Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Fiqre Se Fiqrah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Fiqre Se Fiqrah

    baz logon ko doosron ka dil dukha kar shaed sakoon milta he

    Comment


    • Re: Fiqre Se Fiqrah

      kisi ka dil dukha kar koi bhi kabhi bhi sakoon main naheen reh sakta.
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • Re: Fiqre Se Fiqrah

        kabhi ham sochte hen k kisi ke bina nahi reh sakte par rehna par jata he

        Comment


        • Re: Fiqre Se Fiqrah

          insaan ki souch us ki shaksiyak ki akkas hoti hy
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • Re: Fiqre Se Fiqrah

            aur wahi soach insan kay character ki ghamazi bhi karti hay
            Last edited by Gul; 8 November 2006, 10:58.

            Comment


            • Re: Fiqre Se Fiqrah

              insaan k charactor ka andaza bari had tak us ki zuban se bhi ho jata hy
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment


              • Re: Fiqre Se Fiqrah

                zuban se lagaya gya zakahm talwar se bhi sakth hota he.

                Comment


                • Re: Fiqre Se Fiqrah

                  aik miyaan mein do talwarein nahin rah saktin.
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: Fiqre Se Fiqrah

                    AOA,

                    AUR HUM?:cc:


                    Sohail Abbasi.
                    Apna haq ada karo.

                    Comment


                    • Re: Fiqre Se Fiqrah

                      app tu hargiz nahi rah saktay:P

                      Comment


                      • Re: Fiqre Se Fiqrah

                        AOA,

                        Ab aap ko kia ahtaraaz hai :donno:



                        Sohail Abbasi.
                        Apna haq ada karo.

                        Comment


                        • Re: Fiqre Se Fiqrah

                          app khud aik bohat bara atraaz hain:P

                          Comment


                          • Re: Fiqre Se Fiqrah

                            atrazat jab ziada ho jaie tu chup kerna ziada munasib hota ha
                            Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                            Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                            Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                            Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                            Comment


                            • Re: Fiqre Se Fiqrah

                              tu app chup is liya hain :hhh:

                              Comment


                              • Re: Fiqre Se Fiqrah

                                je han bongian marny se kai behtar hy k insaan chup rahy
                                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                                Comment

                                Working...
                                X