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #28
                            Re: World Capitals

                            Originally posted by Spy009
                            Marakesh, Morocco ka hi ek bara shahar hai



                            (waise yeh acha :cc: ka capital kya hai)
                            Marrocco ko urdu mein marakish kehtey hain :)
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #29
                              Re: World Capitals

                              acha

                              app ki urdu kafi stong maloom hoto hay :D:

                              Comment


                              • #30
                                Re: World Capitals

                                Originally posted by Masood
                                Marrocco ko urdu mein marakish kehtey hain :)
                                yes urdu main isay Marakish hi kehtay hain :thmbup:
                                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                                Comment

                                Working...
                                X