Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sawal Ka Jawab Jawab Ka Sawal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Sawal Ka Jawab Jawab Ka Sawal

    Aslam O Alekum:rose

    Dosto Kia Hall Hain aap k :rose :rose

    Aaj Ham Aik New Game Start Kar rahain hain:shh: :shh:

    Game Kuch iss Tarah Se Hai Hai iss Main Swal Kia jaye ga

    Aur Jawab Diya Jaye ga :lpop: agar aap ki bari jawab per aaye gi too aap

    ne Sawal kerna hai aur agar aap ki bari sawal per aye gi to aap ne jawab

    dena hai
    Har-Fun-Moula

  • #2
    Re: Sawal Ka Jawab Jawab Ka Sawal

    Sawal

    main ne game kion start ki hai ???
    Har-Fun-Moula

    Comment


    • #3
      Re: Sawal Ka Jawab Jawab Ka Sawal

      Iss k ilaawa aap kia kartay hou???

      Comment


      • #4
        Re: Sawal Ka Jawab Jawab Ka Sawal

        Pharta hoooooooooon janab
        Har-Fun-Moula

        Comment


        • #5
          Re: Sawal Ka Jawab Jawab Ka Sawal

          Aap Pegham per kese register hoe .....kis ne refer kya ??
          Allah

          Comment


          • #6
            Re: Sawal Ka Jawab Jawab Ka Sawal

            Originally posted by Yaaram
            Aap Pegham per kese register hoe .....kis ne refer kya ??
            Aslam O Alekum

            Mujhe kissi ne refer nahin kia

            main aik martba net cafe gaya tha

            wahan history main pegham.net bhi thi

            main ne check ki achi lagi so i join

            aap ko batata callooon k meain register 3 mah pehlay hoa tah

            lekin kaaaaaaam aab main ne soooooooro kia hai

            aap kuch apny baray main batoooooo na?????
            Har-Fun-Moula

            Comment


            • #7
              Re: Sawal Ka Jawab Jawab Ka Sawal

              main apny bary main bata pasand naheen karta
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment


              • #8
                Re: Sawal Ka Jawab Jawab Ka Sawal

                kion ??
                Har-Fun-Moula

                Comment


                • #9
                  Re: Sawal Ka Jawab Jawab Ka Sawal

                  un ki marzi :)

                  Comment


                  • #10
                    Re: Sawal Ka Jawab Jawab Ka Sawal

                    kin ki merzi?

                    Comment


                    • #11
                      Re: Sawal Ka Jawab Jawab Ka Sawal

                      :ghug:
                      Originally posted by Hamsafar View Post
                      Aslam O Alekum

                      Mujhe kissi ne refer nahin kia

                      main aik martba net cafe gaya tha

                      wahan history main pegham.net bhi thi

                      main ne check ki achi lagi so i join

                      aap ko batata callooon k meain register 3 mah pehlay hoa tah

                      lekin kaaaaaaam aab main ne soooooooro kia hai

                      aap kuch apny baray main batoooooo na?????

                      Comment


                      • #12
                        Re: Sawal Ka Jawab Jawab Ka Sawal

                        :rose app ko pata ho ga.

                        Comment


                        • #13
                          Re: Sawal Ka Jawab Jawab Ka Sawal

                          Aslam-o-alekum

                          Comment


                          • #14
                            Re: Sawal Ka Jawab Jawab Ka Sawal

                            Dost Kia App Bat Karna Pasend Karyn Gay?

                            Comment


                            • #15
                              Re: Sawal Ka Jawab Jawab Ka Sawal

                              Main Na Abbi Pagham.com Join Kiya Ha.

                              Comment

                              Working...
                              X