Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*aap kya soch rahay hain*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~*aap kya soch rahay hain*~

    Main soch raha hoon keh yeh bohat achhi soch hai Sobia aur dua karna :)
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: ~*aap kya soch rahay hain*~

      Koi khas dua?

      Comment


      • Re: ~*aap kya soch rahay hain*~

        main soch raha hoon dulhan wohi jo piyar man bhaey
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~*aap kya soch rahay hain*~

          main kuch nahin soch raha

          Comment


          • Re: ~*aap kya soch rahay hain*~

            soch raha hoon k main tou bahoot dinon baad wapsi aaya hoo
            Pal Pal taraste hain is pal k liye
            ye pal bhi aaya to ik pal k liye
            socha tha isay zindagi ka ik haseen pal banainge
            per ye pal ruka bhi to ik pal k liye

            Comment


            • Re: ~*aap kya soch rahay hain*~

              Soch raha hoon keh aaj bohat zabardast mausam tha, bilkul shail-e-samundar per jaaney wala
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~*aap kya soch rahay hain*~

                Originally posted by Masood View Post
                Main soch raha hoon keh Kaash main aik gumnaam insaan hota

                souch rhi ho kah uncle u gumnaam tu ho saktay ho per insaan nahi

                Comment


                • Re: ~*aap kya soch rahay hain*~

                  Originally posted by Fari View Post
                  souch rhi ho kah uncle u gumnaam tu ho saktay ho per insaan nahi
                  soch raha hoon keh main to gumnaam bhi ho sakta hoon aur insaan bhi magar fari key to paas sey bhi insaniyat nahin guzri :p
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~*aap kya soch rahay hain*~

                    Originally posted by Fari View Post
                    souch rhi ho kah uncle u gumnaam tu ho saktay ho per insaan nahi
                    Soch rahay hain k fari kitni achhi batein kartee haina
                    sigpic

                    Comment


                    • Re: ~*aap kya soch rahay hain*~

                      Originally posted by Masood View Post
                      soch raha hoon keh main to gumnaam bhi ho sakta hoon aur insaan bhi magar fari key to paas sey bhi insaniyat nahin guzri :p
                      insaniyat guzrna alag baat ha aur hona alag baat me kay andar insaniyat ha u ka kiya hoga kaliya u tu insaan hi nahih o

                      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                      Soch rahay hain k fari kitni achhi batein kartee haina


                      Comment


                      • Re: ~*aap kya soch rahay hain*~

                        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                        Soch rahay hain k fari kitni achhi batein kartee haina
                        soch raha hoon keh Fari ki gawahi dey bhi rahi hai to kaun? Aik Phant-type ki churrail :p
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~*aap kya soch rahay hain*~

                          Originally posted by Fari View Post
                          insaniyat guzrna alag baat ha aur hona alag baat me kay andar insaniyat ha u ka kiya hoga kaliya u tu insaan hi nahih o




                          Jo shay tumharey ander nahin tum uska parchaar kyun karti ho sab sey pehley apney aap ko sheeshey mein to dekho per tumhein to dekh ker bhi sharmooo nahin aati keh tum kya ho :p
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: ~*aap kya soch rahay hain*~

                            Originally posted by Masood View Post
                            soch raha hoon keh Fari ki gawahi dey bhi rahi hai to kaun? Aik Phant-type ki churrail :p
                            Soch rahay hain k sarr k banday k munh se aissay hee jumlay niklatay hain
                            sigpic

                            Comment


                            • Re: ~*aap kya soch rahay hain*~

                              Originally posted by Masood View Post
                              Jo shay tumharey ander nahin tum uska parchaar kyun karti ho sab sey pehley apney aap ko sheeshey mein to dekho per tumhein to dekh ker bhi sharmooo nahin aati keh tum kya ho :p

                              mai roz shesha dekhti ho ap nay shaid aj tak nahi dekha sharam kay mary kah kahin sharam se cholo bhar pani ma doob na jay:kr::kr:

                              Comment


                              • Re: ~*aap kya soch rahay hain*~

                                Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                                Soch rahay hain k sarr k banday k munh se aissay hee jumlay niklatay hain
                                soch rahey hain keh hamein koi doctor hire karna chahiyey Eshaa ji sey communication karney key liyey :D:
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X