Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Shadi Mubarak (Artical In Urdu) Part 1
Collapse
X
-
Re: Shadi Mubarak (Artical In Urdu) Part 1
ji bilkul Islam ki ruu se qataeey munasib anhin k laraky ya larki ki shaadi mein der ki jaey is se bhi moashray mein buraeyan peda hoty hain...Ek munasib waqt per shadi ker deni chahieey....ye nahin k zaat biradri k chakaron mein bithhaey rakhein....
Allah tuafeeq de sab ko is per Amal karnay ki:duasigpic
Comment
-
Re: Shadi Mubarak (Artical In Urdu) Part 1
Buhaaat ziada accha article share kia hai apne.....
really nice:thmbup:
or buhat accha kiya jo ye topic start kiya......
hamaarey haan to ye trend ban gaya hai k shadi jalde nahi hooti......i mean utni jalde jitni k ISLAM mai kerne ki ijazat hai....
kuch log kehte hain k 14/15 ki age main boy n girl IMMATURE hoote hain......unko kuch samajh a jai to shadi ker deni chahiye....+ education is a major factor.....jo k us age tak poori nahi hooti.....to is liye shadi jalde nahi hooti.....aksar 24 main girl ki n 30+ mai boy ki shadi hoti hai......to is tarah ye to us age se kaafi aagey ki age hai jis main ISLAM ne kerne ka hukm dia
n mere nazdeek bhi education hi prob hai q k after marriage studies ko continue rakhna buhat mushkil hai:tauba so aise mai kia kerna chahiye?
Comment
-
Re: Shadi Mubarak (Artical In Urdu) Part 1
Originally posted by Me HereBuhaaat ziada accha article share kia hai apne.....
really nice:thmbup:
or buhat accha kiya jo ye topic start kiya......
hamaarey haan to ye trend ban gaya hai k shadi jalde nahi hooti......i mean utni jalde jitni k ISLAM mai kerne ki ijazat hai....
kuch log kehte hain k 14/15 ki age main boy n girl IMMATURE hoote hain......unko kuch samajh a jai to shadi ker deni chahiye....+ education is a major factor.....jo k us age tak poori nahi hooti.....to is liye shadi jalde nahi hooti.....aksar 24 main girl ki n 30+ mai boy ki shadi hoti hai......to is tarah ye to us age se kaafi aagey ki age hai jis main ISLAM ne kerne ka hukm dia
n mere nazdeek bhi education hi prob hai q k after marriage studies ko continue rakhna buhat mushkil hai:tauba so aise mai kia kerna chahiye?
is ki bari waja yeh hay key yeh samjha jata hay key larkion ney shadi key baad aa ker sirf gher sambhalna hay . they will and can't do anything else
jab key ager aik larka and larki , aj kal key dor main ( itni behiyai key door ) main ager study ker saktay haan to shadi key baad wo us sey kaheen behtar perain gay
second ager koi waldein apni beti ko taleem dilwa saktey haan , to ager betay ki shadi jald ki jaeey , to betay and baho ko keeon naeen.
aik to yeh faida ho ga key bachooon key zehan main ( is dor ) main jo ultay sedhay khelat atey haan , us sey wo door ho jaeen gay, and zeada behtar andaz main per sakeen gay
second , jo yeh filmi scence chal rahey hotey haan universities and etc jagoon per, is sey bach jaeen gay.
etc etc
and la tadad faiday haan aur bi is kaayPeople should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people
Comment
-
Re: Shadi Mubarak (Artical In Urdu) Part 1
Originally posted by Me Herekuch log kehte hain k 14/15 ki age main boy n girl IMMATURE hoote hain......unko kuch samajh a jai to shadi ker deni chahiye
hamary moashray ki bohat si borian esi haan jo key sirf o sirf isi waja sey ati haan key is age main jis main bachoon ko apney parents ki zeada attention ki zarorat hoti hay , attention naeen di jati.
and moashrey is cheeze ka faida utta ker aksar ko kaharab ker deta hay.
ager yeh jald shadi wala islami system lago ker dia jaeey , hamarey moashrey key 70 to 80 % population improve ker aayeh gi . and is ka better result app Pakistan per dehk sakeen gay.
hmm actually dogaley ho chukey haan
jahan hmm ko islami cheezain behtar nazar ati haan , wahan hmm islam ko lagoo ker letay haan jahan , hmm ko non muslims ki cheezain pasand ati haan
wahan hmm un ki lago ker letay haan
nateeja yahi hay key hmm nechay sey nechay ja rahey haanPeople should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people
Comment
Comment