Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*Sahi* / *Ghalat*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: *Sahi* / *Ghalat*

    hain English may batina mughay to kuch samagh hi nahi ai uncle jeee
    http://www.genericviagra2015shop.com/

    Comment


    • #17
      Re: *Sahi* / *Ghalat*

      Originally posted by Ambreen
      itna bhi ghala nahin hai jumla
      bahar hal correct kiye deti hoon

      mujhey to samajh mein hi nahin ata ....mujhey tu samajh mein hi nahin araha
      aap ka jawab durust hai :clap: bravo
      Mujhey to samjh hi nahi aata

      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #18
        Re: *Sahi* / *Ghalat*

        Originally posted by handsome
        hain English may batina mughay to kuch samagh hi nahi ai uncle jeee
        ye raha jumla roman urdu mey aur ye aap hi ney theek kerna hai chahey kitney hi din kyoon na lag jayein :razz

        Isaaq Newton ney Kashish Saqal Ijaad ki

        kashish saqal = gravity
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #19
          Re: *Sahi* / *Ghalat*

          mera khayal hai aizak lafz main koi ghalati hai :cc:
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #20
            Re: *Sahi* / *Ghalat*

            Originally posted by Aanchal
            mera khayal hai aizak lafz main koi ghalati hai :cc:
            Jawab ghalat howa ... :tomato:, dar'asl main nay likha hai kay on sahab nay kashish-e-saqal "ejaad" ki, jo kay ghalat hai, kashish-e-saqal pehlay say mojod thee :lol, on hazrat nay woh "dariyaft" ki thee
            That's Enough...!!

            Comment


            • #21
              Re: *Sahi* / *Ghalat*

              hmmmm han yeh to ham nay soocha hi nahi tha :embarasse
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #22
                Re: *Sahi* / *Ghalat*

                Urdu zuban aik intihaee khoobsurat zaban hai :)
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #23
                  Re: *Sahi* / *Ghalat*

                  Originally posted by Masood
                  Urdu zuban aik intihaee khoobsurat zaban hai :)



                  "aik" izaafi lafz hai is main ?
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • #24
                    Re: *Sahi* / *Ghalat*

                    JIIII NAHINNNN :zuban: :zuban:

                    KOI AUR GUESS KARNA CHAHEY?????
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #25
                      Re: *Sahi* / *Ghalat*

                      Originally posted by Masood
                      Urdu zuban aik intihaee khoobsurat zaban hai :)
                      koi shak nahi
                      jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
                      yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

                      Comment


                      • #26
                        Re: *Sahi* / *Ghalat*

                        zuban aur zaban
                        jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
                        yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

                        Comment


                        • #27
                          Re: *Sahi* / *Ghalat*

                          Originally posted by zahid
                          zuban aur zaban
                          Kya hai zuban aur zaban ko? tafseel sey jawab dein na to manoooooooo :lol
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #28
                            Re: *Sahi* / *Ghalat*

                            Originally posted by Masood
                            Kya hai zuban aur zaban ko? tafseel sey jawab dein na to manoooooooo :lol
                            ab yeh bhi mujhay batana parega, khud bhi to kuchh kar liya karo
                            jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
                            yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

                            Comment


                            • #29
                              Re: *Sahi* / *Ghalat*

                              sub kuch agar hum hi kar lin to app ko machar marnay parin gay

                              Comment


                              • #30
                                Re: *Sahi* / *Ghalat*

                                Sawaal main ney poochha tha agar mujhey saheeh jawab na milla to tasleem nahin karoon ga :D :D
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X