Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

shair pe shair

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • shair pe shair

    Helloo Dosto............ karna yeh hy ke above member jo shyr likhy ga os ke akhre Haraf sey next member shyr likhy ga... pehly main shrow karta hun..
    zahm main tanhai main khoshbo-ey hina kis ke the
    saya dewar pe mera thaa sadaaa kiss ke thee

    next person ab chote YEH sey shyr likhy ga
    HAVE A NICE DAY

    ہمیں یہ گمان کہ چاہا ہمیں زمانے نے
    عزیر سب کو تھےمگر ضرورتوں کی طرح



  • #2
    Re: shair pe shair

    :mm:

    Comment


    • #3
      Re: shair pe shair

      Originally posted by AmeeN View Post
      Helloo Dosto............ karna yeh hy ke above member jo shyr likhy ga os ke akhre Haraf sey next member shyr likhy ga... pehly main shrow karta hun..
      zahm main tanhai main khoshbo-ey hina kis ke the
      saya dewar pe mera thaa sadaaa kiss ke thee

      next person ab chote YEH sey shyr likhy ga

      Yehan pay dafan hein chehray kai
      loag jiss ko k dil ka naam daytay hein


      NOON say

      Comment


      • #4
        Re: shair pe shair

        Nai rangi-e-Siyasat-e-Doraan to dekheiy
        Manzil unhain mili jo shareek-e-Safar na thay

        Next Ye

        Comment


        • #5
          Re: shair pe shair

          ye deewane jo do char nazar ate hain
          un main say kuch sahib e asrar nazer ate hain
          tery mehfil ka bharam rkhty hain so jaty hain
          werna ye loag to baidar nazer ate hain

          next non
          HAVE A NICE DAY

          ہمیں یہ گمان کہ چاہا ہمیں زمانے نے
          عزیر سب کو تھےمگر ضرورتوں کی طرح


          Comment


          • #6
            Re: shair pe shair

            na ghubar main na ghulab main mujhe dekhna
            shaid abi hai rakh main koi sharr bi

            next ye
            Last edited by AmeeN; 19 November 2006, 15:23.
            HAVE A NICE DAY

            ہمیں یہ گمان کہ چاہا ہمیں زمانے نے
            عزیر سب کو تھےمگر ضرورتوں کی طرح


            Comment


            • #7
              Re: shair pe shair

              Tere Dil Mein Mere Sansoon Ko Panah Mil Jaye
              Tere Ishq Mein Mere Jaan Fanaa Ho Jaye

              I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


              Comment


              • #8
                Re: shair pe shair

                Ameena ji good game but muje shari nahin aatii hai!
                Pagal may howah teray piyar main

                Comment


                • #9
                  Re: shair pe shair

                  Kuch Hotha Tho Acha Hotha Magar Har Kam Bora Hotha...
                  YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                  Comment


                  • #10
                    Re: shair pe shair

                    گر آپ برے ہیں تو یہ آپ کے حق میں برا ہے۔ اگر آپ اچھے ہیں تو یہ آپ کے حق میں اچھا ہے۔ لیکن اگر آپ بہت اچھے ہیں تو یہ آپکے حق میں بہت برا ہے۔

                    I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                    Comment


                    • #11
                      Re: shair pe shair

                      ye khuwab os ke hain sare,khial os ka hai
                      main jis main kaid hon ab tak wo jaal os ka hai
                      HAVE A NICE DAY

                      ہمیں یہ گمان کہ چاہا ہمیں زمانے نے
                      عزیر سب کو تھےمگر ضرورتوں کی طرح


                      Comment


                      • #12
                        Re: shair pe shair

                        Nahin tera Nasheman Banaras ki chatanon per,
                        tu Mahajir hai, Qabza kar pathano ki dukano per :hehe:
                        Last edited by Mr.Khan; 28 June 2009, 19:46.

                        Comment


                        • #13
                          Re: shair pe shair

                          rayza rayza tut chuka hu ander se
                          ghar se bahir gardan taan ke chalta hu

                          Comment


                          • #14
                            Re: shair pe shair

                            Tanhayon mein jeeny ki adat c ho gai hai
                            masroof hein woh log, ko kabhi yaad kia karty thy

                            Comment


                            • #15
                              Re: shair pe shair

                              Yeh ammi je kaha hain k aa k roti pakyin

                              daal banyin aur hum ko khilayin :lol
                              I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                              Comment

                              Working...
                              X