Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pakistan-Netherlands

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Pakistan-Netherlands

    Saeed Ajmal to continue

    16.1 - No Run
    16.2 - Two Runs
    16.3 - One Run
    16.4 - OUT - another stumping
    Last Man in
    16.5 - One Run
    16.6 - One Run

    End of over number 17 - Netherlands 92-9 - Pakistan has done what it required - the need the last wicket...
    Last edited by Masood; 9 June 2009, 17:18.
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #47
      Re: Pakistan-Netherlands

      Gul to continue

      17.1 - No Run
      17.2 - One Run - JUST IN - direct hit by Afridi
      17.3 - OUT - ALL OVER and Pakistan go through to the Super Eight

      SUPERB DISPLAY after the first scandlous match!!!!!

      Pakistan Win by 82 runs!
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #48
        Re: Pakistan-Netherlands

        congratz...:D

        Comment


        • #49
          Re: Pakistan-Netherlands

          :dance2::dance::clap:

          Comment


          • #50
            Re: Pakistan-Netherlands

            Originally posted by Masood View Post
            Gul to continue

            17.1 - No Run
            17.2 - One Run - JUST IN - direct hit by Afridi
            17.3 - OUT - ALL OVER and Pakistan go through to the Super Eight

            SUPERB DISPLAY after the first scandlous match!!!!!

            Pakistan Win by 82 runs!
            :zuban:pakistan k dushman

            Comment


            • #51
              Re: Pakistan-Netherlands

              Wowwwwwwwwww.......

              Congratulation

              to all

              Comment


              • #52
                Re: Pakistan-Netherlands

                Originally posted by Madiha kanwal View Post
                :zuban:pakistan k dushman
                Dushman nahin balkeh merey nazdeek inhein professional hona chahiyey - aur abhi bhi fielding mein bohat sari khamiyaan thi... There is still a lot of room for improvement!
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #53
                  Re: Pakistan-Netherlands

                  Originally posted by Masood View Post
                  Dushman nahin balkeh merey nazdeek inhein professional hona chahiyey - aur abhi bhi fielding mein bohat sari khamiyaan thi... There is still a lot of room for improvement!
                  :zuban:phr bi jeet tu gaye na
                  kabhi khush na hona aap

                  Comment


                  • #54
                    Re: Pakistan-Netherlands

                    Originally posted by Madiha kanwal View Post
                    :zuban:phr bi jeet tu gaye na
                    kabhi khush na hona aap
                    Baat jeet ya haar ki nahin Madho 2 teams khailti hain to aik ko jeetna aur aik ko haarna hota hai - magar manner in which you win or loose matters alot. Pehley match mein Pakistani team ki performance itihaii ghatiya thi - they deserved to loose.

                    Is match mein bhi fielding achhi nahin thi - they dropped three catches - kisi bhi achhi team key khilaf catches drop ker key aap jeet nahin saktey.

                    Aik aur baat jiska bohat sakht afsos huwa hai aaj. Woh Pakistani team ki zehni tarbiyat hai. Captain Younis Khan ka kehna hai keh woh in T20 matches sey attached nahin aur is mein haar jeet sey koi farq nahin parta :) Agar aik captain ki yeh soch hai to team ki performance koi maaney nahin rakhti...

                    Koi bhi PROFESSIONAL team ho, woh har match JEETNEY key liyey khailti hai! Sirf professional HI nahin balkeh har khailney wala khiladi jeetna chahta hai - kya hamarey mulk mein aa ker har baat ki defination badal jati hai???????????
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #55
                      Re: Pakistan-Netherlands

                      aur pakistan to 82 runs sey jeet gaia lagta hai kal aap free he tahey isey ley
                      I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                      Comment

                      Working...
                      X