Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Aisey Ko Taisa~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

    Originally posted by musaddaq View Post
    :comfort: chal koi nai, her jagah se bisti kerwata hai yahan se bhi sahi:lpop:

    ager teri izat hoti to???
    Sub se pehlay apnay concept sahi ker :slap:

    us ke baad apnay sawaal sahi ker :slap:

    aur us ke baad ba-adab ba-mulahiza (ziada hoosheyaar nahi banana :na:) ho ke baat ker :lpop:
    :thmbup:

    Comment


    • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Sub se pehlay apnay concept sahi ker :slap:

      us ke baad apnay sawaal sahi ker :slap:

      aur us ke baad ba-adab ba-mulahiza (ziada hoosheyaar nahi banana :na:) ho ke baat ker :lpop:
      oh oh shorrryyyyy shorryyyyy:lpop:
      chal ab mian ba-adab ho keh baat kerta hon:slap:
      chal bata keh ager teri izat hoti to:slap:? or itne pyar se:slap: poch raha hoon i think ab tujhe jawab dena mian koi aiteraaz nahi ho ga

      Comment


      • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

        Originally posted by musaddaq View Post
        oh oh shorrryyyyy shorryyyyy:lpop:
        chal ab mian ba-adab ho keh baat kerta hon:slap:
        chal bata keh ager teri izat hoti to:slap:? or itne pyar se:slap: poch raha hoon i think ab tujhe jawab dena mian koi aiteraaz nahi ho ga
        Aik universal fact mein tu ager kyoon laga raha he, teri to grammer bhi sahi nahi he :donno:
        :thmbup:

        Comment


        • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Tum dono ki itni jurat :donno: yaani mere samajnay na samajnay se aap ko koi faraq nahi perta, yaani itni be-baaki :donno: kia tum dono waqee mujay nahi jaantay ho :donno: meri dehshaton ka, meri wehshaton ka kia waqee tum dono ko andaaza nahi

          Tum dono ka ilm bohat kamzoor he :lpop:



          Ager aap do alag alag bhi ho jao, lekin mein tum dono ko aik he aankh se dekhon ga :donno:
          Hamarey MUASHARTI ALOOM mein tumhara kahin kahin ziker nahin milta :lpop: lehaza tum kaun?:tomato:
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

            Originally posted by Masood View Post
            Hamarey MUASHARTI ALOOM mein tumhara kahin kahin ziker nahin milta :lpop: lehaza tum kaun?:tomato:
            New edition Muasharti Aloom mai un zikar ha ............abb ap apnay mughlo kay zamanay kay muasharti aloom na parhay na:tomato::tomato::tomato::tomato:us ma tu sirf ap ka hi zikar ho ga ........chokidar kay naam se:kr: kr:


            agar ap itnay motanki na hotay tu:kr:
            Last edited by fari; 31 August 2007, 10:38.

            Comment


            • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

              Originally posted by *Fari* View Post
              New edition Muasharti Aloom mai un zikar ha ............abb ap apnay mughlo kay zamanay kay muasharti aloom na parhay na:tomato::tomato::tomato::tomato:us ma tu sirf ap ka hi zikar ho ga ........chokidar kay aam se:kr: kr:


              agar ap itnay motanki na hotay tu:kr:
              :tauba - yeh tum pata nahin kya khati ho Fari jo kawwon ki tarha dimagh chalati ho - merey muasharti aloom key us waqt key edition mein siraf aik naam milta hai - Eshaa Bishaa Bhoolbhalakkar :kr:

              Aur aamir ka ziker kuchh yun likha huwa hai new edition mein:

              Yeh woh cho'paaey hain jo eentein uthaney key kaam aatey hain :kr: :kr: :kr:

              aur Fari ka ziker yun mazkoor hai:

              Yeh woh aafat-e-nagahani hai jo kisi waqt bhi tapak parti hai aur sara dimagh chat jati hai, apney wajood sey 100 gunah ziyada khoon choosti hai aur ba'haroof-e-aam issey JUU kehtey hain :kr: :kr:
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                Originally posted by Masood View Post
                :tauba - yeh tum pata nahin kya khati ho Fari jo kawwon ki tarha dimagh chalati ho - merey muasharti aloom key us waqt key edition mein siraf aik naam milta hai - Eshaa Bishaa Bhoolbhalakkar :kr:

                Aur aamir ka ziker kuchh yun likha huwa hai new edition mein:

