Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shoaib Akhtar Banned

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Shoaib Akhtar Banned

    Friendz PCB banned the pakistan speed star Shoaib Akhtar for five years due to his indisciplined behaviour in team.



    what are ur comments???


    kya board ne shai faisla kia???:donno:

  • #2
    Re: Shoaib Akhtar Banned

    Comment


    • #3
      Re: Shoaib Akhtar Banned

      i think k faisla to sahi kia he....go k shoaib mera fav sportsman he....
      us k attitude k sath thora problem tha....
      lekin mujhay pata nahi kyun lug raha he k wo aik bar phir wapis aye ga.....
      kyun k govt k changehone se pcb k comette pe bhi kuch effect pare ga...

      just wait and wathc

      Comment


      • #4
        Re: Shoaib Akhtar Banned

        Originally posted by Maani View Post
        Friendz PCB banned the pakistan speed star Shoaib Akhtar for five years due to his indisciplined behaviour in team.
        what are ur comments???
        kya board ne shai faisla kia???:donno:


        Buhat Bura hua aise tu us Bechare ka Career khatam ho jaye ga :donno:

        Laiken suna hai MNA Hanif Abbasi is matter mein kafi dilchaspi le rahe hain aur unho ne kaha hai ke wo is mualmle ko High Court Tak le kar jayein ga.

        Allah Khair hee kare :dua

        Comment


        • #5
          Re: Shoaib Akhtar Banned

          wold Fastest Bowler hoonnayy kaa yehh mattllabb nahe kehh
          Zabitaa Ikhllaqq kee pabandee naa kee jaieyyyyyy
          joo howwaa achha howwaaa
          eik Shoib hee Harf e Aakhir nahee PK main
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment


          • #6
            Re: Shoaib Akhtar Banned

            aacha hoaaaaaaaaaa.

            I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


            Comment


            • #7
              Re: Shoaib Akhtar Banned

              Sahi hoa SHOAIB AKHTER k sath khelta tu tha nahi bus unfit rehta tha ab a'arm kery 5 saal

              Comment


              • #8
                Re: Shoaib Akhtar Banned

                jub country mai professional sports na hoti hoon to esa hi hota hay
                chalo team main select na karo
                lakin pakistan ab IPL main khelnay per pabandi ka matlab hay

                aj ka firon jo kud ko rasiq ( risiq denay wala means khuda) samjta hay and samjta hay key rozi band ker denay sey wo mer jayeh ga , to risq dena Allah ka kam hay naseed asharaf ka naeen

                world of sports main sportmen sey is sey bi bari bari ghaltian ho jati hay lakin is tara ka ban kabi naeen lagta

                yeh sirf wo laga sakta hay jo kud ko khuda samjta ho
                People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                Comment


                • #9
                  Re: Shoaib Akhtar Banned

                  Originally posted by SADAFASLAM View Post
                  Sahi hoa SHOAIB AKHTER k sath khelta tu tha nahi bus unfit rehta tha ab a'arm kery 5 saal
                  to team main select na karo
                  us ki rozi band kernay ka matlab

                  pakistan main naeen khel sakta
                  IPL naeen khel sakta

                  what is this
                  this is true non professionalisam

                  ager kabi professional sports like football ko app nay dehka ho
                  logon sey is sey 1000 times zeada bari ghaltian hoi haan
                  lakin kabi esi saza naeen mili

                  true non professionalisam

                  this is the reason , cricket sirf chand countries main kheli ja rahi hay
                  People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                  Comment


                  • #10
                    Re: Shoaib Akhtar Banned

                    kehte hain k duniyaa main sirf ache akhlaaq hee reh gaye hain aor agar insaan inn ache akhlaaq ko bhi maintain na rakh sakain to pasthi kaa shikaar to hoga.
                    baqi yeh pakistan ki team k liye bohat nuqsaan deh hai k PCB ne pendi express ko banned kar diya.
                    shukriya.

                    Comment


                    • #11
                      Re: Shoaib Akhtar Banned

                      AOA,

                      G baat shoaib ki ho rahyi hai to wo bohat si ahsi batoon main mulawis paya jo akhlaqiyat k daire main nain attain lakin iss ka matlab ye nain k iss kadar barri saza di jaye saza zaroor mile magar jo b ghalti kare yahan to zatiyat lag rahyi hai shoaib nain jo baad main biyaan diya sabik khalarriyoon k bare main intahayi mayoos kon tha magar phir b ye saza jo mili hai wo ziyada hai balke sarasar na insafi hai bohat se loog pcb main ahse hain jo k apnoon ko nawaaz rahye hain bahar haal jo hua ghalat hua iss main nuqsan kisi aik ka nain hua .



                      Sohail Abbasi.
                      Apna haq ada karo.

                      Comment

                      Working...
                      X