Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kisi aik field main ya.....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • kisi aik field main ya.....

    Assalamalikum
    Allha Tala nay har insaan koi na koi talent dia hai ....buhat say loog aisay bhi hain jin main sab kuch karnay ka shook hota hai .....kuch loog aisay hain jo chahtay hain sirf aik cheez pay zaida kaam karna chaye jo aap ko pasan dhoo or aap kar saktay hoo ....

    aap logoo ka kia khayal hain insaan ko sirf aik hi field ki taraf jana chaye ?
    ya different different fields ?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: kisi aik field main ya.....

    Walikum Assalam!

    ushi feild ko choose kerna chahiye jis mai apka intrest ho.......lakin sometimes aisa bhi hoota hai k kuch wajoohaat ki bina ap nahi ja sakte....jese main medical ki student thi or mera mind bhi us taraf tha but mujhe admission kahiin or mila tha,Sakhaar main jahan main nahi ja sakti thi coz my family doesnt allow me 2 go far 4om home
    so mujhko feild change kerni pariii......after FSC main buhat disheart thi or koi bhi feild mujhse choose nahii ho rahi thi to main ne apne big brothers per choor diya or phir main totally alag n opposite feild mai aa gai.....per ab mind isse ki taraf ho gaya hai......ab mujhko mera subject buhat ziada intresting lagta hai or main isse mai buhaat aagey jana chahti hoon.......
    per mera intrest 0% tha is main per ab adjust ho gaya per i know ager main medical mai hooti to dimagh k saath dil bhi ziada laga ker perhti ab dil ko zabardasti lagaana perta hai:lol
    mera intrest LAW n AIR FORCE(piolet) ki taraf bhi tha after medical per mujhe ghar se permission nahi thii in feilds mai jaaney ki
    baat sirf ye hai k jahan intrest ho wahan student perhai ki taraf khud khicta hai jahan nahi ho wahan khud ko khench ker le ker janaa perta hai:pagal:

    KHUSH RAHIYYE Aanchal!
    Nice topic again:salam:

    Comment


    • #3
      Re: kisi aik field main ya.....

      jo insan key liya best field hoti hay Allah us ko khud wahan lay jata hay
      :D
      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

      Comment


      • #4
        Re: kisi aik field main ya.....

        mera sawal yeh nahi tha :cc:

        acha koi baat nahi aap loog lagay rahoo jawab denay main..:shh:
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #5
          Re: kisi aik field main ya.....

          aik hoti he hama jehat shakseyat:mm: shaed wo isi ko kehte hen.koi harj nahi,ager insan me Allah ne zeada slaheyaten di hen to sare filed try keay ja sakte hen:khi:

          Comment


          • #6
            Re: kisi aik field main ya.....

            Originally posted by Aanchal
            mera sawal yeh nahi tha :cc:

            acha koi baat nahi aap loog lagay rahoo jawab denay main..:shh:
            :pagal: :pagal: :pagal:
            ap humko sawal bATAIN
            hum koshish kerte hain:blush:

            Comment


            • #7
              Re: kisi aik field main ya.....

              Originally posted by Aanchal
              Assalamalikum
              Allha Tala nay har insaan koi na koi talent dia hai ....buhat say loog aisay bhi hain jin main sab kuch karnay ka shook hota hai .....kuch loog aisay hain jo chahtay hain sirf aik cheez pay zaida kaam karna chaye jo aap ko pasan dhoo or aap kar saktay hoo ....

              aap logoo ka kia khayal hain insaan ko sirf aik hi field ki taraf jana chaye ?
              ya different different fields ?
              Aanchal yeh sach hai keh har insaan mein koi na koi talent zaroor hota hai - lekin is talent ko expose karney ki zaroorat hoti hai warna talent dead ho jata hai. Main ney yeh dekha hai keh talent ko uskey potential key mutabiq expose karna bohat mushkil hota hai aur khaas tor per hamarey mulk mein kisi key talent ko expose nahin kiya jata balkey wahan per to achhey sey achha talent wasaeel na honey ki wajah sey aur mufaadprastiyon ki wajah sey mar jatey hain ya phir hamara talent USA aur Canada waghera visa-scheems key zariyey ley jaatey hain :fuming: .

              Khair mera zaati khiyaal hai keh insaan ko pehley us field mein apney talent ko fully expose karna chahiye jis sey woh related hai, aur phir waqt key saath saath apney aap ko doosri fields mein bhi aazmana chahiye. (yahan per yaad rakhein key agar koi IT field sey related hai to ussey aazmaish key lie doctori nahin karna shuru kar dena chahiye - yeh nakaami dey gi - balkey ussey chahiye keh IT ki doosri branches mein apney aap ko aazmaey) Lekin yeh aazmaish aisey na ho keh aap key haath na yeh rahey aur na woh aaey - balkey aap ko yaqin ho keh agar main us field mein kaamyab na huwa to apni is field mein kisi waqt bhi aa sakta hoon....
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              Working...
              X