Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pakistani Education System.......?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Pakistani Education System.......?

    Kiyaa ap Pakistani Education System se satisfied hain???
    Ya apkey khiyaal main is main buhat sey changes ki zaroorat hai or ager aisa hai to wok on se changes hain jo ap samajhte hain k Pakistani Education System main hooney chahiyein??
    Grade 1 se grade 12 tak students ko FEDERAL BOARD/SINDH BOARD/SERHAD BOARD/PUNJAB BOARD se daraaya jata hai or ajeeb lengthy type k papers aatey hain jo 3 hrs main complete kerney hootey hain.

    Apkey khiyaal main kiyyaa ye education system thiik hai??
    Ya ap SEMESTER SYSTEM k haqq mai hain

    Please wo points zaroor mention kijiye ga jo ap Pakistani Education System k saath add kerna chahte hain

    Waiting 4 ur precious RAI
    KHUSH RAHIYYE:rose

    WASALAM
    Me Here
    10
    Yes
    0.00%
    0
    No
    90.00%
    9
    Cant say anything
    10.00%
    1

    The poll is expired.

  • #2
    Re: Pakistani Education System.......?

    System ka "S" yani Shoro he theek nahee, baqi cheezain to baad ki haiN.. tafseel kayleay miltay hain break kay baad :khi:
    That's Enough...!!

    Comment

    • #3
      Re: Pakistani Education System.......?

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ
      System ka "S" yani Shoro he theek nahee, baqi cheezain to baad ki haiN.. tafseel kayleay miltay hain break kay baad :khi:
      :lol :embarasse
      ok thiiiiiiiiik:salam:

      Comment

      • #4
        Re: Pakistani Education System.......?

        abi to meri zehan main aik hee hay...
        k Nisab siraf aik hee kisam ka huna chayee..
        aur bakee baad main,,,

        Comment

        • #5
          Re: Pakistani Education System.......?

          Originally posted by ~Khalil~
          abi to meri zehan main aik hee hay...
          k Nisab siraf aik hee kisam ka huna chayee..
          aur bakee baad main,,,
          GOOD POINT:thmbup: :thmbup:
          taakey sabko ik jeesi knowledge miiley
          per standard high hoona chahiye
          jo log ye kehte hain k high standard ka course perhna sab k buss ki bat nahi un per mujhko bara ghussa aata hai:fuming: q k sabko ALLAH TALLA ne ik tarah k dimaagh se nawaaza hai aisey batin nahi kerni chahiyein is se bacchey bhi discourage hoote hain

          THX KHL BHAI:salam:

          Comment

          • #6
            Re: Pakistani Education System.......?

            Voted
            Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
            Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

            Comment

            • #7
              Re: Pakistani Education System.......?

              ager nisab aik huga aur miyar b acha huga sab ka to sab kee fee b aik hee hugi....waisy hee taleem mujy kharian main mily gee jaisy Lahore main to main lahore main etni door nahi jaonga ka study kerny...

              Comment

              • #8
                Re: Pakistani Education System.......?

                voted:)
                For New Designers
                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                Comment

                • #9
                  Re: Pakistani Education System.......?

                  Originally posted by ~Khalil~
                  ager nisab aik huga aur miyar b acha huga sab ka to sab kee fee b aik hee hugi....waisy hee taleem mujy kharian main mily gee jaisy Lahore main to main lahore main etni door nahi jaonga ka study kerny...
                  Exactly........:thmbup:
                  100% agreed.....meri uni mai bhi students pata nahi kahan kahan se aii hoey hain even foriegner students bhi buhat hain
                  per ye batiin wo log nahii soochte na jo soch ker koi step bhi le saktey hain......itneyy barre + burhe log hain phir bhi unki samajh mai nahi aata
                  bus political seats sanbhaalney ka shoq hai unko:fuming:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Pakistani Education System.......?

