Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

write correctly

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • write correctly

    assalamalikum

    mujhay aik mail aya hai aap loog is baray main kia kehtay hoo ????/ :)

    Assalam ul Alaikum,

    Its been observed that most of us write "MOSQUE" for "Masjid"
    and even calling it as Mosque in daily routine,
    what elders and teachers say that the word "MOSQUE" means the house of mosquitoes not Masjid. So better be careful next time instead of writing mosque, u can write MASJID it doesn't
    matter..
    Mostly we have seen the spelling of MAKKAH as MECCA. The word MECCA means "Sharab Khaana" . So lets all of us be careful of writing MECCA.
    Many people whose name start with Muhammed,
    write in a short form as "Mohd".
    This "Mohd" means "A dog which has a big mouth".

    So please forward this message to as many muslim brothers and sisters as possible.
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: write correctly

    Walikum Assalam!

    Anchal Mera apna zatti khiyal to yahi hai k insaan k dil mai jo ho niyyat mai jo ho Allah Talla ussey ko dekhta hai or wahi niyyat count bhi hooti hai

    jese names ki koi spelling nahi hooti aiise hi Makkah or Mecca mai just spelling difference hi hai ye baat sahii hai k spelling difference ki wajaa sey matlab hi change hoo jataa hai....

    MOHAMMAD to naam hi itna respectful hai k isee poora hi likhna chahiye.....per ager space kam ho(jese kuch forms waghera mai hoti hai) to phir shorthand mai likhney mai kiya prob hai???
    ap Mohd nahi likhin ap Moh'md ya khaali capital "M" bhi MOHAMMAD k liye hi use hota haiager ye likh dain ya koi bhi short hand use ker lain

    Masjid original word hai jo MASJID k liye use hoota hai per english language mai hum MOSQUE kehtey hain to english lang mai iska matlab MASJID hi hai

    jo batin apko mail mai 4ward hoi hain humin pehley poori tasdeeq kernii chahiye k kon c languages mai inkey matlab ya pronouciation mai aisa difference hai ager hamaari research is mail se match ker jai to 100% avoid kerna chahiye

    per ye bhi mumkin hai k kisey ney aise hi mis-guide kerney k liye ye sab likhaa hoo

    Anyways thx Anchal 4 sharing this stuff
    KHUSH RAHIYYE:phool:

    Comment

    • #3
      Re: write correctly

      Asslam-o-alikum Wr Wb

      Kuch Jaahil Logo Ki Batain Asi Ho Ti Hay Aanchal Jin Per Kuch Kha Na Jay Wo Bahter Hay ... Aik Word Kay Hazaar Matlab Ho Tay Hay Zaroori Nahi Ay Kay Jo Kha Jaa Rha Hay Wo Hi Ho

      Khair Aik Baat Ahy Jsi Say Main Itafaq Karu G Kay Wo Word Use Kya Jay Jo Islam Main Hy

      Bashak Moqsue Ko Masjid Kha Diya Jay
      Aur Makka To Sab Hi Sahi Likhaty Hay
      Aur Mohd ... To Ya To Well Apnay Uppar Hi Hay Albta English Ky Lhas Say Mohd Naam Ky Sath Likhna Ghalat Hay .. Baki Me Ko Itni English To Nahi Ati Jis Ko Ati Hay Wo Ziyada Bahter Bata Dey Ga\

      Feamanallah
      Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
      Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

      Comment

      • #4
        Re: write correctly

        Originally posted by Me Here
        Walikum Assalam!
        Originally posted by Me Here

        Anchal Mera apna zatti khiyal to yahi hai k insaan k dil mai jo ho niyyat mai jo ho Allah Talla ussey ko dekhta hai or wahi niyyat count bhi hooti hai

        jese names ki koi spelling nahi hooti aiise hi Makkah or Mecca mai just spelling difference hi hai ye baat sahii hai k spelling difference ki wajaa sey matlab hi change hoo jataa hai....

