Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Muhawron Ki Zuban Mein

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Muhawron Ki Zuban Mein

    udhaar deejiay dushman keejiay

    Comment


    • Re: Muhawron Ki Zuban Mein

      baharo phool barsao
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: Muhawron Ki Zuban Mein

        aap aay bahaar aai

        Comment


        • Re: Muhawron Ki Zuban Mein

          ab aaya ooont pahaar k neechay

          Comment


          • Re: Muhawron Ki Zuban Mein

            khooda pahar, nikla chooha

            Comment


            • Re: Muhawron Ki Zuban Mein

              Gussa naak par hona

              Comment


              • Re: Muhawron Ki Zuban Mein

                subha ka bhoola agar shaam ko waapis ajaye tou usse bhoola nahi kehtey
                :rose Refreshing_breeze :rose

                Comment


                • Re: Muhawron Ki Zuban Mein

                  Allah Ganje ko naakhun(nails) na de

                  Comment


                  • Re: Muhawron Ki Zuban Mein

                    apney apney aur ghair ghair hote hai
                    :rose Refreshing_breeze :rose

                    Comment


                    • Re: Muhawron Ki Zuban Mein

                      apna maare ga bhi to chhaon(shadow) main hi phainke ga

                      Comment


                      • Re: Muhawron Ki Zuban Mein

                        andhe ki bivi kis ke liye kare singhaar
                        :rose Refreshing_breeze :rose

                        Comment


                        • Re: Muhawron Ki Zuban Mein

                          sawan keh andhe ko hara hara hi dikhta hia

                          Comment


                          • Re: Muhawron Ki Zuban Mein

                            doodh ka jala chhaachh bhi phoonk phoonk k peeta hay

                            Comment


                            • Re: Muhawron Ki Zuban Mein

                              ek gandi machhli saare talaab ko ganda ker deti hai

                              Comment


                              • Re: Muhawron Ki Zuban Mein

                                oonchi dukaan pheeeka pakwaan

                                Comment

                                Working...
                                X