Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Aisey Ko Taisa~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

    Originally posted by zahid
    lollywood ja kar pata karayen

    Rules perh ker reply kijiyeh :hathora
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

      Originally posted by khan
      AOA,


      To kia aap bollywood main hote hain:lol


      Pass hone k liye kin chezoon ki zaroorat hoti hai.



      Sohail Abbasi.

      Pass honey k liyeh Mehnat aur zahanat ki zaroorat hoti hai.

      Yeh chizain lerko k pass nahi hoti, wo humesha pass honey k liyeh naqal kiu kertey hain ???

      sigpic

      Comment


      • #18
        Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

        Originally posted by Saima Shaheen
        Her wo insaan ker sakta hai filmo mei kaam jo acting.

        Magar pagal filmo mei kaam kaisey ker saktey hain???

        AOA,

        Jaise sulman khan nain kia tere naam main:)


        Ab ye batain k insaan kamyaab kahse ho sakta hai.


        Sohail Abbasi.
        Apna haq ada karo.

        Comment


        • #19
          Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

          Originally posted by Saima Shaheen
          Rules perh ker reply kijiyeh :hathora
          agar parhna ata to rerhi kyun lagata
          jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
          yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

          Comment


          • #20
            Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

            Originally posted by khan
            AOA,

            Jaise sulman khan nain kia tere naam main:)


            Ab ye batain k insaan kamyaab kahse ho sakta hai.


            Sohail Abbasi.

            Insaan ki kamyabi k sirf ek hi raaz hai , sach bolna. Aur wahi insaan sach bolta ai jo khuda se darta hai aur wo Zindagi ke her morh per kamyab rehta hai.


            Insaan jhoot bolney aur dhoka dene ki aadat chor kiu nahi deta ??
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

              Originally posted by Saima Shaheen
              Insaan ki kamyabi k sirf ek hi raaz hai , sach bolna. Aur wahi insaan sach bolta ai jo khuda se darta hai aur wo Zindagi ke her morh per kamyab rehta hai.


              Insaan jhoot bolney aur dhoka dene ki aadat chor kiu nahi deta ??
              shaitaan jo khula phir raha hai
              jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
              yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

              Comment


              • #22
                Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                Originally posted by zahid
                agar parhna ata to rerhi kyun lagata
                Perhna nahi aata to reply kaisey ker rahey ho
                sigpic

                Comment


                • #23
                  Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                  Originally posted by zahid
                  shaitaan jo khula phir raha hai
                  Aap ko kis ne khula chor diya :lol :lol
                  sigpic

                  Comment


                  • #24
                    Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                    AOA,


                    Imaandar ho to bokha mare sach bole to biwi mar dai:lol


                    Shohrat hasil kahse karte hain.


                    Sohail Abbasi.
                    Apna haq ada karo.

                    Comment


                    • #25
                      Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                      Originally posted by Saima Shaheen
                      Perhna nahi aata to reply kaisey ker rahey ho
                      kisi customer ko pakar leta hoon aur us se parhwata hoon
                      jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
                      yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

                      Comment


                      • #26
                        Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                        Originally posted by khan
                        AOA,


                        Imaandar ho to bokha mare sach bole to biwi mar dai:lol


                        Shohrat hasil kahse karte hain.


                        Sohail Abbasi.

                        Shohrat hasil kerna mushkil nahi, meri mama kehti hain, insaan ko shohrat na hi miley to acha hai, kiu k jab ousey shohrat milti hai to ousey sanbhalna mushkil ho jata hai. Kiu ke ek hi qadam per barbadi ous ka intezer ker rahi hoti hai.

                        Kya yeh sach hai ??
                        sigpic

                        Comment


                        • #27
                          Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                          Originally posted by zahid
                          kisi customer ko pakar leta hoon aur us se parhwata hoon
                          To rules bhi customer se kiu nahi perhwa letey
                          sigpic

                          Comment


                          • #28
                            Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                            AOA,


                            Bohat piyari baat ki hai unhoon main unhoon nain parde k uss taraf ki baat ki hai jo hamain nazar nain ata hamri nigah sirf iss janab hoti hai jahan hamain sab khoobsorat dikhayi daita hai rangeni b hai lakin iss rangeni main jo udasi hai wo sab ko na mahsoos hoti hai na nazar ati hai .


                            kia main nain theek kaha?


                            Sohail Abbasi.
                            Apna haq ada karo.

                            Comment


                            • #29
                              Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                              Originally posted by Saima Shaheen
                              Aap ko kis ne khula chor diya :lol :lol
                              aap jo hain khala jee
                              jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
                              yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

                              Comment


                              • #30
                                Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                                Originally posted by Saima Shaheen
                                To rules bhi customer se kiu nahi perhwa letey
                                ab ziyada phelnay ki koshish karoonga to mere customers bhaag jaayenge
                                jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
                                yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

                                Comment

                                Working...
                                X