                Yeh woh cho'paaey hain jo eentein uthaney key kaam aatey hain :kr: :kr: :kr:

                aur Fari ka ziker yun mazkoor hai:

                Yeh woh aafat-e-nagahani hai jo kisi waqt bhi tapak parti hai aur sara dimagh chat jati hai, apney wajood sey 100 gunah ziyada khoon choosti hai aur ba'haroof-e-aam issey JUU kehtey hain :kr: :kr:

                :tomato::tomato:jhoot na bolo uncle ya sab ap kay hi teen roop hian:hathoraAp kay zamnay ma ap hi das das roop dhal kar khabi entain uthatay thay khabi khoon chostay thay :tomato::tomato::tomato::tomato::tomato:
                AP ki mushart aloom Zoo mai liokhi gai ha!!!aur sirf ap per hi likhi gai ha...........is ka naam tha "Masood Uncle kah 100 roop" Juu se lay kar Dainasour tak.........har roop ma dekhiya Uncle Masood:khi::kr::kr::kr::kr:


                Rahi baat meri Esha de aur Aamir ki Maushart Alom ki tu woh Insaano se taluk rakhti ha ap se nai:na:

                Comment


                • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                  Originally posted by Masood View Post
                  Hamarey MUASHARTI ALOOM mein tumhara kahin kahin ziker nahin milta :lpop: lehaza tum kaun?:tomato:
                  Phir to tum jis moaashray mein rehtay ho wo moaashra he kharaab he :tomato:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                    Originally posted by Masood View Post
                    :tauba - yeh tum pata nahin kya khati ho Fari jo kawwon ki tarha dimagh chalati ho - merey muasharti aloom key us waqt key edition mein siraf aik naam milta hai - Eshaa Bishaa Bhoolbhalakkar :kr:

                    Aur aamir ka ziker kuchh yun likha huwa hai new edition mein:

                    Yeh woh cho'paaey hain jo eentein uthaney key kaam aatey hain :kr: :kr: :kr:

                    aur Fari ka ziker yun mazkoor hai:

                    Yeh woh aafat-e-nagahani hai jo kisi waqt bhi tapak parti hai aur sara dimagh chat jati hai, apney wajood sey 100 gunah ziyada khoon choosti hai aur ba'haroof-e-aam issey JUU kehtey hain :kr: :kr:


                    Fari Pari yeh hum dono ki bisti kerne ki nakaam kooshish ker raha he yeh jaantay huay bhi ke hum dono ki bisti ho he nahi sakti :donno:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Phir to tum jis moaashray mein rehtay ho wo moaashra he kharaab he :tomato:
                      or jahan tu rehta hai woh acha hota tha tera aane se pehle

                      Comment


                      • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post


                        Fari Pari yeh hum dono ki bisti kerne ki nakaam kooshish ker raha he yeh jaantay huay bhi ke hum dono ki bisti ho he nahi sakti :donno:
                        yeh pata hai humain, keh tumhari or fari ki bisti nahi ho sakti:slap:

                        bisti un ki hoti hia jin ki izzat ho, :khi: or woh to pehle hi tumhare paas napaid hia :comfort:

                        Comment


                        • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Kia aik doosray ke Shayaan-e-Shaan guftagu ho rahi he :khi:

                          tum dono ko dinner kerna chahiye, pata he kahan

                          Police station mein :kr:

                          Hamaray Taqadus ko Pa'mal mat karo Larkay :p
                          Zindagi Thak Gaye ..!!

                          Comment


                          • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            or jahan tu rehta hai woh acha hota tha tera aane se pehle
                            Lekin tera moaashra to tere janay ke baad bhi ub sahi nahi ho ga
                            :thmbup:

                            Comment


                            • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                              Originally posted by musaddaq View Post
                              yeh pata hai humain, keh tumhari or fari ki bisti nahi ho sakti:slap:

                              bisti un ki hoti hia jin ki izzat ho, :khi: or woh to pehle hi tumhare paas napaid hia :comfort:
                              Tumharay paas bhi jo baaki-maanda izat bachi he na

                              Utaar doon ga :na:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                                Originally posted by La'hasil View Post
                                Hamaray Taqadus ko Pa'mal mat karo Larkay :p
                                Aye Badshah na'slamat, O mera matlab he Malka-e-Kaaliya i mean Aalia aap muj musalsal shareef aur lagataar masoom insaan per ilzaamaat ki boochaar ker rahi hein hein mein is ke taab na laatay huay aap ke takadus ko phir waqee pamaal bhi ker sakta hoon
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X