                    Originally posted by Me Here

                    Kiyaa ap Pakistani Education System se satisfied hain???
                    Ya apkey khiyaal main is main buhat sey changes ki zaroorat hai or ager aisa hai to wok on se changes hain jo ap samajhte hain k Pakistani Education System main hooney chahiyein??
                    Grade 1 se grade 12 tak students ko FEDERAL BOARD/SINDH BOARD/SERHAD BOARD/PUNJAB BOARD se daraaya jata hai or ajeeb lengthy type k papers aatey hain jo 3 hrs main complete kerney hootey hain.

                    Apkey khiyaal main kiyyaa ye education system thiik hai??
                    Ya ap SEMESTER SYSTEM k haqq mai hain

                    Please wo points zaroor mention kijiye ga jo ap Pakistani Education System k saath add kerna chahte hain

                    Waiting 4 ur precious RAI
                    KHUSH RAHIYYE:rose

                    WASALAM
                    Me Here
                    walikum as salam
                    alhumdulliah
                    kis system ko , her level per different system hay :D
                    fsc tak different , university level per defferent, and MS phd level per pir defferent. :D
                    so so
                    haan jee chata hoon
                    1. fsc tak year system ki jaga , term system hona chayeh
                    2. semister system main marking wagera, usi tarah honi chayeh jis tarah board system main hoti thee. yani teacher ko pata na ho key paper kia ayeh ga and check bi wo na kareey.
                    semister system ka sab sey bara problem jo hay wo hay support system.yani teacher jis ko chatta hay zeada number dey deta hay jis ko chatta hay role deta hay.
                    board system main ik to faida tha key teacher app key sath zeati naeen ker sakta tha , lakin semister system main hota yeh hay key sifarshi agey and pernay waley pechay rah jatey haan , halankey wo fsc tak dosron sey agey hotey they keeon key wahan normally sifarishain naeen chalteen

                    second semister system ka sab sey faida larkion ko hota hay . ik to wo khud bohat pernay wali hoti haan upper sey male teachers. nateeja faida sirf larkion ko hi hota hay . larkey bechary , becharery hi ho ker rahy jatey haan .
                    is leya main to hamesha , boys and girls ki separaate class key haq main hoon key larkion ko marks beshak do lakin larkon ki gardan per chori chala ker naeen

                    bachelors tak semister system absolute tha , ab cluster system hota hay
                    nateeja ager ik bandey ka grade upper ho ga to dusray ka zaroor nechay hoga :(

                    main sirf is haq main hoon key wo system accha ho sakta hay jahan student ko kuch samj ayeh , wo marks ki jaga knowledge key pechay bagey

                    lakin afsos term system key ilawa koi system is ko pora naeen kerta :)
                    UET taxila main term system hay . yani years system type lakin duration only 4 months.
                    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                    Comment

                    • #11
                      Re: Pakistani Education System.......?

                      Originally posted by filbahere

                      u ne to SEMESTER SYSTEM ki hi burayan start ker diin:pagal:
                      term system n cluster system ka mujhko bataain k ye kiya hota hai
                      cluster system mai aisa hoota hai k jeese 2 students k marks hain ik k 92% or ik k 92.5% to bantaa to dono ka "A" grade hi hai per 92.5% waaley student ko 1st position mil jai gi????
                      kiya aisa hoota hai cluster?????

                      term system kiya hoota hai????

                      or u ko to main abhi bataati hon semester system ki ACCHAYAN

                      Comment

                      • #12
                        Re: Pakistani Education System.......?

                        aaj ka din kafi masroof guzra, break kafi bara hogaya, inshaAllah kal post karonga :)
                        That's Enough...!!

                        Comment

                        • #13
                          Re: Pakistani Education System.......?

                          Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                          aaj ka din kafi masroof guzra, break kafi bara hogaya, inshaAllah kal post karonga :)
                          No its ok:)

                          Comment

                          • #14
                            Re: Pakistani Education System.......?

                            No

                            Comment

                            • #15
                              Re: Pakistani Education System.......?

                              No

                              pak kay education system main kafi tabdeloun ki zarorat hai .....
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment

                              Working...
                              X