        MOHAMMAD to naam hi itna respectful hai k isee poora hi likhna chahiye.....per ager space kam ho(jese kuch forms waghera mai hoti hai) to phir shorthand mai likhney mai kiya prob hai???
        ap Mohd nahi likhin ap Moh'md ya khaali capital "M" bhi MOHAMMAD k liye hi use hota haiager ye likh dain ya koi bhi short hand use ker lain

        Masjid original word hai jo MASJID k liye use hoota hai per english language mai hum MOSQUE kehtey hain to english lang mai iska matlab MASJID hi hai

        jo batin apko mail mai 4ward hoi hain humin pehley poori tasdeeq kernii chahiye k kon c languages mai inkey matlab ya pronouciation mai aisa difference hai ager hamaari research is mail se match ker jai to 100% avoid kerna chahiye

        per ye bhi mumkin hai k kisey ney aise hi mis-guide kerney k liye ye sab likhaa hoo

        Anyways thx Anchal 4 sharing this stuff
        KHUSH RAHIYYE:phool:

        AOA ME Here :rose

        Well mai in words ki detail tu utni hi janti houn jitni zada tar loug.k mosque is masjid and muhd is used for Muhammad and MeCCA for MAkkah

        mai aap ki jo baat hai k english mai in words ko is tara call kiya jata hai.us ko briefly discuss karna cha_hti houn.
        Actually koi b word jo QUraan ya HAdees k ilawa sunnay mai ata hai wo galat ho sakta hai yani as u know k aunthentic words tu sirf above described sources say hi miltay hain jink baray mai hamain ko doubt nahi hota.baqi sari languages tu ham nay khud banai hain.cheezon k istaymal say ya kisi b murawwaj kaam say koi aik lafz ban gia...ab agar un words ko 100 ya 1000 saal bad koi student paray ga tu wo tu sirf itni hi baat janay ga k falan language mai falan word ko is tara likhtay hain so ye ho sakta hai k koi word jo ab bohot common hai uska origin bohot flareup karnay wala ho hamain..
        pata nahi mai apna view properly convey kar pa rahi houn ya nahi.
        anyhow let's take example of MOSQUE.....is baray mai manay parha tha ...k jab spain mai muslims ka soraj doob raha tha tu muslims ko gajir mooli kara kata gia..musalman chup kar masjid mai panah laytay thay .tu aik dafa aik king nay announce kiya k sab musalman k liye muafi hai aor jab muslims bahir aye mashid say tu sab ko qatal kar diya gia...ye jo musalman masijd mai chup kar baith_tay thay tu is islam dushman nay masjid ko azrahay mazaq mosque kaha .goya tash_beeh di k jis tara mosquitoe kaan mai gusta hai ya jaldi say idar udar ho jata hai istara musalman masjid mai chuptay hain..........
        Agar ye baat theek hai ..........tu ab aaj k musalman ko kia pata ham tu simply yahi khaian gay k mosjid in english called mosque........
        jasay kahtay haink cockroach ko LAALBAIG nahi kahna chaye k engraizoon nay musalmanoomai jo baig log thay unko zalil karnay k liye cockroach ko lalbaig kahna shuru kiya....
        ye sab batain parhi hain so ye galat b ho sakti hain.bhar_haal jo ilm tha wo share kiya..........No hard feeling for any one here:rose
        saylani
        Hamain Khabar hai K ham Hain churag Akhir shab
        ~~~HamaraY Baad Andaihra nahi Ujala Hai ~~~

        Comment

        • #5
          Re: write correctly

          Originally posted by Say_lani

          Walikum Assalam Say_lani

          Per baat ye hai k jab tak hum full RESEARCH naa ker lain humin koi bhi baat accept nahi ke leeni chahiye thatz y main ne waasa kaha
          Lakin RESEARCH k begher jab humin doubt ho k doosri languages mai iskey meanings thiik nahi to AVOID kernaa hi behter hai per ghaltii sey ya jahaan zaroori ho wahan likh leena to majboori hai

          Anyways thx 4 the above info:thmbup:

          KHUSH RAHIYYE!:)

          Comment

          Working...
          X