Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Aisey Ko Taisa~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

    Siraf pakistan jab india ko maar raha ho :D :D

    Q: yeh satta-bazi kya hoti hai?
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

      satta-bazi heyra pheyri ko kehtey hein

      chori aur heyra pheyri mey kya farq hai?
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

        asal mafhoom meinto choori chhoti moti loot maar hoti hai, jabkeh haira pheri saman khareed lana aur phir ussey wapis kar aaney ko kehtey hain. Lekin aik burrey sense mein :)

        Q: Zaalim bura ya mazloom?
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

          Mazloom kyoon key wo apney aap ko itna kamzor rakhey hi kyoon key doosrey us per zulm kerney lagein ...

          log kamzor kyoon hotey hein?
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

            Originally posted by barg.e.gul
            Mazloom kyoon key wo apney aap ko itna kamzor rakhey hi kyoon key doosrey us per zulm kerney lagein ...
            Correct answer :) Jeeti raho khush raho :)



            Originally posted by barg.e.gul
            log kamzor kyoon hotey hein?
            Yeh mujh sey pooch rahi hain

            Q: Jo ho hi kamzor woh kya karey?
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

              woh khana khaye taake takatwar ban jaye.......:)
              Q jo hi takarwar wo kya karei
              Allah

              Comment


              • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                wo apni takat ka ghalat istmal na kare :na:

                Q.pal me tola pal me masha jese log ese kiun hote hen? :cc:

                Comment


                • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                  Allah behtar janta hai
                  Q Yeh khushi mutiqal keu nai hoti ?
                  Allah

                  Comment


                  • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                    ta ke khushi ki qadar ho.

                    Qkia bari bari khushyon ke intzaar me choti choti khushiyon ki qurbaan kar dena chaey?

                    Comment


                    • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                      jee han kar dena chahye keunke bari khushyan to bari hoti hain na
                      Q keu na hum choti choti khushyon ko aham samjhein
                      Allah

                      Comment


                      • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                        haan ham samjhte hen par jo nahi samjhte un ko kese samjhaen? :cc:

                        Q.kuch log to muskurane me bhi kanjoos hote hen,kiun?

                        Comment


                        • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                          wo derty hain na kahi unki muskurahat ko nazar na lag ja'ay :D:

                          Q)zada hansny waloo ko pagal kio kehty hain ??

                          Comment


                          • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                            keunke wo bohat hanste hain.............
                            Q jo jitna hansta hai wo utna rota hai yeh baat kahan tak theek hai
                            Allah

                            Comment


                            • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                              suna to aisa he hai ky aisa he hota ha ..

                              Q)so jany sy gussa khatam ho jaata ha kiya?

                              Comment


                              • Re: ~*~Aisey Ko Taisa~*~

                                soney ka to pata nahi magar ghussey mey seedha leytney kam ho jata hai :thmbup:


                                agar insaan ko kabhi ghussa aye hi na to wo kaisa hota ho ga?
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X