Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Naam or shakseyat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Naam or shakseyat

    Assalamalikum
    kehtay hain kay naam ka bachay ki shakeseyat pay buhat bara asar parta hai ...hamaray han bachay kay naam to un ki pedaaish say pehlay hi soouchnay shuru kar deye jatay hain :D: , achay achay meanings walye naam.....or bachay ka aik peyara sa naam reakh dia jata hai ..

    lekan pher......usay pokaratay kisi or naam say hain jesay dabbu, pinki, billi,bubbloo, bable waghera waghera .............kia sirf passport par, birth certificate par ya identity cards pay naam likh deenay say bachay ki shakseyat pay acha asar par jaye ga ?:lol
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: Naam or shakseyat

    Originally posted by Aanchal
    Assalamalikum
    kehtay hain kay naam ka bachay ki shakeseyat pay buhat bara asar parta hai ...hamaray han bachay kay naam to un ki pedaaish say pehlay hi soouchnay shuru kar deye jatay hain :D: , achay achay meanings walye naam.....or bachay ka aik peyara sa naam reakh dia jata hai ..

    lekan pher......usay pokaratay kisi or naam say hain jesay dabbu, pinki, billi,bubbloo, bable waghera waghera .............kia sirf passport par, birth certificate par ya identity cards pay naam likh deenay say bachay ki shakseyat pay acha asar par jaye ga ?:lol
    aisay question karnay ka haq me here ko hai :D, waysay maiN nay bhi suna hai kay "naam bhari hai" ya agar koi bacha inteqal karjaiy to "naam ras nahee aaya" ya "naam bhari thaa" ... aur jahaN tak baat hai bach'chay ki paidaish say pehlay naam sochnay ki to mery ilm kay mutabiq bach'chay ka naam os ki paidaish say pehlay he sochna chaheay....
    That's Enough...!!

    Comment

    • #3

      naam say personality per asar hota hai... meray eik teacher jis ka naam tha khuda bux lakin vo handsome aur khoobsurat banda tha... aur uss ki personality bhi attractive thi lakin naam ki waja say vo mujhe jahil lagta tha.
      wala alam ji

      Comment

      • #4
        Re: Naam or shakseyat

        Originally posted by ScorpioN_RulzZ
        aisay question karnay ka haq me here ko hai :D, waysay maiN nay bhi suna hai kay "naam bhari hai" ya agar koi bacha inteqal karjaiy to "naam ras nahee aaya" ya "naam bhari thaa" ... aur jahaN tak baat hai bach'chay ki paidaish say pehlay naam sochnay ki to mery ilm kay mutabiq bach'chay ka naam os ki paidaish say pehlay he sochna chaheay....
        apko konsa thread yaad aya is baat se?:kr:main ne bhi ye batin sunii hain per main inhe superstition nahi keh sakti:lol q k full knowledge nahi hai is baarey main:khi:

        Comment

        • #5
          Re: Naam or shakseyat

          Walikum Assalam:salam:

          Me ka naam accha thatz y me bhi acchi:p:lpop:

          Comment

          • #6
            Re: Naam or shakseyat

            haan g suna to he k nam ka aser parta he shakseyat par,lekin kuch logon ke nam to bohat ache hote hen par wo khud:budhu: un ke bare me kia kaha jaey ga?:mm:

            Comment

            Working...
            X