Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Aisey Ko Taisa~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

    AOA,


    Yaqeenan main:)


    Din main tare kahse nazar ate hain?


    Sohail Abbasi.
    Apna haq ada karo.

    Comment


    • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

      Originally posted by khan
      AOA,


      Yaqeenan main:)


      Din main tare kahse nazar ate hain?


      Sohail Abbasi.
      sir per hathora perhney sey khud ba khud nazar aa jatey hien ..kabhi try ker key deyhien :hathora

      agar waqai kabhi sir per hathora perh jaye to??
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

        AOA,


        Kahyi martaba itafaq hua ab koi fark nain parrta:tang:



        Hum kia sochte hain:tang:


        Sohail Abbasi.
        Apna haq ada karo.

        Comment


        • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

          yahi key aap ki zabaan itni lambi kaisey ho gai

          hum kabhi "damagh" sey aur kabhi <"dil" sey kyon sochtey hein
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

            AOA,


            Dmagh main bohsa ho to dil se kaam lo dil pathar ho to damagh se:eek:


            Dil acha k damagh?


            Sohail Abbasi.
            Apna haq ada karo.

            Comment


            • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

              Dimagh
              Aaap ache yaa aap ke amal
              Allah

              Comment


              • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                AOA,


                Amal se zindagi bati hai janat b jahaum b:)


                Ye zindagi banti hai k banayi jati hai?


                Sohail Abbasi.
                Apna haq ada karo.

                Comment


                • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                  Banayi jati hai
                  Kya aap kamyab zindgee guzar rahe hian
                  Allah

                  Comment


                  • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                    Banayi jati hai....aap per depend kerta hai aap achey amal se aci zindagi banatey ho yaan bure amal se zindagi kharab kertey ho :)


                    Ager zindagi jeena aur khatam kerna huamrey ikhtiyar mei hota to kya hota ???
                    sigpic

                    Comment


                    • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                      To yeh insaan kabhi nahi marta..................hamesha zinda rehne ki khuwaish karta
                      Aar phool khushboo na dete sirf khoobsurat hote to
                      Allah

                      Comment


                      • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                        AOA,


                        Baat ahse hai jahse insaan hi dil main dard na ho:)


                        Zindagi guzarne k sonhairi asool kia hain?


                        Sohail Abbasi.
                        Apna haq ada karo.

                        Comment


                        • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                          Originally posted by khan
                          AOA,


                          Baat ahse hai jahse insaan hi dil main dard na ho:)


                          Zindagi guzarne k sonhairi asool kia hain?


                          Sohail Abbasi.
                          Zindagi guzarne ke sunhare usool hai "Paisa",

                          Paisa kamane ka tariqa kya hona chhiye.
                          Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                          Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                          Comment


                          • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                            AOA,


                            Agar sach bataya to sab naraz hoon ge


                            Sach karrwa kion hota hai.



                            Sohail Abbasi.
                            Apna haq ada karo.

                            Comment


                            • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                              Kyonke jhooti taarefen sab ko pasand hai.

                              Jhooti taareef logon ko kyon pasand hai
                              Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                              Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                              Comment


                              • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                                AOA,



                                Kion k un ko joth passand hota hai issi liye wo jothi shan aur jothi ana ko passand karte hain aur khud farebi ka shakar hote hain.


                                Ahse loog ahsa kion karte hain faqat aone aao ko acha kahalwane k liye?



                                Sohail Abbasi.
                                Apna haq ada karo.

                                Comment

                                Working...
                                X